Continusily loss in real account.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    agar koi musalsal loss mein jarhe hai to ussey chahiyeh k wo demo account per bohat zada practice kare mehnat kare bedili sey is kam ko na kare mehnat kare bht zada usko samjhe hi nahi ai hai is kam ki kese karte hain jbhi wo musalsal loss mein jarha hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Dear insaan continusily loss tab he karta hy jb wo market ko smjhta nhn hy aur bina trading ko seekhe es mai aa kar es ko start kar kar apne emotions ko control kiye bina he trading karne lagte hain aur wo os k...
      • #273 Collapse

        yes sir i am also observe that many peoples are get much loss here and never face good money here so i think they have to get some good knoweldge about forex trading and do much practice and then go to live account to earn some good money by doing hardwork.
           
        • #274 Collapse

          ji haan dear bahot hi achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke kuch our tarika dhoond na chahiye chor ki kabhi bhi ghalti mat karen hai bahot sare raste hai loss sub ko hota hai aisa nahi ke sirf tumhai loss ho jata hai.
          • #275 Collapse

            New member alsr he is trah le loss krta he aur iske loss maintaine hoty he q new member ke sath experiance nhy hoty aur kam experiance ke wajah se esa hta he forex me
            • #276 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabia555 پيغام ديکھيے
              Respected members if any one person continuisly loss main ja raha hota hy tou osy kia karna chihy forum chorr dena cahihy ya koi or solution hona chihy ess nakam condition ka??????/
              Forex bhi aik business hai aur profit and loss har business ka hissa hai so iss tarah humen jab forex main continous loss ho raha ho tu iss ki waja say forex ko chorr nahi dena chahiye balkay apni un mistakes ko dekhna chahiye jiski waja sy loss ho raha hai aur un mistakes say seekhna chahiye.
              • #277 Collapse

                forex trading business jo k aap jantey hain k risky online business hai jiss per hum acha profit bhi hasil ker saktey hain aur knowledge na ho tou humein continiously loss bhi ho saktey hain iss leiya learning must hai success k liaye.
                 
                • #278 Collapse

                  continue loss ki koi na koi reason to ho ge na,ap ko chahiye k loss k baad achi tarah sochain k wo kon c reason hain jin ki waja se loss hoa phir un mistakes ko door karain inshaALLAH faida ho ga.
                  • #279 Collapse

                    Meray khayal main forex trading main contiuously loss ho sakta hai lakin jab app demo acount par kam kar lain aur agar app ko forex trading kry puri knowledge ho tou app apni loss ki recovery kar saktay hain
                    • #280 Collapse

                      listen dear according to my knowledge and experience agar aap ka continuously trading me loss ho raha he to aap ko forex ki knowledge aur trading experience strong karna chahiye. and trade aap apni investment ke mutabiq lagae aur mostly apni trade me stop loss tool ko use kare and mostly trade market analization ke bad trade open kare..
                      • #281 Collapse

                        i think agr koi bhi person continiously loss main ja raha ho tu ous ko chaye apni trade close kr k kuch din tak rest kry or again new mind new setup apni previously galtion ko samny rakh kr 2bra se inter ho
                         
                        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                        • #282 Collapse

                          mare dost agr koe insan loss pe loss karta jar rah hia to us ko chaye ke wo pahly knowledge aoe experince hasial kar phir wo forex par trading kar ke earning kar aor os ko jabi fayda ho ga.
                          • #283 Collapse

                            zyada tar traders ko continuously loss is liye hota hai kyun ke wo aik hi ghalti ko baar baar dohrate hen jis ki waja se wo baar baar loss ka shikaar ban jate or aik tarha se aisa bhi keh sakte hen ke un ko trading ke bare abhi kuch pata hi nhi hai.
                            • #284 Collapse

                              To us ko apni strategies pa ghore karna cheaye aur apni strategy ko change kar ka dekhna chye es ko chora ni chye ya ap ka ek experience count ho gata ka loss hi profit ki rah hamwar karta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabia555 پيغام ديکھيے
                                Respected members if any one person continuisly loss main ja raha hota hy tou osy kia karna chihy forum chorr dena cahihy ya koi or solution hona chihy ess nakam condition ka??????/
                                Jee mery sath bhi aisa he hota hay but main ab forex trading ki mazeed demo account par practice kar raha hun ta keh main achi trha trading karna seekh jaon aur samjh paon keh kahan galtia hoti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X