G mery bhayo tu mai apko aj batata hu ka kafi log mahnt karty hai lakin unki lalch ki waja aay unko unki mahnt ka phal nahi milta ku ka mahnt wo dil say nahii lalch say karty hai tu unka maqsad kabhi pora nahu huskta na he huta hai humy chaheyai ka hum jo bhe kam kary usko dil say karay agr humny kamyab huna hai tu ku ka humri kamyab ka raazz he yahi hai ka hum kam mai lalch na karay dil say karay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим