lesson lain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lesson lain
    salam dear members hmesha apni galtiun s seekhain lesson lain unko short list krain r phr galtiun s seekhny k bad hmesha k liay unkko samny rakh k kam krain apni galtiun ko repeat na krain ziada s ziada knowledge r experience lain learning ko barhaen kam ko behtr bnaen r kamyab hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lesson lain

    G haan billkul forex ma Ani galtion sa lesson Lana chahia jb AP forex ma apni galtion sa lesson lata Han tu pr AP forex ma kamyab bi hota Han or acha profit bi hasil hota ha is Lia forex ma soch smuj kr Kam Kia kran
    • #3 Collapse

      Re: lesson lain

      Jab bhi hamain kisi trade main loss hota hai tou usky pechy hamari koi na koi mistake hoti hai ky ham same mistake sy bhi achi learning ker sakty hain agar ham her open trade main hony waly loss main apni mistakes ko find ker lety hain then future main aesi mistake sy avoid ker ky trade continue kerty hain tou ham achi trade ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: lesson lain

        G dear apne bilkul thk bt kahi hmen apni ghltiu ko apne let sabq bma Lena chahie is see hmri mistake m kmi aati jae gi hmen agr forex m accha bonuse hasil Krna h to hmen. Apni post ko.read krna chahie is se hmen peach jae ga hmne konsi mistake ki h aur Kahn Spalding ki mistake Hui h
        • #5 Collapse

          Re: lesson lain

          Ham ghaltion sy he seekh Kar kamiyab hoty Hain hamsy agar koi ghalti hi jati haintu hamen ghaltion sy he seekhna Hoga hamen is main chaheay ky jab bhi koi ghalti ho Jaye hamsy Tu hame is making n sabar sy Kam lekar us ghalti Ka reason dekhna Cahaheay AUR phir sabaq hasil Karna Chaheay ta ky ainda sy koi ghalti na ho
          • #6 Collapse

            Re: lesson lain

            market main learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi knowldge acha ho ga tab hi hum real main kam kar skaty hain aur hamain market main bi trend ko use ka rk hi hum achy say trade karny main bi koi mushil na ho saky gi aur is forum main enter hony say pahly is k rules ko m ind main rakh k hi hum sucess hon gay
            • #7 Collapse

              Re: lesson lain

              hamain markt main kam kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main planing kar k hi hum loss say bach sakty hain aur misktaes ko avoid kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain uar hamain i sforum main bi trnd ko use kar k hi hum bi trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forum main bi earn kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: lesson lain

                Dear friend job work karte hain usmein mistake ho hi Jaati Hai FIR learning Karke Sikha Samjha Jata Hai experience banta hai Forex trading business Mein bich mistake per learning Karni chahie sikhana Samina chahie tab hi Kamyab trader Banaye Ja sakta hai tu abhi bhi Apne mistake ko ignore na Karen sikhane Samne Se Hi kamyabi milati Hai
                • #9 Collapse

                  Re: lesson lain

                  App trade kay Duran shoro shoro may kafi galtiya kerty hainy koshish keriny un galtio say seekhiny or un ko repeat na keriny warna app kay liy problem ho sakti hy or app loss may ja sakty hainy. Koshish kery perfection ki tarf jainy na kah bar bar galtio ko dohrainy.
                  • #10 Collapse

                    Re: lesson lain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rania Siddique پيغام ديکھيے
                    salam dear members hmesha apni galtiun s seekhain lesson lain unko short list krain r phr galtiun s seekhny k bad hmesha k liay unkko samny rakh k kam krain apni galtiun ko repeat na krain ziada s ziada knowledge r experience lain learning ko barhaen kam ko behtr bnaen r kamyab hn
                    asslam o alaikum dear forex member g blkul hmshaa se hi hamain is mn apnyy galtiyoon se seekhnaa chahaiye q ke mistakes hi hamain is mn expert ban sktay hain q ke jo kopi mistakes krtaa hay to usko buht nuksaan ho jata hay baad mn wo buht hi care full ho kr kaam krtaa hay aur is traah wo is m aik expert ki traah is mn kaam kr ke kaamyaaab ho jata hay ..
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: lesson lain

                      Sahi frmaya ap ny forex mn hmen apni ghltion sy sekhna chahry aur ak bar jo ghlti ho jay us ko improve krna chahey ghltion ko duhrana nhi chahey es sy hi wqt ky sath sath hmara experience increase ho ga aur hmara business brhy ga aur hmara hosla bhi brhy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: lesson lain

                        Bilkul Hamen Apne Har kaam se lesan Hasil karne ki koshish Karni chahie losses Ho mistakes ho ya Ham Kisi kam Mein fail ho jaaye Hamen Har Tarah Se usse lesson Hasan karna chahie Taki Ham Apne future ko secure Banane Ke Kabil ho sake Jo log apni mistakes se apne losses se knowledge Hansi Nahin Karte unke liye Apne future ko secure banana mushkil hi nahin Namumkin bhi ho jata hai aur ek Achcha trader apni galtiyon se Hamesha knowledge Hasil karne ki koshish karta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: lesson lain

                          Han g bilkul sahi kaha apne.. Hame apni ghaltiyon ko ignore nhi karna Chahiye balke unse seekhna Chahiye ta k next time k liye hm unhe repeat na karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: lesson lain

                            hum ko apny mistake se zaroor sikhte rehna chayie jo isy tarah forex sikhte rehte hai aisay trader hi ek din zaroor kamyabi hasil kar laite hai long time forex karte rehte hai hum ko chayie forex main hum se galtian ho jay usay ignore na kare galtian boht kuch sikhanay aaty hai jo sikhte hai wohi kamyab hote hai jo nai sikhte wo nakam ho jate hai kamyab trader wohi hai jo apny mistake k sath 2nd logo ki mistake se b sikhta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X