mushkil aati hay pehlyu baad mn asaaniyaa hi asaaniyaa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mushkil aati hay pehlyu baad mn asaaniyaa hi asaaniyaa

    Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k jab ap shorio krtey ho tou ap ko under stand krney mai waqat chahey. Likan ap ap under stand krtrey ho aur ap market mai success hasil krtey ho aur ap market mai apna target easly achieve kr sakty ho. Es business mai best yha hai ap es ko learn krey aur phr es mai work krey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mushkil aati hay pehlyu baad mn asaaniyaa hi asaaniyaa

      Agar Ham pahle jo bhi kam Karte Hain To Hamen usme Aksar kam Mein Mushkil Ho Jaati Hai Lekin Mushkil ke sath Asani bhi hai agar Hamen kam Mein pahle Mushkil Ho Jaati Hai To bad Mein Inshallah asania hi asania hoti hai beshak
      • #18 Collapse

        Re: mushkil aati hay pehlyu baad mn asaaniyaa hi asaaniyaa

        Forex trading main Mushkil UN Logon ke liye hoti hai Jo log Forex ki knowledge Hasil Nahin karte Forex per mehnat Nahin Karte demo per practice Nahin karte UN Logon ke liye Forex bahut Mushkil Hai Forex trading ke liye Hamen Dil lagakar kam karna chahie profit kshma kar acche trader Banna chahie aur acchi trade Lagani chahie
        • #19 Collapse

          Re: mushkil aati hay pehlyu baad mn asaaniyaa hi asaaniyaa

          Gee brother har mushkal bad ek asani hoty hai jaisay new new kam hote hai pehlay us main mushkal hoty hai wo bad main asani main badal jate hai forex sikhnay k liay koi ek tarika nai hai koi purza nai hai jo hum sikh le forex sikhnay k liay boht sare tarikay and purzay hai jis main har purzay main start main mushkal hoty hai phir har mushkal k bad ek asani b aa jaty hai pehlay mushkal and asani ko samjhe phir forex ko sikhe
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: mushkil aati hay pehlyu baad mn asaaniyaa hi asaaniyaa

            dear forex ki makreet k ilawa bhi agar ham kisi kaam main enter hotay hain to hamko sab say pehlay usay samjhnay ki zarurat hoty hay jub ham usay samjhnay main kamyaab ho jatay hain to phir tab ham usay aisay manage kar skatay hain jaisay yeh kaam ham nay khud start kia hay aur agar ham usk baray main kuch jantay he nai hain kuch samjhtay he nai hain to phir ham us kaam k baray main kaisay succes hasil karaingay.

            اب آن لائن

            Working...
            X