Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai
    Assalam o Alikum
    Monday ko markete boht gap k sath open hoti hai to hamari wo trade jo pehly se lagi hoi hoti hain un ka loss mazeed berha hua dekhny ko milta hai mager is k liye preshan nahi hona chahye ye gap ki waja se hai jab pairs main gap fill hota hai to markete apni sahi move main ajay gi r hamari loss wali trades profit main zaror aen gi ager hamara analyse acha hai to bs saber se kam len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے

    market mein kafi dangerous dekhne ko Mila hai aur Jahan Tak main samajhta Hun to ine dinon mein market bahut jyada dangerous hai aur Jin currencies gold aur oil mein hamen gate dekhne ko Mila hai hi in aur bhi jyada dangerous movement hone ke chances hai isliye koi bhi trade big lot open karne se pahle jarur uske analyzers karne chahie
    • #3 Collapse

      Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

      han ap ki bat theek hy lakin hmain is main preshan nh hona q kh gap sy shoro hony wali market apna gap fill kerny zaror ay g is liay mery khayal main to hmain apni trade ka wait kerna chahiay q kh kuch log dar ki waja sy loss main hi close ker daty hn hmain wait kerna chahiay gap fill kerny sy hmara loss kam ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

        G haan bilkul sahii baat haii apkii markeet jb monday ko open hotii haii to uss main jo bhe gap ho jaataa haii us main humain loss hotaa haii lakin humain is loss sy gargiz nh ghabraana haii balky apny kaam ko himat aur mhinat ky sath jaarii rkjna haii iss main zyada sy zyafa mhinat kr ky aur apna sahii analysis ky mutabiq apna kaam krty rhina chahiyee jiss sy humain zror profit mlly ga
        • #5 Collapse

          Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
          Assalam o Alikum
          Monday ko markete boht gap k sath open hoti hai to hamari wo trade jo pehly se lagi hoi hoti hain un ka loss mazeed berha hua dekhny ko milta hai mager is k liye preshan nahi hona chahye ye gap ki waja se hai jab pairs main gap fill hota hai to markete apni sahi move main ajay gi r hamari loss wali trades profit main zaror aen gi ager hamara analyse acha hai to bs saber se kam len
          walaikum assalam aapane bilkul theek kaha hai jab bhi market mein koi gayab open hota hai to usse loss jyada hi hoga jiski trade open hogi lekin koshish Kiya Karen jab bhi weekend per market close ho rahi ho use waqt apni friend ko close kar diya Karen aur har din trade close kar ke new gay ke sath new planning karke trade open Karen jisse aapka running profit achcha hoga....
          • #6 Collapse

            Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

            G han thek kaha apny k gap ki wjaa ay previous trades ji lagi huo thi us main loss barh gaya haj lekin agay khayal rakhna chaye k aap ko is main zidaa loss na ho or aap is main kamaybi hasil.kar saken or achi eraning sy is main trades main profit earn kar saken.
            • #7 Collapse

              Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

              Yes you are right pak Forex trading business men gap ki Waja Say previous trad ka loss Pehly Say Zyda extand ho jaata hy khoob Say hi pak forex trading business Mein trad lagay Tu hi Good profit asaani Say hi Provide ho ga but Uss kalye Khoob Mehant say Hi Kaam karein tu hi Good Success asaani say Hi Hasil ho jay gi Gap jab Markeet mein aa raha ho tu next trad na lagayen Warna loss extand ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

                hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy ache learning gasin kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex iak best business hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain um is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or china or nw yok jasys bary bary mumalik shamil hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Gap ki wja se previous trades ka loss mazeed berh jata hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                  Assalam o Alikum
                  Monday ko markete boht gap k sath open hoti hai to hamari wo trade jo pehly se lagi hoi hoti hain un ka loss mazeed berha hua dekhny ko milta hai mager is k liye preshan nahi hona chahye ye gap ki waja se hai jab pairs main gap fill hota hai to markete apni sahi move main ajay gi r hamari loss wali trades profit main zaror aen gi ager hamara analyse acha hai to bs saber se kam len
                  Yah To Sab ke sath hi hota hai agar aapki trade market ke close hone se pahle open rahti hai aur Market mein agar Gaya paya jata hai to aapko profit your loss hoga to vah aapko Milana hi hai ismein to Kisi ka koi Kasur Nahin ho sakta yah to aapki hi mistake hoti hai agar aap apni trade ko open Chhod dete ho to

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X