Himat nahi harni chaheyai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himat nahi harni chaheyai
    G dear hum kafi logo ko dekha hai ka wo aksar kam mai himat har jaty hai jasa ka forex mai kafi log aesa karty hai account bnwa lety hai sab kuch karlett hai lakin us mai wo mahnt nahi karty usk time nahi dety agr losa hujae tu dil chor dety hai agr loss any par dil chor day tu hum kamyab insan nahi ban sakty ku ka kamyab banny ka leye himmat ki zarort huti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himat nahi harni chaheyai

    forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasao ky account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho juy ga forex aik acha busines hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum gar mai bath kar is mai kam kair sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Himat nahi harni chaheyai

      jis na kam karta huwa himat hari wo gya kam sy is lia himat nahi harni chaya kiun ka jub hum log himat har data hain tu huma kabi kamyabi ka pecha nahi ja sakta hian is lia himat ko harna nahi cahay dil laga kar kam akarna chaya kiun ka kamyabi asa hi nahi milti hai huma mahant karna parti hai tub ja kar kamyabi milti hai or acchi earning hoti hai himat karna sy kam banta hai harna sy nahi banta
      • #4 Collapse

        Re: Himat nahi harni chaheyai

        Hum ko iss mya jitna bhi loss ho jay hum ko har nahi manni chya ager hum iss mya suber say kam karnya to hum ko iss say acha profit ho sakta hya ager hum iss mya dill say mahnat karya or hemat say kam lay hum zaror kamyab ho gay
        • #5 Collapse

          Re: Himat nahi harni chaheyai

          g hn g ap ny sai baat ki hy k aksr loog forex mn kaam strt to kar lety hein but us ko serious nai lety forex mein kamyaab srf vo hoty hein jo is ko apna passion bna lety hein r jo mehnat nai krty un ko loss hota hy in rzlt vo dill haar k forex chor dety hein,.
          • #6 Collapse

            Re: Himat nahi harni chaheyai

            hamy is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain agr ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho sakta hain laikn hamy himat nahi harni chahey bakly hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi office nahi ana parta
            • #7 Collapse

              Re: Himat nahi harni chaheyai

              Yes dear hum ko apna kaam karty waqt kabhi bhi himmat nhi harni chahiye. never give up my dear. kaam karty jao aur quality ko focus mein takh kar kaam kro aaj nhi to koi baat nhi kal ya parson ek na ek din to kamyabi mil he jaye gi. humein bus apna kaam mehnat ky sath krty rehna chahiye aur sabar sy kaam lyna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Himat nahi harni chaheyai

                himt say hi kam karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing karni ho gi ta k earn karien agy aur boht say log is forum main kam karty hain so hamain market main bi trnd ko use kar k hi hum real main bi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main b i analyse kar k hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach satky hain
                • #9 Collapse

                  Re: Himat nahi harni chaheyai

                  Assalamu Alaikum friends ji han bilkul theek kah rahe hain Himmat Nahin Harni chahie Jo log Himmat Hath Hai vah Log bhi kamyabi Hasil Nahin Karte Ham Sab Logon Ko chahie ki Ham Forex farmaya jaldbazi na Karen aur Himmat na Hare
                  • #10 Collapse

                    Re: Himat nahi harni chaheyai

                    Business man dafaa nuqsan ho jata hai agar aapko forx traiding main loss ho jata hai to aapko tension nahin leni chahie balki sabar se kam Lena chahie aur ismein maszid jyada mehnat karni chahie Taki aap agali bar kamyab ho sake
                    ek achcha trader wo hai jo galti se sakhta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Himat nahi harni chaheyai

                      Hamen Forex trading Mein Himmat se kam karna chahie Jo log Himmat Har Jaate Hain vah Hamesha last karte hain Hamen acchi knowledge ke sath aur acche experience ke sath acchi trade lagakar vate karna chahie aur Hamesha apni trade ko profit Mein close karna chahie Khud per etmad karna sikhen
                      • #12 Collapse

                        Re: Himat nahi harni chaheyai

                        agar forex trading main aapko Las Ho jaaye to sabar se kam len tension nahin leni Jo personal Forex trading mein Jo emotions ko control karte hain vahi kamyab hote Hain aur hamen apni mehnat jari rakhen taake kamyabi mile
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Himat nahi harni chaheyai

                          Bilkul Apne struggle ko continue Rakhna chahiye kabhi bhi Himmat na Hare koi bhi Kam Hai Jab use time Dete Hain Karte Hain To Uske about knowledge band hi Jata Hai Forex trading Bhi Karte Rahe ismein time dete Rahe learning practis Karte jaen slow slow experience knowledge Banta Jaega kamyabi mil Jayegi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X