Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass
    Assalam.o.alaikum
    main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge humko third post hamesha new topic ke upar karne chahie repeated topic aur copy pest wala kam humko bilkul bhi nahin karna chahie aur third post aisi Karen ki usmein forex ke related hona chahie jisse member ko kuchh sikhane ko mile.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

    Bilkul theek kaha forex main thread new topic pr karna chaiy uss ka hi faida hota hai agar aap repeated topic pr kray gay tu aap ka thread delete Kar di jati hai forex mein aap ko koshish karni chaiy new topic pr hi kray uss ka hi Aap ko faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

      walikum assalam ..g bilkul hum sub ko cheye k jub bhe koi threads karen hamesha he new topic par karen kabhi bhe reptead threads na karen ..or hamesha achi quality k sath he threads create kia karen taky hum sub kmaiyab ho saken ...
      • #4 Collapse

        Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

        Aapko Hamesha new topics per hi thread create karne chahie new topics per hi posting Karni chahie Taki aap ko accha bonus Milega Kyunki Achcha bonus on member ko hi Milta Hai Jo members daily basis per acchi Tarah Se working karte hain aur new topics per working Karte rahte hain
        • #5 Collapse

          Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

          Je han friends hum ko forum par rozana new thread karni chahiay or repeated threds ko cearte nhi karna chahiay q k is say hamari threds delete bhe ho jati hain or hum ko acha bonus bhe hasil nhi hota jab hum rozana new threds karain gey to hum ko Ziyada say Ziyada thunks milain gey or hum ko acha bonus hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

            Koshish keriny kah threads repeated topics kay na ho balky new thread hony chahy thread forex sya related hon chahy app kay zahan may ager koi Question hy to app wo thread ker sakty hainy or log us per posts keriny gay tabhi app ko ap kay sawal ka sahi jawab mil jay ga or ho sakta hy kise or kay zahan may bhi koi sawal ho to us ka bhi jawab mil jay
            • #7 Collapse

              Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

              g hn g ap ny bilkul theek baat ki hai k threads create karny ka jo purpose hota hai vo ya to new information ko share karna ya phir koi question ho to vo dosre members se poxhna ,is lye repeated topics pr thredas na krein is se vo to delt hoty he hein sath mein un ki posts bhi delt ho jati hein jo us mn karty hein is trh un ka bhi nuksaan ho jata hai,..
              • #8 Collapse

                Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

                G haan billkul AP na billkul tk kha forex ma thread new topic pr krna chahia keon ka jb AP forex ma thread krta Han tu new topic pr hon agr new topic na ho rupeated thread hon ga tu thread delete ho jata Han is ka koi faida nhi hota
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Thread new topic par karo repeated topic par na karo bass

                  Assalamu Alaikum ji Mataram aapki baat bilkul Baja hai ki Hamen Threads new topic per new information share karte hue yah new information Puchte Hue create Karni chahie na ke pahle se created third ko copy pest Karke Dobara se post karna Buri baat hai kahan Main Aisa nahin karna chahie yah Hamari mehnat bhi Sahi Ho Jaati Hai Aur Kafi Sare doston ko jo ke Dobara repeat post per post kar Jaate Hain To Unki bhi mahine Se Hoti Hai To Hamen isase Bachana chahie Shukriya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X