Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

    yes dear agar hum market ko dakh kar lalach kar lety hain aur bara lot size use kar lety hain to humy phir zayada loss bhi gain hota hy ess liye humy chahiye ky hum humesha trading karty howe apny account ky mutabiq he small lot ko use karein aur safe trading kar ky trading sy ache earning bhi gain kar saken gy aur humara account bhi safe rahy ga ess liye humy market ko trend ko dakh kar zayada lot use nahi karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

      Exactly Kuchh members market Mein Jab trend Milta Hai To sochte Hain Bada alert lagakar profit nikal liya Jaaye lekin market ki movement ka Mukammal Idea Kisi Ko Nahin Hota kabhi bhi market Apna trend change kar sakti hai aur last Mein Ja sakti hai isliye Jyada risk Nahin Lena chahie kabhi bhi proper plane se money management Se Hi trading Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

        Hamen se bahut se log kaise Hote Hain Jo market ke trend ko dekhte hain Agar vah hi ja raha hai to vah log bahut jyada Ravi Kishan ki lot size Laga Dete Hain Hamen Aisa nahin karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
          bhai aksar aisy hota hy kh hum market ka trend ko daikhty hn kh an yh high ho raha hy ya low ho raha hy to hum forun hi us hisab sy bari lot lga daty hn jis sy trade wahin ruk jati hy or hmari trade loss main chali jati hy is liay bari lot lgani ki kabhi bhi ghalti na karin
          Ham Jab Bhi trading Karen Hamen Hamesha small lot use Karke kam karna chahie Jab Ham big not use Karke trading Karte Hain To Hamari trading acchi Nahin Hoti Hai Hamari trading kharab Hoti Hai Kyunki diglot use karne se risk bahut jyada increase ho jata hai isliye Jab Bhi kam karo to small lot use Karke kam karo aur apni trading ko bhi less risky rakho
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

            bilkul forex market jitna bhi confirm signal day ap ko es main apna rule nahi bholna chaheay aksar trader es say boht loss karty hain jab market trend main hoti hai tu o big lot laga daity hain jiss say wo phans jaty hain aur market ager thora sa bhi retracement karti hai tu es main phir wo un ka account he wash ho jata hai es lea money mangement ky sath order lgain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Market ka trend ko daikh ker bari lot ki ghalti na karin

              dear agar ham aisa kaam kartay hain k jis tarf markeet ka trend hota hay ham sirf just usay he daikhtay huvay makreet main aik big lot say kaam kartay hain to hamko aisa lose hoga jiska hamko kabhi bhi koi andaza tak nai hoga is liye sab say better baat yahi hay k ham makreet main kabhi bhi knowlegde k kiisi bhi surat main koi entery na lain ho sakta hay k makreet apna current trend change kar day aur hamko ziada say ziada lose ho jaye.

              اب آن لائن

              Working...
              X