ziada loss ke main waja ye hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ziada loss ke main waja ye hay.

    Yehi loss ho jany ki sab say main waja hay isi waja say loss zyda bhi hota hay jab koi membr kisi pair bhi trade open ker deta hay to woh trade start say hi loss day rhi hoti hay or jab woh thora sa or bhi zyda loss deti hay to membrs us ko close nhin kerty hain balky us k return hony ka wait kerty hain or jab woh return nhin hoti hay to boht zyda loss ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ziada loss ke main waja ye hay.

      loss ki main wajah hai k ap ka expernce or knowledg k bghair traidening karna ap ko chahi hai k ap agar ik acha profit earn karna chahty hain or loss sey bachna chqahty hai to ap ko chahi hai ka p dill laga kar kam kary
      • #18 Collapse

        Re: ziada loss ke main waja ye hay.

        dear apki bt thk hai r mera bji yahen man na hai keh loss hameshan hamari ghaflat r jldbazi se hota hai yaeni lalch men a kr hum ek seezyada trade open kr lete hain r market ke movement ko smjhne ke koshesh bhi ni krte hain jiski waja se account bhi wash ho jata hai
        • #19 Collapse

          Re: ziada loss ke main waja ye hay.

          Zyda loss ki waja ya ha ky hum chaiya ky hum mehnat karyn loss ki waja ya b ha ky log mehnat nahi karty achi trading nahi karty or umeed karty ky unha acha result mily ti apk chaiya ky mehnat sa kam layn or best trader ban jaun or ak best profit or best bonus gain karyn
          • #20 Collapse

            Re: ziada loss ke main waja ye hay.

            Aisa hi hai Jaisa aap Keh Rahi Hai Jab Hamen train mein loss hota hai To fir loss Ho Jaane ke bad Ham Maszid risk Lete Hain risk Lene Ki vajah se Hamen Maszid aur loss Ho Jata Hai Is vajah Se Jab loss Ho To fir aap Risk kanaley Oru Maszid loss se bache
            • #21 Collapse

              Re: ziada loss ke main waja ye hay.

              Mere khyal se loss ki jyada nahin hai hamare pass experience nahin hota knowledge nahin hota kahin bar Ham jaldbazi se kam lete hain aur trading kar dete Hain jiski vajah se hamen jyada loss hota hai
              • #22 Collapse

                Re: ziada loss ke main waja ye hay.

                Dear sir jab bi aap ko loss ho raha ho to phir us loss say bachany kay 2 tarikay hane aik to aap us trade ko us hi jagha par close karlo or doosra ya kay aap us kay again aik entry lo jo kay us say double ho matlab agar aap ki entry buy may hay to phir aap sell karo or entry double ho matlab kay agar 0.01 cent ki hay to 0.05 cent ki doosri entry ho iss sorat may bi aap loss say bach jatay ho or aap ko profit bi ho jata hay laykin iss kaam ko aap nay news ki timing par nahi karna hay.
                • #23 Collapse

                  Re: ziada loss ke main waja ye hay.

                  Ji Jyada loss Hamari apni vajah se hota hai aur ek Mein kamyabi ke liye Nali Jor experience receive Karen aur Farakka Jyada Se Jyada time de main learning to increase Karen Hamari learning Hogi use hi acchi earning kar Sakenge Agar Main loss Ho bhi Jaaye To Hamen Sab ke sath Apne kam ko Jari Rakhna chahie aur apne Loss ko recover Karen
                  • #24 Collapse

                    Re: ziada loss ke main waja ye hay.

                    Loss Mein average karna bahut hi mushkil hota hai aur akshara ismein loss hota hai. Kyunki Jab aapki Ek trade profit Mein Hai to vahan per aap average kar sakte ho lekin Agar aapki Ek trade already lost mein hai aur uske pass ab dobara usko loss ke liye bhejte the aur aapke liye bahut risky position Ho jaati Hai vah jawab ka hit hoga stop loss to aapko double se Bhi jyada loss ho jaega.
                    • #25 Collapse

                      Re: ziada loss ke main waja ye hay.

                      Forex men nuqsan ki 2 barri waja hen aik knowledge ka na hone. ar 2nd trade men lalach krna. Aksar members k pas knowledge nhi hota ar wo tukke se treade laga dete hen market ko anylize nhi krte jis ki waja se aksar losss hota he. 2ND Experts bhi kabhi lalach men aa kr lot size barra laga dete hen jb loss hota he to bht zyada ho jata he.
                      • #26 Collapse

                        Re: ziada loss ke main waja ye hay.

                        Reasons of Loss :
                        Forex business mn jab hamko loss hota hai to in reasons ki waja s hota hai
                        Jaldbazi
                        Lalach
                        Over confidence
                        Lack of knowledge
                        Lack of experience
                        Shortage of Patience
                        Unnecessary Thoughts
                        Less of Determination
                        Missing of Motivation
                        Presence if Negativity
                        Absence of Dedication
                        Carelessness
                        Hurry in Work
                        Work without Timing
                        Work without Analysis
                        Copy and pasting
                        Etc
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: ziada loss ke main waja ye hay.

                          Salam dear friends bht acha swal Hy loss ki main wja ye hoti Hy k jb humara nuqsan ho jata hai to us loss ko recover krny k liye mazed risk lety Hain is wja sy humara loss bht ziada hojata Hy isliye trade men risk nhe Lena chahye soch samajh k Kam krna chahye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X