Over trading na kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading na kare
    power trading Nahin Karni chahie jab ham our confidence ke sath overtrading karte Hain to ham nuksan kar sakte hain hamen profitable trading karne ke liye proper planning ke sath kam karna chahie money management aur risk to reward ratio ko dekhna chahie jab ham proper planning ke sath kam karenge to ham achcha profit hasil kar sakenge Forex trading business bahut achcha profitable business hai hamen is business ko samajhne ki jarurat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading na kare

    Forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh hi over trading kartay hen aik tu woh apnay balance aur experience k hisab se bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur kuch logon ko acha profit bhi mil jay tu phir jaldi men trade laga detey hen
    • #3 Collapse

      Re: Over trading na kare

      G han dear ye bat tu hai kay ap ager trading kartye hain tu ap es mai faida laye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai over trding na karain ta kay masla na banye
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Over trading na kare

        Over trading karna loss de skata he aap kooo_+_Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken._+_+
        • #5 Collapse

          Re: Over trading na kare

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pares پيغام ديکھيے
          power trading Nahin Karni chahie jab ham our confidence ke sath overtrading karte Hain to ham nuksan kar sakte hain hamen profitable trading karne ke liye proper planning ke sath kam karna chahie money management aur risk to reward ratio ko dekhna chahie jab ham proper planning ke sath kam karenge to ham achcha profit hasil kar sakenge Forex trading business bahut achcha profitable business hai hamen is business ko samajhne ki jarurat hai
          hamen overtrading bilkul bhi nahin karni chahie agar Ham overtrading karenge to Ham loss mein Hi jaenge isliye hamen chahie ki Ham overtrading na Karen balki apne balance ko dekhte hue hi trading karen to tab hi hamen best results milte Hain aur agar Ham overtrading karenge to hamen kabhi bhi best results nahin Mil payenge isliye hamen apne balance ke mutabik hi trading karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Over trading na kare

            hamy over trading ko avoid kar ky is main best experiecence or knowwledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kam successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain yai aik asa business hain jis main klam akrny ky liye hamy kisi be office jany ki needs nahi hoti yai aik world wide business hain
            • #7 Collapse

              Re: Over trading na kare

              G han dear members apne she kha hy hume forex me over confidenc ke sarh treading nhe karne chye blke knowledge aur experience ke sath he tread karne chye hume pora confidance ke sath kam karna chye ache experience aur knowledge ke sath he tread karne chye
              • #8 Collapse

                Re: Over trading na kare

                dear friend forex trading mn kuch logon ko jb profit milna shro ho jata ha to woh overconfidence ka shikar ho jatay hn aur khud ko expert smjhtay howay big risk lena shro kr detay hn aur jb trade loss mn jati hn to unka account bhi wash ho jata ha
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading na kare

                  hum trading kar ky ache earning gai kar ky forex mai kam krana ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik best business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma idin mai be kam kair sakty hain hamy marye kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading na kare

                    G han thek kaha apnu k forex main kaam karte hue hume over trading nahi karna chaye balkay is main ek he trade open kat k is main kaam karna chaye taa k.hume is main loss kam sy kam ho or account wash k chances bhi kam na ho isliye hume chaye k.hum is main mehnat or hard work jari rakhen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading na kare

                      Dear trading men hamari ak sab say bari ghalti yeh b hy k hum over trading kartay hyn kion k over trading ak to kabi b profitable ni ho sakti dosra yh k hamaray pas acha experience b ni hota or hum ghalat bahot sari trades laga bethtay hyn jo k hamaray account k wash honay ya hamen bahot bara loss honay ka sabab ban jata hy is liye jitna ho saky is say bachna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading na kare

                        Bilkul overtrading agar aap karte hain to aapko bahut loss isliye hota hai ya market Hai Jahan per aapko bahut mushkil hoti Hai kam karne ke liye to agar aap overtraining karenge to aapse market handle nahin hogi aapko yah nahin samajh mein aaega. Ab jo aapko loss Ho Raha Hai isko aapane recover kaise karna hai to loss recovery ke liye aapko money management aur risk management ke sath sath emotional discipline to follow karna hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading na kare

                          About reading karne mein loss hota hai aur aapka account bhi watch hota hai so AAP Sab Ko chahie kya aap sab Kabhi Bhi overtrading Mat Kiya Karen balkeshwar ke sath working Kiya Karen aur limit Ek limit Tak aapko trading Karni chahie aur kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie aur na hi aapko Jyada earning karne ki lalach Karni chahie Kyunki lalach Buri Bala hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading na kare

                            dear friend market ki situation ko understand karte hue proper plan bnao ka Achcha Dekhkar market Mein trading Karni chahie market Mein overtrading Karenge to Los hi hoga market Mein Kabhi Bhi avart reading Nahin Karni chahie proper planning Banakar Soch samajhkar market ki situation ko Dekhte Hue trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading na kare

                              ji han dear over trading to bilkul bhi nahin Karenge kyun ke overtrading karne se bahut jaldi account wash ho jata hai sari mehnat zaya Ho jaati Hai Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahiye overconfidence Mein kiya gaya Koi bhi kaam kabhi fayda Nahin deta overconfidence kabhi bhi Na Karen trading Mein hamesha zyada mehnat Karenge kyun ke Jab aap trading mein zyada hard working Karte Hain to trader ka bahut zuada fayda hota hai Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale Trader bhi Kamyab hote hain agar Ham overtrading Karenge yah over confidence ke sath kam Karenge to is se Hamara bahut zyada nuksan Hoga isliye hamesha sabar aur tahamul ke sath Hi Kam karna chahiye trading Mein Sabar ke sath kam karna bahut zaruri hota hai faydemand hota hai Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wala trader hi Kamyab hota hai Hamen mehnat Karte rahna chahiye kyun ke Jab ham aur forex zyada mehnat karte hain Dil laga kar hardworking Karte Hain to is se Hamara bahut zyada fayda Hota Hai kamyabi ke liye overconfidence kabhi bhi mat Ho jaega kyun ke overconfidence se bahut bahut zyada loss hota hai trader hamesha overconfidence ki wajah Se Hi Mara jata hai is liye kabhi bhi overconfidence mein over trading na karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X