Kya hmen apni trad lost m close krni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya hmen apni trad lost m close krni chahie

    G nahin dear Hamen apni trade loss close nahin karni chaiye trade ko profit mein aney tak humen sabar karna hoga kyun ke loss Mein trade close karne se bahut zyada loss hota hai trade ko profit aane ke liye wait karna chahiye kyun ke trade Sabar ke sath hi profit Mein aati Hai humen forex mein zyada se zyada Sabar kar ke trade mein zyada mehnat Karni chahiye aur trade laganr se pehly hard working Karni chahiye kyun ke Jab Ham Hardworking karte hain toh is se buhat zaida faida hota hai kyun ke Jab Ham zyada mehnat kar ke hardworking Karenge to is se Hamara fayda Hoga Forex mein zyada Se zyada hardworking ki zarurat Hoti Hai trader tabhi Kamyab Hota Hai Jab woh zyada mehnat Karta Hai mehnat Karne Wale trader Ko kamyabi milti Hai Hamen loss Mai trade close Nahin Karni chahiye balke Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahiye aur hardworking karni chahiye aise hi Ham Kamyab hote Hain Forex mein zyada Se zyada hard karne se Hamen success milti Hai knowledge or experience Hasil karne ke liye Hamen zyada mehnat Karni chahiye kyun ke experience aur knowledge ki wajah se Ham Kamyab hote Hain Forex mein zyada mehnat karne se experience gain karne se success milti Hai experience hamare liye bahut zaruri hota hai kyun ke experience ki wajah Se Hi Ham Kamyab hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya hmen apni trad lost m close krni chahie

      Yah to market ki situation per hi depend Karta Hai Ke trade loss may close kar deni chahie ya nahin Jab Koi order place karte hain Agarwal loss Mein Chala Jata Hai Tu Jaane Dena chahie dekhna chahie ke market mein jo trend Hai vah Jyada lost To Nahin Dega Agar reverse aane ke chance hai to market Mein order place Rahane De Agar Nahin Hai to order loss Mein Hi closed kar de
      • #18 Collapse

        Re: Kya hmen apni trad lost m close krni chahie

        Assalamu Alikum

        G trading main kabi kabaar risk lena e Parta hai aur risky trade lagany say he hum ak expert trader ban saqty hein, warna hum har waqt trade lagany kay waqt double mind rahein gay kay khein loss na ho gay, loss market kay uper nechy jany say start ho saqta hai, humein ak dum say trade close nahi kar dani cheaye, wait karna cheaye kay may be loss hona stop ho jay aur trade profit ki tarf jaye ager phir b aisa na ho to humein mazeed risk nahi lana cheaye aur trading stop kar dani cheaye ta kay humara baqi bonus to zaya na ho.

        Thanks
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Kya hmen apni trad lost m close krni chahie

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zainkhan پيغام ديکھيے
          Dear Mrs AP.sub see sawal h agr hmre trad lost m ho aur hmen koi mujbori ho to hmen usy close krna chahie ya Ni ?
          Agar Hamari trade loss Mein ja rahi ho aur Hamen Iske Wapas aane ka koi chance Najar Na Aaye raha ho to Ham apni trade ko loss Mein close kar dena chahie aur Agar aapki trade loss mein hai aapko Kisi Majburi ki vajah se Kahin Jana pad gaya hai to aap is Mein stop loss lagakar Chhod sakte hain ya FIR aap apni trade ko close bhi kar sakte ho

          اب آن لائن

          Working...
          X