Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

    G bhai jan bilkul es forum mein knowledge ko share karney se knowledge kam nahi hota balkeh humara knowledge increase hota hai es leiye hum sab ko es baat ka khaas khiyal rakhna chahaye aur es baat pe hum ko amal karna chahaye takeh es tarha dostu hum sab ka faida ho sakey aur hum yahan par agey bhar sakein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

      Hmain chahiy k apna experience or best knowledge share krain ta k jin logoo ko koi problem ho rahi ho trade krny me wo hmary knowledge or experience sy faida uthain.
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

        g han forex ma knowledge ki boht ahmiyat ha humesha knowledge gain kerte rehna chahye or knowledge dosro ke sath share kerna bi boht achi baat ha kyun ke knowledge share kerne se increase hota ha kum nahi hota is liye dosro ki maded kerni chahye is tera ap ke knowledge ma bi izafa ho ga kyun ke k owledge ki koi limit nahi hoti
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

          Asslam o alikom ji han dost ager hum is forex ma apnay knowlege ko share kartay hain ti us say hamara knowlege bhi increase hot hay to humain is forex ma bhuty ziyada posting kar kay achi sa achi to is say hum apnay knowlege ko increase kar apna knowlege ma bhi izafa kartay hain,
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

            G bilkol apki bat thek hai dear agr humy kisis chez ka knowledge hai tu humy us knowledge ko mazeed agy barhna chaheyai tu es say humra knowledge aur ziada brhy ga agr hum aesa kary tu hum kafiii agy barh sakty hai achy achy bonus mil skata hau ku ka forex mai yahi chez lekhni parti hai tu tabhi insan kamyab huta hai
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

              dear maine bahut saray aisay bhi trdaers aur membres ko daikha hay k jub unk pass koi expeience a jata hay to wo apnay aapko hide karna start kar daitay hain jis say unk liye aisi mushkilaat banty hain k unko koi samjh bhi nai aty hay k ab karna kia hay is liye hamko sabko sath lay kar chalna chaye aur jub ham markeet main apna knowledge share kartay hain to hamko usk badlay kuch na kuch zarur milta hay is liye hamko isay share karnay k liye rokna nai chaye.
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

                apni knowledge ko hamesha dusro kay sath share karain Chaihe wo forum par ho Ya ap ka friends ho forex ke bare main jitni ziada Discussion hogi hamari aur agle Ki knowledge utni ziada increase hogi forum aik boht hi acha platforum he traders kay Beech main discussion point he jahan hum aik dusre se question answer share kar kay aik dusre ki madad kar sakte hen Knowledge ko kabhi bhi khud tak Mehdood na rakhain Jitni knowledge dusro kay Sath share krainge utna hi ap ko faida hoga share ki huwi knowdege remain hogi aur taza hojaegi
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

                  Good question dear aapane bilkul sahi baat ki hai hamen chahie ki ham apna knowledge ek dusre ke sath share karte rahana chahie kyunki aise apna knowledge bhi strong hota hai aur dusron ko fayda Bhi Hasil hota hai is se hamari practice bhi hoti hai aur hamen is main good experience ek dusre ke sath share karna chahie Jaise hamara experience aur knowledge increase hota hai hamen chahie ki ham best se best working karte rahe aur hamen Har mumkin koshish Karni chahie ki ham ek dusre ke sath help karte rahe tabhi hamen kamyabi Hasil ho sakti hai
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

                    Knowledge ek aisi chij hai jo share karne se decrease Nahin hoti e Bal ke increase hoti hai agar aapka knowledge profit ke hawale se hai to use bhi share karna chahie kyunki isase traders ka confidence build up hoga aur agar aapka knowledge aur aapka experience Loss ke hawale se hai to is sy dusre traders ko apni galtiyan durust karne ka mauka milega
                    • #25 Collapse

                      Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

                      Ji aapane bilkul theek kaha hai jab Ham knowledge share karte hain to hamare knowledge mein izafa hota hai lekin agar Ham knowledge ko share na karen to isase Jo hamari kami kotahi hai vah bhi Puri nahin hoti aur ham apne knowledge mein is aapa nahin kar sakte balke Ham vahi ghaltian karte rahte hain jo humse start se karte a Rahe hote hain lekin agar Ham kisi ko batane lagte Hain to hamari vah galtiyan bhi theek Ho jaati Hain aur ham our knowledge mein mazeed izafa ho jata hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Knowledge ko share Karne se apna knowledge increase hota hai

                        g han bilkul ilm yani knolidge main izafay ka sabab knolidge ko shear karn bhe hay kyoun kay ji chezon ka aap ko ilm nahe ya aap kay knolidge main koi kame ho ge to woh dosron say shear karnay say dor hojate hain or aapke islah hojate hay
                        Thank you for your attention

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X