Continusily loss in real account.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    sir forex mein continuiously loss ki 2 waja hoti hai ya to aap ki learning achi nahi hai ya phr aap aik hi mistake ko baar baar dohra rhe hain ap ko chaye ke dobara demo account per kaam kerein aur dekhein ke aap kahan ghalti kerhe hain is se aap ko madad mile gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      my dear friend agar kesi person ko continously loss pai loss ho raha hain tn iska matlab yai hai kai usko abhi forex mai trading ka kam shmjh he nai aya. or ese condition mai usko chahye kai woo trading kam kery or learning and demo account pai practise xiada sai xiada kery.
      • #648 Collapse

        Dear friend ek insan continuasily loss main ja raha hai to wo sab se pehle apne weak point ko improve kare or ager wo forex chor de to wo ek acha business man nahi ban sakta
        • #649 Collapse

          agar koi koi banda musalsl loss krta ja rha hai or apna wqt or paisa zaya karta rehta hai to osy chahye k phly busines ko smjhy , osy seekhay , andheray ka teer nh chl skta , chlyga b to bht he km, loss hta rhy to acha nh lgta kisi ko b
          • #650 Collapse

            assalamu alaikum dekhein bhai loss or profit to har business mein hota hain lekin continously loss to insan ki apni galti ki waja se hota hai means yeh hain ka us ka pas kam karne ka experince ni hain...aese tarder ko hard working karni chayein bajae chorne ka kiun ka hard work se aik na din sucess zarur milti hain
            • #651 Collapse

              meray khyaal say aagar kabhi ksii ko loss hota hai to running is not always a good solution hamain wajah dhoondni chaiye k hamain bar bar loss kion ho raha hai phr us galti say seekh kar dubara trade karni chaiye phr hi faida ho sakta hai
              • #652 Collapse

                bhai jan agr koi continuously loss kar rha he tu iska mutlab usey abhi forex ki bilkul samjh nhi ha aise trader ko pehly basic forex learn kerni chahye our phir domo account per trading karen jis se usko pata chal jaye gak loss ki waja kia he waise loss tu sab ko hota hai mager profit margin loss se zaida hona chahye
                • #653 Collapse

                  Ap 1 week market Na dheakhy agar koi or problem hai pehly usy solve kary then dobara fresh mind sy trading start kary pehly 2 din market dheakhy phir trading kary after rest
                  • #654 Collapse

                    jab aapko hamesh loss hi hota hai ki real trading me to apko pahale bahut saar demo trading karna padega ur apako loss hota ahi to aapko sabse pahale demo tyrading karna sikh lena padega warn aalo forex trading kaena hi band kakr dena chaiye taki aapko real trading me jab ta k prifit na mle tab kat demo trad hi kare
                    • #655 Collapse

                      jo be ho usay apna kaam continous rakhna chayie aur kisi senior memeber sa seekh lena cghayie ta kay usay earning mein problem na ho. aur aik din wo zaroor kamyab hoga
                      • #656 Collapse

                        Assalam o alikum no sister giving up is not the solution. Ager kisi trader ko continue loss horaha ho to usay learning ki zarorat hoti hy. Usay trade chorni nahi chahye balke demo account pe practice kerte rehna chahye..
                        • #657 Collapse

                          Real account mein continuously loss ki wajah yeh hoti hai jab aap ki skills develop nahi hoti and apki practice nahi hoti, real accounr mein trading karne se acha hai k is se pehle demo account men trading kar k practice karni chahiye trading ki and skills develop karni chahiye then us k baad real account mein trading karne se loss nhi hota continuously.
                          • #658 Collapse

                            Continued loss neans that somethong is not right. Reviewing your strategy coyld always save the plunge
                             
                            • #659 Collapse

                              Ji blkl bhi forum nahi chorna chahiye...agar ksi ko musalsal loss ho raha hai tu usey har nahi manni chahiye balke aur mehnat karni chahiye...koshish karni chahiye....ho sakta hai k us k pas jo knowledge aur experience hai wo kafi na ho successful hone k liye....so loss se bachne k liye aur achi learning karin knowledge hasil karin aur apne skills strong karin...kamyabi zaror mileygi....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                start main jab hum trading karty hain to loss ho sakta hai because agar experience nahin hai to hum zyaada earn bhi nahin kar sakty.but agar hum learn karty hain or experience gain karty hain to hum is main achi earning lay sakty hain.............................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X