Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko
    Assalamualaikum dear Forex member Agar hamare pass Forex ka Achcha knowledge Nahin Hai To Hamen start mein job aur Forex donon ko ehmiyat deni chahie Jab hamare pass strong experience a Jaaye to Uske bad Hamen job se bhi maximum Forex trading ko ehmiyat Deni chahie se Ham bahut Achcha kam kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

    Dear mery kahayl me jitni bhi yahan memebrs Kam KR rahy hen un Kay Leah forex aik part time kam KR rahy hen lekin ap ko aik proepr time set krna chye jis me AP forex me bhi Kam kren aur forex sy related learn kbhi kren aur ap dono Kay leya aik alag sy specific time set kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

      Yes both ko importance deni chahe, forex ki lalach ma ah k job ko kher bad ni keh dena chahe, kiu k job muskil waqat ma hamara sahar hoti hai, forex ma profit to kbi kbi hota hai but job to har ham hamari basic zarurtain pori karti hai, es lae job ko sath ley kar chalna chahe,
      • #4 Collapse

        Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

        Mera khyl ma tu hamain apna business ko importance Dani chahia keon ka bussiness hamara Lia zada important hota ha is ma mehnat sa Kam krna chahia or proper time Dana chahia apna business ko PR hi kamyab hota Han
        • #5 Collapse

          Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

          dear forex bahot he acha busnes hy es men jab hum acha kam karen gy to hum bahot he acha phal hasil ho ga forex men humen chaia keh hum zeada sy zeada mehnt sy kaam karty hen lekn hum job men utnaa naia kaama sakty hen jitna hum apny busnes men kama sakty hen humen chaia keh hum forex men zeada syt zeadfa mehnt sy kam karen gy forex men bahot he achi kaamyabi hasil kar saken gy
          • #6 Collapse

            Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

            Agar AP koi job Kar rhy Han or Sath forex trading pa b Kam kr rhy ha tu is k Lea apko chaiya k 2no ki barabar time dein qk job k Sath Sath forex trading v ak buut important business ha or bhut earning Wala business ha is ko kabi underestimate Ni karma chaiya
            • #7 Collapse

              Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

              Forex aur job dono ko importance din. Qk ager AP job sy achi errning KR rhy hain. To forex ko part time join kr k achi khasi errning kr sakty Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                Apni job ko bhi sath sath jari rkhen aur aur apne kam ko bhi daily ka daiky krty rhn to hemn iska bht ziad afaida huga aur hm kamyab bhi hu sken gy is liye hemn chahye k hm forex k ander ziada se ziad amufeed posts kren aur mufeed malomat ko shar kren tab he hemn iske ander faida bhi huga aur hm kamyab bhi sken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                  Dost forex ak business hy or business hamesha job say acha sabit hota hy or job men to apki income b fixed hoti hy or business men esa ni hy yahan say ap jitna chahen earn kar saktay hyn is liye business ko zada ehmiyat deni chahey kion k isi say hamara future bright ho sakta hy agar hum chahtay hyn k achi say achi earning karen to forrx ko ehmiyat dein
                  • #10 Collapse

                    Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                    Dear forex member her member ko chaya ki wo forex per kam karne ko Ahmyet de jitna hum forex pernkam karne ko ahmyet de utna he hume forex se fayada hasil ho ga is lya hume forex per kam karne ke lya knowledge hasil karna bhut zarori he
                    • #11 Collapse

                      Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                      Forex ko zayda se zayda ehmiyat dene chage ap kobis forum mae apko zayda se zayda mhnt krna hoge to he apkobacha fayda hasel joga achacexperisnce bhe mily ga to ap mhnt se is forum mae work kren apko acja fayda hoga thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                        Dear friend hum sab ko chahaye k hum kisi job k muqabiley mein forex pakistan ko ehmiyat dein q k dostu forex pakistan mein kaam karney k leiye hum ko kisi job ki tarha kisi office mein janey ki zaroorat nahi hai aur na hi kisi boss k koi order ko follow karney ki zaroorat hai yahan par hum apney boss khud hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                          importance to aapko Forex ko Deni chahie Kyunki aap ka business hai? Aur agar aap is Ko samajhte Ho isko, learn karte ho aur ismein aapko experience Hai to fir to yah post office main kaam karo Kamyab ho, jaaoge aur Agar aapko abhi experience nahin hai aap new member Ho to fir. Abhi aapko thoda wait karna chahie Taki aap Achcha experience Le lo uske bad aapko Koi Na Koi decision lene ki jarurat ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                            Assalamualaikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience ho ga tb he achi trade kr skty hain or Kobe maie jo jam kr rhe hain wo na charge ap job or forex dono maie sath kam kr skty hain sobha ko job or sham ko forex ke demo pr zyada krty rhe jb ap ke analysis or ap ke knowledge forex ke demi pr thk jo jae to ap beshk sirf ak km ko select kr k us pr kam kry agr forex ke knowledge ho gi to bht best business ha forex trading
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Job ko ehmiyat dyn ya Forex ko

                              dear brother forex bohat hi acha business hay es main kaam kar k hum achi earning hasil kar sakty hain hum es business ko kisi bhi time kisi bhi jaga reh kar start kar sakty hain es business main time ki koi limit nahi hay hum apni koi bhi job ho us ko karty howy hum forex main trading kar sakty hain es business ko hum part time bhi chala sakty hain es business main hum khud hi boss hain aur hum khud es business k employer hain kabhi bhi kahain bhi trading start kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X