Continusily loss in real account.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    agr hamain is main loss ho rha hai tou hamain is main npahly learning karni ho gi aur demo account main ja k is k bary main expereicne hasil karna ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain markt main is forex k bary main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      I think agar aap dekhen keh aap se continusly loss ho raha hey to aap kuch waqt keliye market se out ho jayen aur isko aap apne liye aik plenty hi samjhen q keh mein khud bhi aaj kal market se out hi hun aur apne aapko aik plenty de raha hu because marke mein mjhse kuch mistakes hui jo mne jan bujh kar ki so hamen is tarikese se achey confidence asaktey hein aur hum patience ke sath achi trading kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #1668 Collapse

        Bhai agar apko musalal loss ka samna ha tw sab say pehly trading ma apni ghaltiyan find karein. or yaqeena apnay asa kia ho ga agar phr bhi profit ni ho raha. tw demo account pr jae new strategy banaye or apna thinking way change karein. Market k sath chalein or ziada say ziada learning karein. Mehnet kabhi zaya ni jati I hope ap kamyab ho jae gae.
        • #1669 Collapse

          hamain market main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hii hum run karein gay aur hamain nmarket main is k up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main demo main practice kar k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi
          • #1670 Collapse

            hamain loss say bachny learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main practice kar k hi hum real main achi trade kar k hi hum sucesss hon gay aur haamin markt k bary main analyse kar k hi hum real main acha peroform kar k hi hum sucess ho sakty hain
            • #1671 Collapse

              bhai mary khayaal main to ais business main loss boht ziyada hoota hai aor jab tak aap ky paas acha tajarba na hoo to real account main trade naihn karni chayee jab demo main humari ziyada tar trades profit main na hoony lagey humy real main trade nahien karni chahyee aor forex ko choorna as ka hal naih mushkil ka haal nikala cahyee
              • #1672 Collapse

                dekhey jb bhee ap continusly real m loss krte hey tu ap ku is se sabaq seekh kr dosrey treeaqay se trade krna chhye ta k pahley treeqay se faida nhi huwa to dosra tareeqa zror faida dey ga aur ap ko bahter koshish krni chahye ta k ap achi trading m success hu kr acha profit gain kr sakay....
                • #1673 Collapse

                  Agr kisi trader ko laga tar loss ho rha ha to mare khayal se use again learning ko prefer karna chaiye or zyada se zyda time dena chaiye humain market ko jo ke bohat zyda zaruri ha hamare liye or uske bad hum Forex ke bare main jan skte hain jo ke sab se zyda best hai is se humain loss ke chances km hon gai Forex main.
                  • #1674 Collapse

                    Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfa qkarta hon apny bhot acha sawal kia hy dear agr ap ko agir continuously loss hu rha ha trading ma tu app nay phily iss business ko samjna cheay aur iss ko learn karna cheay tha zeda ter logg ya he galti kartay ha wo trading ma invest tu kar detay ha laken unay trade karnay ka pta nahee huta
                    • #1675 Collapse

                      haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain is k bary main learn kar k hi hum run karein gay aur hamain is k bary main trend ko use kar k hi hum sucess hhon gay aur hamain is forex main trend ko mind main nrakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi
                      • #1676 Collapse

                        haar jeet tou hoti ho rhti hai so hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta hi hum run karein gay aur hamain market k bary main trend ko use kar k hi hum real main achi trade karien gay
                        • #1677 Collapse

                          trading 1 bht he difficult business hai agr bina learning k kia jy to.es liye agr loss ho rha ho to es main market ki nhi balk ap ki galti hai.es liye sb se phle achi tra market ko analyse kro or phr soch smj k trades kro.agr market main ziada tuff time ho to trade se avoid krna chye.es se loss km hota hai or trader profit me rehta hai.
                          • #1678 Collapse

                            Agr koi trader ka loss hota jaye is ko chaye k sb se phly forex ki lerning kray learning se hi forex asaani se ki ja skti ha .ap ko ye ja lana chaye k ap ko kis wajha se loss huwa mtlab k ko si asi mistake ha jo ap ko loss ki taraf la gaye ha .
                            • #1679 Collapse

                              Dear brother g ha hum ko to malom nahi ha ka trading ziada kar na sy hum ko loss ho ta or hum koreal account wach ho na ka katra ho ta ha agar hum apni trading ko um ko countinusly hum ko loss nahi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                jub continue loss ho to trading se break lay par trading ko choray na
                                jub ap ko continue loss ho to ap ko chahiey kay ap kuch month kay liey trading ko choor day market ki again learning start karay or new way se knowledge gain karay or sath me demo account open kar kay practice b start kar day or market se exprience gain karna chahiey
                                money management patience or emotions ka khayal rakhainy
                                jub ap again demo practice karay to ap money management kay sath trading karay apnay patience or emotions ko control me rakhainy or rules par trading karay ap success ho gay zaror

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X