Trading k doraan mind ko cool rakhaen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k doraan mind ko cool rakhaen
    Dear traders forex market kabhi kabhi ap ko nervous karti hai. Aur ap ko test karti hai k ap kitny petience haen us waqat traders ko chahye k wo petience kay sath trading karaen apny mind ko cool rakhaen aur gread, fear waghaira se bachaen ta k jab achi trade mily tu ap us kay liye tyar hoon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

    hun ager hum confuse ho k trading kerty han tu is se humain acha profit nhi ho sakta bulqy is se humain bht bara loss bhi ho sakta ha hum jub bhi trdaing karein tu cool aur relux mind se karein taky humain acha profit ho saky aur loss se bhi hum safe rah sakein.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

      G ha dear ye to bahot hi zarori hai k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai apny oper control rakhna ho ga ta k ap agar ais market mai koi ghati karty hai to aus par ap ko loss na ho kun k ais market mai jab ap trade karty hai to aus time ap ko ais maket mai loss bhi bardast karna parta hai tab hi ap ko kamyabi milti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

        G han dear ap ki baat thik hy hamin firex min agr treading kaney hy to hamin forex min apny mind ko fresh rakhin aur aur forex min ziyada sy ziyada demonaccount par prictice kaien jitni hum forex min demo account par prictice karty hain otna hi hum forex min acha kniwledge aur experince ko hail kar sakty hain jis sy hum forex min achi treading kar acha profit haial kar skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

          mind coool hoga to hi hamra kaam sahee hoga other wise ksaasm sahee nahee hoiy ga lehaza khoshis krein khe apny mind ko tradig kerny k liuy cool rahkin or jald baazi bilkul bhi kaam na lein jald bazi loss ki dabv sey bari jar hy ager hum slowely kaam krein gy to hamin zeeada fuyda hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

            Yes trading k doran mind ko cool rakhna chahe, es sy achi trading kar sakyn gy, agr tension ma ah jayn gy to profit b loss ma doub jae ga, forex etna asan ni hai jetna samaja jata hai, es ma loss ki percentage bhot zayada hoti hai or profit ki serf 10 percent he hoti hai,
            • #7 Collapse

              Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

              Ge trading Karny ka lay hmay apnay AP ko cool rakana ho ga .ta ka ham apnay AP ko is Kabal bana saky ka agr trading ka doran agr mushkal pash aiy to ham asani sc us ko hal Kar saky .or is main narvas na ho or relex ray .or atmad ka sath Kam Kary.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                yes you are right trading k doran mimd ko cool rakhain tbhi faida hoga agr ap stressed hn gy to apko kuch bhi gain ni hoga stress men bnda thek s na soch pata h na hi thek decision ly sakta h isi liay mehnt krain r mind ko bhi fresh rakhain tbhi ap kamyab hn gy r kuch gain kar sakty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                  G han dear apny bilkul sahi baat ke hy humain trading k wakt boilkul relax honna chaye aur humain sakoon k sath kaam karna chaye agre hum kisi bhe tension main kaam karty hain too us main humain koi faida nahi hota aur humain loss he hota hy keun k hum ksii bhe tension main koi ghlt trade laga dety hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                    trading kartay waqt apnay mind ko cool aur fresh rakhna chaiay ta k hm market ki moment ko samajh sakain aur apni trade par focus kar sakain, hm koi mistake na kar jaen jis sa hmain loss k chances hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                      Mind coool hoga to hi hamra kaam sahee hoga other wise ksaasm sahee nahee hoiy ga lehaza khoshis krein khe apny mind ko tradig kerny k liuy cool rahkin or jald baazi bilkul bhi kaam na lein jald bazi loss ki dabv sey bari jar hy ager hum slowely kaam krein gy to hamin ziyada faida ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                        Forex trading totally mind business Mein Kitna Soch samajhkar proper plan bnao kar trading Karenge utna hi best Rahenge trading karte hue fresh mind ke sath plan bnao kar market Mein TRAI and Ko Dekhkar trading Karni chahiye Jitna Achcha trend nikalkar trading Karenge utna hi Achcha profit bhi nikal Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                          forex mai hamy cool mind ho kar kam karna ho a pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha bsiness hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum i smai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke mvoement ko samj kar analysis ko use kar ky kam karn aho ga pher he hum munfa kama saky gy forex jasa koi or busines nahi hain dunya bar mai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                            G dost thek kaha hame cool mind ke sath trading karny chahiye kiu ke agar ap cool mind ke sath trading nahi karo ge to ap se mistakes ho jaye gy aur trading aik aisa kam ha jis me apky chuty se mistake se bhi apko bohat bars loss ho sakta ha is liye ahtiyat ke sath aur cool mind ke sath kam kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k doraan mind ko cool rakhaen

                              ji han trading ke doraan agar Ham Apna mind relax aur cool rakhte Hain to is se trader Ka fayda Hota Hai profit lene ke liye bhi aasani Ho jaati Hai kyun ke Jab mind cool aur relax hoga to woh trading mein zyada learning kar sakta hai Forex trading main cool and fresh mind ki zarurat hoti hai isliye trading karne se pahle Hamen Apna mind cool and fresh rakhna Hoga kamyabi ke liye yah bahut zyada zaruri Hota Hai iski wajah se Hamen bahut jaldi success milti Hai trading Mein trader ka mind agar cool and fresh hota hai to is wajah se trader ka bahut zyada fayda hota hai Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote hain isliye Hamen success ke liye hardworking Karte rahna chahiye kyun ke success hardworking karne ki wajah se milti hai trader ka mind agar acha hoga to is se trader ka bahut zyada fayda Hota Hai hi trading Mein Ham zyada mehnat karke bahut jaldi success Hasil kar sakte hain forex mein agar hum zyada se zyada mehnat aur struggling karte hain toh is se humara buhat zaida faida hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X