Mehnti kamyab hoty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnti kamyab hoty hn
    Mehnti insan kbhi bhi nakam ni hoty jitna ziada mehnt krain gy utna ziada apko faida hoga hmesha mehnt ko samny rakhain ziada s ziada try krain r kamyab ho jaen mehnt bht ziada matter krti h jitna ziada mehnt kro gy utna ziada faida hofa
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnti kamyab hoty hn

    agar hum mahnet kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik acha business hain hum is mai raat mai bekam kar skaty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana karbe kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex aik acha business hain is mai hamara koi beboss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Mehnti kamyab hoty hn

      G haan billkul forex ma mehnati kamyab hota Han AP na tk kha keon ka Jo mehnat krta Han un ko hi forex ma kuch faida hota ha agr AP bi mehnat kran ga tu faida ho ga or agr mehnat nhi kran ga tu pr faida bi nhi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Mehnti kamyab hoty hn

        ji hai ap ne achi baat share ki hai forex forum aik acha business hai hume is mein ziyada se ziyada mhnat karni chaya aur high quilty ki posting karni chaya aur forex forum mein daily ka kam daily karna chaya aur waqt par forex forum ka work karna chaya jis se hume aacha profit ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Mehnti kamyab hoty hn

          Dear friend g han ap theek kah rahy is k fore forum main mahnati log forex main kamyab hoty hain hamain forex forum main acha aur high quality Walla kam krna chahay q k forex aik acha business hy yeh achi earning krnay ka act zag hy hamain acha kam krna chahay dil laga k kam krna chahay
          • #6 Collapse

            Re: Mehnti kamyab hoty hn

            mehnat kamyabe ka acha tool hain koi be kam ho hamy mehant sy he karna ho ga pher he hum successful ho sakty hain forex east or west main famous ho cuka hain hum is mai online kam karty hain or dollar main bonus earn karty hain dollar forex main king hain is ka rat kam yai zeyada hota he rahta hain jab is ka rat zeyada ho to hamy is main zeyada kam karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Mehnti kamyab hoty hn

              G han jo mahnt jrny waly hote Hain hard work Karne wale vahi kam mein aap aur successful hote hain isliye to mum new members aur senior score chahie ki vah jyada se jyada mehnat Karen aur experience hasil Karen learning Karen aur market ka analysis karna sikhen
              • #8 Collapse

                Re: Mehnti kamyab hoty hn

                hamy is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamybi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnti kamyab hoty hn

                  G mere dost mehnat karne ke baad he ham forex me kamiyab ho sakte ha mehnat must hoty ha forex me kamiyabi ka aik he raasta ha aur wo ha mehnat forex me ap short cut ki wajah se kabhi kamiyab nahi ho sakte jo log mehnat nahi karte unko nakaami ka samna karna parta ha is liye mehnat karo
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnti kamyab hoty hn

                    Dear ap jab ais market mai new aaty hai to aus time ap k pass time hota hai ais market mai learning karny ka agar ap aus time hi achy se kaam sekh lety hai aor ais market mai rules k sath kaam karty hai to ap ais market mai acha profit bana skaty hai agar ap ais market mai kaam sahe nai karty hai to ap ko baad mai loss hota hai ais liay mehnat kary aor kamyab ho jaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnti kamyab hoty hn

                      Bilkul friends mein ap ki bat say agree krta hun kay mehnti kamyab hota hay asa he hay jab hum struggle krta hein then hum successful hota hein business mein is lyia hum ko chyia kay hum apni struggle ko continue rakh kr kam krain or sath sath apni life ka be kam krain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnti kamyab hoty hn

                        Koi bhi kam tab hi sahi trha say kiya ja skta hay keh jab us kam may dil laga liya jaey or us may apna intrest add ker liya jaey or us k bad us kam may kafi zyda hard work ki jaey or isi trha kam krny waly log hi yahn kamyb bhi hoty hain or acha earn bhi ker paty hain or jo aisa nhin krty wo nakam reh jaty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnti kamyab hoty hn

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassam khan پيغام ديکھيے
                          Mehnti insan kbhi bhi nakam ni hoty jitna ziada mehnt krain gy utna ziada apko faida hoga hmesha mehnt ko samny rakhain ziada s ziada try krain r kamyab ho jaen mehnt bht ziada matter krti h jitna ziada mehnt kro gy utna ziada faida hofa
                          bilkul aapane theek kaha hi nahin aati kamyabi hoti hai matlab yah hai ki Dil jajbe aur lagan ke sath Kiya Gaya kam hamari mehnat hai agar aisa kaam karenge jismein shop hoga post ki quality behtar hogi post ko read out Kiya jaega jismein knowledge or experience shasan Kiya jaega yah sab post ke liye behtar hota hai jo member is mein bahut accha profit aur apni Life ko enjoy karna chahta hun.....
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnti kamyab hoty hn

                            Mehnat kabhi bhi waste nahe hotie jo mehnat kartey hain wo kabhi bhi nakaam nahe hotey wo hamesha kamyab hotey hain isliye kabhi bhi mehnat karney sy nahe ghabrana chahiyea balkey ziyada mehnat karney ki koshis karni chahiyea
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnti kamyab hoty hn

                              G haan dear main ap ki is bat sa agree karta hoon ka jo loog mehnat karta hy wo loog kamyab hota hy is lya haama chaya ka jitna ho saka mehnat kara khu na ka mehnat karna wala kabhi na kaam nhi hota is lya haaama ka zida mehnat karni chaya ta ka acha bonus mil saka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X