trading mein zaroori nahi hai ki hamari har open ki Hui trade hamare profit mein Hi close ho kuchh trade jaisi hoti hain joki loss mein bhi close hoti hain isliye hamen chahie ke ham apni koi bhi trade ko jab continue loss mein main run hote dekhen to hamen is ko close kar dena chahie kyunki jab Ham apni trade ko kam loss mein close kar denge to hamara account was hone se Bach jaega isliye hamen chahie ki Ham apne loss mein close hone wali train se pareshan Na Ho balki yahi trade hamare liye profitable ho sakti hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим