Forex main short cuts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main short cuts
    Forex trading main purna members ko tu pata ha k forex trading ak ASA business ha jis main koi short cut Ni ha lakin MN new ana waly members ko batna chata hn k is business main kabi v short cut k chakr main na parhen bhalky hmesha dilchaspi r mehnat SA Kam kren qk is business main koi short cut Ni ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main short cuts

    G bhai sai bat ,i hy ap e hmen forum k ander shotprt cuts nahi dhondne chahye q k short cuts hemhs nmsan de jaty hen aut hm inki waja se bhtbsa nkdan kr jaty hen is liye hemn chhaye k hm jiytna hu sky ziada se ziada achy lanaguage use kren aur apne kam k ander prrofessional hu k dikahen
    • #3 Collapse

      Re: Forex main short cuts

      Dear is Kam mee short cut nahi hoty hen AP ko Kam krna Hy to apna Kam acha krna hoga aik proper procedure Kay sath hi chalna pary ga jis Kay bgair AP kabhi acha Kam nhi kr skty hen is leya pa ko Chey Kay pa acha Kam krty rhaen mehant sy kren gay to faida ho ga
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main short cuts

        a o a frnds pak forx bachk ak asa business h jis m ap ghar baty mhnt kr k kma skty h .mgr is m koi asa hort cut nhi h jis sa ap rato rat ameer ho jy .agr ap agy brna chty h or hardwork kry or zda sa zda fime form pr spnd kry taka ap ko is market ky ups and downs ka pta chl sky
        • #5 Collapse

          Re: Forex main short cuts

          according to me,forex trade mein koi short cut hai he nahi.is pe proper tareeqay se rules follow kr k trade ki ja skti hai aur experience gain kiya ja skta hay.ye aik proper plateform hy jis mein koi short cut nahi hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main short cuts

            forex main bahut sary log shortcuts leny ki koshish karty han . kuch to asy han ka forex sa rato rat ameer hona chahty han islye woh bahut zeyada trade lety han or loss karty han dosra woh khud analysis nhe karty balky signals pa depend karty han or scalping karty han jis sa zeyada loss he hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex main short cuts

              Forex trading main aapko shortcuts Nahin leni chahie Aise aapko last hoga aapko Aisa Aisa aur Soch Samajh Kar trade Lagani Hogi trade Lagane se pahle aapko market ko acchi Tarah analyse karna hoga Jaise aapko Achcha fayda Hoga aur aapko accha experience milega
              • #8 Collapse

                Re: Forex main short cuts

                G han dear members apne she kha hy hume forex me short cuts khbe bhe nhe karna chye blke acha kam he karna chye jo ke high quality ka he ho ase fazool na ho hume ache quality ke post aur threads bhe karny chye air achy thanks bhe lene chye jo ke zada se zada ho aur hum ak kyamyab trader bn saky
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main short cuts

                  Is mo directley to koi short cut nahe indirect taor pe yeh he ke new member khud tajarba karta rahe to kafi wakt lag sakta he behtar yeh he keh kisi senior member se trade ke usool seekh len dusri koi short nahe he
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main short cuts

                    Forex Mein Koi Bhi shortcut nahin hai. Agar aap ismein shortcut karoge to aapko loss hone ke chances honge Kyunki yahan per market hi live chal raha hai sab Kuchh yahan per. Kuchh Bhi shortcut cheating nahin ho. Sakti hai isliye agar aap chahte ho ki aap Jahan Mein Kamyab ho to aapko long term planning ki karni padegi aapko yahan per mehnat karni padegi jab tak aapko Kam nahin aaega. Aap yahan per earning nahin kar sakte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main short cuts

                      Trading mein kabhi bhi koi bhi short cut use nahin hota hai humen kabhi bhi shortcut ke behalf per trafing nahin karni chahiye kyun ke short cut se buhat zaida loss hota hai agar hum trading mein zaida mehnat karte hain aur learning karte hain toh is se humara buhat zaida faida hota hai forex mein market ki learning karna buhat zaroori hota hai agar hum market ki learning karte hain aur market ko samjhne ke liye zyada mehnat Karte hain toh is se humara buhat zaida faida hota hai forex mein hum sare short cut ko use nahin karna chaiye infact humen forex mein zyada se zyada learning Karni chaiye agar hum market ki learning karte hain toh is se humen buhat zyada kamyabi milti Hai market mein learning karne ke bad hi hum acha profit le sakty gain jo trader market ko samjhta hai trend ko follow karta hai yse buhat zaida Success milti hai trend ko follow karne ke bad hi hum forex mein acha profit le sakty hain humein forex mein kisi bhi short cut per depend nahin hona chaiye jab hum kisi bhi trend mein short cut per depend hoty Hain to is se Hamara bahut Zaida loss hota hai forex mein koi bhi short cut nahin hota hai is mein sirf aur sirf mehnat hoti hai hum is mein zaida se zaida mehnat kar ke Kamyab hote hain forex mein sirf mehnat aur learning karne wale Kamyab hote hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main short cuts

                        Forex market mai koi short cut nahi hai. Forex market mai earning hasil krna hai tou ap ney market ki learning krna hai aur es market key rules ko under stand krna hai jis key bad ap market mai success hasil kr sakty hai. Forex market mai rules ko follow kr key target ko achieve kr sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main short cuts

                          G dost agar ap forex me short cut se kamiyab hona chahte ho to apko forex me kabhi kamiyabi nahi mile gy jo log short se kamiyabi hasil karna chahte ha unko kamiyabi to kabhi nahi milte balke unki nakaami ka samna karna parta ha forex me kamiyabi ka aik he raasta ha aur wo ha mehnat
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main short cuts

                            Dear friend apni working ko continue Rakhna chahie daily basis per learning Karke Khud Mein improvement lete Rahana chahie shortcut se kab Ja bhi nahin milati Forex Mein Kamyab hone ke liye time lagta hai koi bhi kam hai use sikhane Mein Thoda Waqt Ko To Lagta Hai Fox maybe Nagar Kamyab Hona chahte hain toh thoda time lagega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main short cuts

                              Hello friends kaisy hain sab je ap ne bht hi acha topic discuss kiya hy hamain forex pr puri mehnt aur imandari se kam krna chahye nanke hm shortcuts dhondty phirain es se to hamain loss hi hoga hamain chahye ke forex pr puri mehnt aur knowledge se kam kari tb hi hm kamyab jo sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X