Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

    Dear friend Agar Kamyab tarike se apne account ko save Banakar trading karna chahte hain to apna allot size minimum hi Lagana chahie moment ka koi andaza nahin Hota kabhi bhi last Mein Ja sakti hai agar a lot size kam Hoga thoda loss Hoga use nexttrade Mein recover bhi kar lenge aur maarpeet se profit bhi nikal Lenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

      han bhai hmain kam lot size sy hi trade open kerni chahiay q kh is sy hmain loss nh ho sakty hum khud per control rakhty hn bhai hmain chahiay kh hum kabhi bhi yh ghalti na karin kh market ka trend ko daikh ker bht bari lot lga dain ta kh is sy hmain acha profit mily ga market ka trend ko change hony main time bhi kitna lgata hy is liay choti lot hi hmain bacha sakti hy
      • #18 Collapse

        Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

        dears sahi kahan k jab ham lot size bahut kam ya chota rakhyn gy to phr hamyn loss ka dar bhi kam ho ga aur emotionally bhi ham kuch relax rahyn gy aur risk level bhi kam invlove ho ga is se account wash hony ka dar bhi nhn rahy ga aur agar loss ho bhi gaya hay to ap is ko asani se revocer bhi kar sakty hain kam time main aur tention main bhi nhn rahyn gy.....
        • #19 Collapse

          Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

          Aap Jab Bhi trade karen to hamesha lot size small Rakhe ho kabhi bhi Big Lot size but reading Mat Karna Kyunki Jab aap bhi lot size per trading karte hain to vah trade mein agar aapko loss Ho Jaaye to Aapka Kaun bhi baat ho sakta hai to aapko Hamesha Apne account ko saaf Rakhna chahie Taki aap Forex mein jyada Se Jyada acchi Tarah Se working kar Saken
          • #20 Collapse

            Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

            Forex trading mein agar Ham chhote waliyon ke sath trade karenge to is Mara Las kam hota hai aur profit bhi utna agar Forex trading mein Ham kamyab hona chahte Hain to hamen thoda thoda karke earning karna padegi isase hamara profit bhi increase hota hai aur knowledge bhi .
            • #21 Collapse

              Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

              asalam alikum g dear apna bilkul sahe kaha ka forex trading main trade karta howa humain lot size chota rakhana chahay taka risk kam ho or loss bhe or hamaare emotions bhe hamare bas main rahain kuyn zayada lot size humain emotionaly to break kara ga sath main loss bhe ho ga islia keep working hard and lot size ko kam rakhain taka emotion kabu rahain.
              • #22 Collapse

                Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

                forex main emotion py control karna boht he mushkil kam hota hai es lea ager ap forex main smal risk lay kar kam karain gay tu kabhi bhi ap ko es main big loss nahi ho ga koyn ky ye business main ager ap rules ko follow nahi karain gay tu ap ko es main success bhi nahi mil saky gee es lea forex business main ap ko success hony ky lea kafi arsa mehnat ki need hoti hai phir he ap ko emotion ky bgair kam krna ata ha.
                • #23 Collapse

                  Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

                  jis mein bhi aapki investment Hui hoti hai agar usmein aapko profit your loss ho raha hota hai aur vah bhi aapke aankhon ke samne to emotions control mein nahin rahti ya to vah positive hoti hain ya FIR negative trade karne ke bad kuchh der ke liye aap trade ko Na dekhen Taki aap apne emotions ko control kar sake
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading chotay lot size sa karin iss say emotions b kam involve involve hoty hain

                    dear agar humara account bonus kam hy to humy trading karty howe lot size bhi kam he use karna chahiye tab he hum ache trading kar len gy aur humy acha profit bhi gain ho jaye ga agar hum chahty hain ky hum trading karty howe emotional na hon to humy chahiye ky hum trading mein minimum lot he use karin to hum ache trading kar len gy aur sath mein he ache eaning bhi gain kar len gy thanks

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X