Support aur resistance ka knowledge???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support aur resistance ka knowledge???
    Salam too all dear forum friends main umeed karta hun aap sub theek hon gy. Dear mera sawal forum k seniors members sy hy kindly mujy support aur resistance k bary main bata dain k iska forex main kesy use kia jata hy aur yee hmary kis kaam ata hy??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support aur resistance ka knowledge???

    Forex men Kam krty huay kuch rules hoty hn
    Support r resistance ko use krain
    Jitna ziada mehnt krain gy
    Utna ziada apko faida hoga
    Hmesha himat s kam lain
    R kamyab hn
    • #3 Collapse

      Re: Support aur resistance ka knowledge???

      hamy support or resistance ky bary main full information hasil kar lany chahey hamy aik time table bana kar aik time main aik aik he pair main kam karna chahey hum is mai full time be kam kar sakty hain agar hum student hai to hum is main part time be kam kar sakty hain market 24 ganty open rahte hain forex kabe be band na hony wala aik international business hai
      • #4 Collapse

        Re: Support aur resistance ka knowledge???

        hamy support or resistance ko achy sy samaj kar acha knowldge haasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apini marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik intenatioal business hain
        • #5 Collapse

          Re: Support aur resistance ka knowledge???

          forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kair sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai bager pasiao ky account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamybe hasol ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha busines hain
          • #6 Collapse

            Re: Support aur resistance ka knowledge???

            ager hum trading kerty han tu analyses main kisi bhi pair main tub hum trdae lagaty han jub wo apny support aur resistent level ko hit ker raha ho tu hum us point ko bhtreen entry point kahty han ager hum is point per trdae kerty han tu is se humain bhtreen profit ho sakta ha.
            • #7 Collapse

              Re: Support aur resistance ka knowledge???

              Yah donon level hote hain sports level and resistance level in mein se jo hamen by karvata hai vah sport level job ke Jo hamen cell karwata hai vah resistance level hota hai yah level aap ki market ki buy and sell ki condition score show karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Support aur resistance ka knowledge???

                Forex trading mein main sport and resistance basic topice thik hai support and resistance send market mein main acchi earning dete Hain sports for job by train main market higher high banae to support Ban jaati hai uparwala level aur agar sell trend hi to resistant. Lower low resistance. Kahlata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Support aur resistance ka knowledge???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                  Salam too all dear forum friends main umeed karta hun aap sub theek hon gy. Dear mera sawal forum k seniors members sy hy kindly mujy support aur resistance k bary main bata dain k iska forex main kesy use kia jata hy aur yee hmary kis kaam ata hy??
                  aap nay jo sawal kiya hay oska jawab koie bhe nhi dayga, aur na he kesi ke pass eska elam aur jwab hoga, bs sab yehi kahin gay , hamain support and resistance ka khyal kerna chaye, hamain mehnat kerni chahye, humain forex trading ko sekhna chaye, support aur resistance ka jawab koie nahi dayga, jab ke apka sawal hay keh apko bataya jaye keh supoort aur resistance kiya hay. Bs yahan to sab Thanks lenay ke liye aur bonus bannay ke liye he bethay hain......
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Support aur resistance ka knowledge???

                    GPSC best online business ismein Kafi Sare log kam kar rahe hai isme jobless log bhi kam kar sakte hain yah Mere female donon ke liye best hai ya female ke liye Jyada best business Hai vah ismein Jab Marji ek time table Banakar kam kar sakti hain ismein time Ki Bhi Koi Yad Nahin Hai Lekin Hamen first time kam karna chahie first time Insan fresh Hota Hai aur acche se kam kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Support aur resistance ka knowledge???

                      Dear frineds w.s hum resistance bolta hein market ka jo points up and down hota hein oun ko for example agar ab USD 3.3456 tha tu kuch he dar bad wo ho gya 3.3457 meins 1 point market na up ward move kia tu ya ho gya 1 pip market na move kia market ki ya resistance hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Support aur resistance ka knowledge???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                        Salam too all dear forum friends main umeed karta hun aap sub theek hon gy. Dear mera sawal forum k seniors members sy hy kindly mujy support aur resistance k bary main bata dain k iska forex main kesy use kia jata hy aur yee hmary kis kaam ata hy??
                        Supoort and resistance Candle main wo hotay hain jaha say candle shoro hota hay means ke agar market oper ja rhi hay to jo new candle bnayga, aur wo candle banty he oper ke trafa move kerayga to nechay wali sata support hogi aur oper janay wali sata resistance hogi..

                        Esi ker bar aqs, agar new bannay wali candle bantay he nechay ke traf move keraygi to oper wali sata support hogi aur jo side nechay move keraygi wo resistance hogi.

                        Support aur resistance ko use kerne ka traeeq ye hay keh aap sirf enhi ko nahi dekh saktay, kabhi kabhi support aur resistance break bhe hojata hay. Trade ko market level per analyse kerna hoga thay, Support, resistance, news , Mulki halat sab kuch dekh ker phir he confirm hota hay ke market ke movement kis traf jayegi. Mere khyal say aapko Support aur Resistance ke baray main kuch na kuch elam mill gya hoga. Thanks
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Support aur resistance ka knowledge???

                          Dear ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai resistance aor support ka pata ho k ais market mai hum jo trade laga rahy hai wo resistance aor support mai kis jaga hai kun k market jab aik resistance level par jati hai to waha se wapis lazmi aati hai ais time ap k pass moka hota hai trade lagany ka.
                          • #14 Collapse

                            Re: Support aur resistance ka knowledge???

                            knowledge hona bahut jaruri hai kyunki for accepting mein spotinst bahut Hi Shakti hai agar Forex trading ki Ham baat karen to Forex trading ek bahut hi risky or difficult business hai jisko zameen ke liye logon ko bahut time lag jata hai lekin agar yahi hamen Koi accha senior teacher mil jaaye to hamare liye aasan ho jata hai kyunki uske samjhane ka tarika bahut hi aasan hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Support aur resistance ka knowledge???

                              w.salam supporte and resdence ka knowledg hamry pass lazmi hona chahi hai analysis main must importent jo chijet atii hai nalaysi karny k lia ik news ko lazmi read karna chahi hai dosra ham ko supporte and resdence point ka khass khiyal rkhna chahi hai os k bad ham ko ik acha analysis karny ko milta hai jis sey ham profit kama skty hain
                              information for Beginners
                              Complete Forex Knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X