loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...
    Assalamu alaikum Good afternoon dear friend sab jante Hain ki kuchh loss ke dar se trading choor jaate Hain aur dar ko control nahin karte aur na hi apna confidence level up karte hain trading chhorana acchi baat nahin koshish kar ke sawar ke sath experience ke sath trade karke trading mein kamyabi mil sakti hai lekin yah waqt hi hai jo aisa aisa kamyab bana dega....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

    AP pury confidence k sath Kam krain AP ko chahay k Dil Sy Kam krain r ek Kamyab trade kr k ek accha experience hasip krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain
    • #3 Collapse

      Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

      Loss ka dar say trading karna chor Dana nakaami hai sabar ka sath trading kray gay tu kamyabi hoti hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap loss ka dar say trading karna chor da gay tu aap ko nakaami hoti hai agr aap loss ko bardas kr ka sabar ka sath trading kray gay tu aap acha profit hasal Kar saktay hai
      • #4 Collapse

        Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

        yes dear, hmain agr trading ma loss ho jay to pareshan honay aur trading ko chornay ki bjay, sabr k sath kam karain aur apni learning par focus karain, trading k experience k liay demo par practice karain ta k ap profitable trading kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

          g dear ap ne thk kaha hai keh jb to hum trading men hisa ni len ge to hamen profit yaeni earning kese hasil hi skti hai to hamen bjae loss se darne ke iski planning krna chahye r is ke bare men seniors se help leni chahye r koshesh krna chahye keh trading krte hoe mistakes na kren r agr loss ho bhi jae to saber se usko recover kya ja skta hai
          • #6 Collapse

            Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

            G bhai sai keh rhy hen ap waqi m aida he aisa huta hy saber se insan ko kamyabi hasil huti hy aur isi se he insan ko bht ziada faida bhi huta hy is liye hemn koshish krni chahye k jitna hu sky ziada se ziada kam kren aur bhtbziada mehnat kren tab he hemn bht ziada kamyabi bhi hu gi
            • #7 Collapse

              Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

              loss business ka aik hisa hamy is main darna nahi chahey hamy best experiecne or knowkdeg hasil kar ky apni galtio ko improve kar ky is main hard work or sabar sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha prifit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam akr sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                Asalam o Aalakum gg forex main trade krta loss sa dar kr is chorna sb sa bari bawaqfi ha q hrr kam main kamyabi Tb he milta ha jb ap sbr sa kam kra or dil sa kra zindge main v hrr jaga nakami milta forex pa jb ap hrr chez ko sahi kam kra or mistake na kra to ap bahut he kamyab ho skta ha
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                  yes loss k dar sy forex ko nahi chorna chae kiun k loss recover bhi ho jata hai bahut sy log aise hen jo loss k dar sy forex ko chor jate hn aisa nahi krna chae bal k ye dekhna chae k loss hume hoa kiun hai apni mistakes ko talash krna chae r apni mistakes ko control kr k forex main kam krna chae agr hum forex main himat r hosla k sath kam krn gy tu hum forex main humesha kamyab rahen gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                    Han g ap ny sahi kaha h loss k dar sy agar hm tread nahi karty to hmt bht sa noksan hta h hamare mhynat waste ho re hti ha hmy agar treading my kamiyab hna ha to hm ko forex k rules ko follow karna hoo ga hmy soch samj k st sabar kar k tread kary gy to achi kamiyabi hm ko mil sakti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                      Ek acha trader Vahi hota hai jo Hamesha Sabra ke sath hi and trading karta rahata hai jo aapko bhi Hamesha Sabra ke sath reading Karte Rahana chahie kabhi bhi last ke dar se add trading Ko chhodana Nahin chahie balki confidence ke sath working Karte Rahana chahie Taki aap ek acche aur Kamyab trader Ban sake aur kamyabi Hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                        G haan dear loss ke dar se Hamen mehnat karna Nahin chorna chahiye kyun ke Jab trader loss ki wajah se hardworking karna chor deta Hai to is se trader ka bahut zyada loss hota hai trader ko kabhi fayda Nahin hota agar kamyabi Hasil karni hai to mehnat karna kabhi mat choren kyun ke forex chor Dene Se Hamara nuksan Hota Hai kamyabi ke liye Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahiye kyun ke Jab trader Forex main Zyada hard working karta hai to is se trader ka bahut zyada fayda hota hai Hamesha himmat ke sath kam karna chahiye aur apne target per full focus Dena chahiye kyun ke jab Ham Sabar karte hain aur Sabar ke sath kam Karte Hain to kamyabi Hamen milti hai lekin Jab Ham mehnat Nahin Karte to Hamen kamyabi Nahin milti mehnat karne wala member hi Forex Mein Kamyab hota hai agar mehnat Karenge to kamyabi Milegi mehnat zyada Se zyada Kare mehnat Se Hi Ham Kamyab hote hain aur forex Mein hardworking karne se kamyabi milti hai aur kamyabi ke liye loss ki wajah se Forex ko kabhi mat choren kyun ke loss or profit donon hi business ka hissa hai jo trader loss se dar jata Hai woh trader kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                          Dar ap k andar shaitan dalta hy agar ap k andar sirf Allah ka dar ho to ap mushkilat ko sabar say bardasht krta hy. Loss k dar say trading na krnay khna samnay ho aur ap usay acidity k dar say nhi kha rahay. Sabar k sath trading krain aur mehnat say kam krain ap zaror kamyab hon gay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ke dar se trading choorna nakami sabar ke sath trade karna kamyabi hai...

                            Assalamu alaikum ji han bilkul loose ki vajah se agar aap reading karna chhod dete Hain to yah bahut hi galat baat hai agar aap ek baar log ka shikar Ban jaate Hain to aapko pareshan hone ki baat nahin hai Koi baat ager ap aik baar fail hogy hin to ap ko chaheye k asp dobara koshish kern akhir kabhi na kabhi to ap ko profit zaror hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X