Continusily loss in real account.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han real account mein continously loss us time hota hai forex mein jb apke pas enough knowledge
    and enough experience na ho to phr ap is mein continous loss karna start karte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      meray khayal main real account main continuous loss trader main forex trading say nafrat paida kar deta hain, hamain forex trading main real account main trading say pehlay demo per kafi arsa practice karni chiay takay ham forex trading k baray main sahi say andaza kar sakay k ya ham kar saktay hai ya nahee.
       
      • #48 Collapse

        My dear friend if you are continously facing loss in forex trading business then you have to required to learn how to get profits and learn the experience as well as knowledge about trading then start trade.
        • #49 Collapse

          ager ap ko forex trading ky real account main mosalsal loss he hota jaye tu ap ko foran forex tarding ko learn kerna start kerna chaye tha ky ap is bsuiness sy earning ker sakiye
          • #50 Collapse

            Agar aap ko continously loss hon raha hain to foran chor dena sahi nahi hain..Kyun k pehlay aap ko ye dekhna chaye k aap ko bar bar loss kyun hon raha hain aggar samajh ajae to koshish kar k us ko sahi se learn karay aur mind bana lay k ayenda yeh ghalti nahi karni mjhay.
            • #51 Collapse

              Forex trade main real account main continous loss ki aik bari wajah demo account main kum practice ka karna hai.Q k hum jitni ziada practice karty hain utna hi humare maloomat main izafa hota hai or experience gain hota hai jis ki wajah say hum real account mai earn ziada kar sakty hain
              • #52 Collapse

                g ak trakea ha ky wo kuch days ky leay real trading chore day balky demo bhe chore day 2. 3 weeks ky bad wo demo py start ly aur ak achy plane sy trading kary inshallah profit ho ga. magar phely kuch days stay karna paray ga
                • #53 Collapse

                  agher mare dost kisi ko aik bar loss ho tu us ko chay ky experience hasel kare loss se mare dost na ky other thing me para ky agher ap ny loss se experience hasel kiha tu ye hi ap ki big success ho ghi in forex trading busines market mare dost.
                  • #54 Collapse

                    yar mera khayal main forex chor dana tu problem ka solution nahi hai main samajhta hon k aap ko apni galtion ko samajhna chahiya aur agar ya bhi nahi hora tu aap again demo account pa switch kar lo us pa mazeed practice karo aur learn karo orex ko nahi choro kion k forex aik achi oppertunity hai is ko chorna oppertunity lose karna ha
                    • #55 Collapse

                      dear ager ap musalasal lose main ja raha ho wo bi live account main is ka liya sab sa phala ap ko demo account par trading kar ka us ko seekhan achahiya ager ap seekh jata ho to ap aik acah atrader ban sakta ho main na bohat sa logon ko apna lose karwata huwa daikha ha phala is ko seekho phir karo
                      • #56 Collapse

                        Forex trading mein agar aap continuously loss karwa rahee hain too phir aap koo apni trading ki knowledge koo increase karna hoo gaa aur apni trading real account per stop karni hoo gi aur foran demo account per trading karein aur fundamental aur technical analysis per apni command lien
                        • #57 Collapse

                          dear agar ap ko forex mein continuously loss ho rha hy to sub sy pehly to ap wo waja ya mistake talash karen jis ki waja sy ap ko musalsal loss ho rha hy jab ap ko apni mistake ka pata chal jaye to demo trading per ziada sy ziada practice kar k apni mistakes ko recover karny ki koshish karen.
                          • #58 Collapse

                            dear agar ap ko continously account me loss ho reha hay to muje lagta hay kay ap ko bohat hi practice ki zroorat hay aur ap ko demo account banain aur asani se es me practice kar kay apni galtio kotheek karain.
                             
                            • #59 Collapse

                              continuous loss means ya to aapke pas forex ki complete knowledge nahin he ya aap ne without experience real trading start ki he or esi condition me to loss hi hota hai is liye aap pehle to is ki complete knowledge or required experience gain karen fir trading start karen In Sha Allah loss nahin hoga...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                continously loss mai jana thek nahi hai app ko us wak asa ker cha yaa ka real trade ko stop ker dy aru demo start ker dy aur apne mistake ko samaj ka koshs kara aur khob demo mai practice ker ka apne proper knowledge gain karan trade kee.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X