Loss recover krny k liy kia krain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss recover krny k liy kia krain???

    sab se pehli ar most importan baat ye k jab aap ko loss ho jaye to waja talash kren k aapko loss hwa q? Us k bad apne jo ghalti ki us se sekhen. Loss ko recover krne k lye next aap lot size thora rkhen ar thore thore profit pr trade close kr den. loss slowly slowly recover hoga. loss recovery men jaldbazi na kren wrna loss mazeed barh bhi skta he balk sabar se kam kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss recover krny k liy kia krain???

      Dear agar aap ka account complete wash ho chuka hay ya phir us may bohat hi kam say kam bonus hay to phir aap ko dobara say posting karna ho ga takay aap kay paas pahlay paysa to aa jaay us kay baad aap nay wahi galti nahi karni hay jo kay aap pahlay kar chukay ho.
      • #18 Collapse

        Re: Loss recover krny k liy kia krain???

        Salam dear frnds koi bhi Kam Hain us main up and down aty rehty Hain,agr ap loss main chly gy Hain to preshan hony ki koi zrort nhi ap apna Kam continue rakhen loss re over krne k liye ziada sy ziada posten kren
        • #19 Collapse

          Re: Loss recover krny k liy kia krain???

          Los cover karne ke liye behter in tarike Hain ek to agar aapko Forex trading ka knowledge hai to bahut hi acchi baat hai lekin agar aapko Forex trading kannauj nahin hai to aap apne senior ko follow Karen aur Jay Seva kahe vaise hi aap Karen aapka Los cover ho jaega aur sabse badi baat yah hai kya Forex trading mein Sabar karna aana chahie kyunki Jo log Forex trading mein sawal karte hain vah hamesha hi kamyab hote Hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss recover krny k liy kia krain???

            Loss ko recover krna ho ya kuch earn krna ho to us k liye aur ziada koshish krni hogi aur ziada time dena hoga , kisi senior se forex forum mein guideline leni hogi to phir he hum usko recover kr sktay hen. Ye bhi aik trah ki learning hoti hy ibtadai stage pe aisa hota hy. Lekin jab hum ziada bonus ikatha kr k nai strategy k sath aur rules ko follow krtay huway chalein gy to loss b recover hoga aur benefits bhi milein gy
            • #21 Collapse

              Re: Loss recover krny k liy kia krain???

              loss ko recover karne ke liye Hamen planning Karni hogi kyun ke agar Ham proper way Mein planning karte hain aur use loss ko recover karne ke liye proper way Mein working karte hain to ise Ham Apna loss recover kar sakte hain loss ekadam recover Nahin Hota loss hamesha thora thora kar ke recover hota hai trader ko hamesha Sabar ke sath hi loss recover karna chahiye kyun ke Jab traders Sabar ke sath loss ko recover Karta Hai to trader ka bahut zyada fayda hota hai Forex trading Mein hamesha Sabar ke sath hi Ham kamyabi Hasil Karte Hain kamyabi ke liye trader ke andar Sabar Hona bahut zaruri hota hai kyunki agar woh Sabar karega to market Se zyada profit Hasil karne mein Kamyab ho sakta hai main hamesha zyada Se zyada mehnat Karne per hi Hamen kamyabi milti hai agar hardworking Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai loss ko recover karne ke liye bhi Hamen proper way Mein hard working Karni hogi kyun ke kamyabi ke liye hardworking karna bahut zaruri Hota Hai Aur forex main market ki learning bahut zaruri Hoti Hai market ki analyses bahut zaruri Hoti Hai kyun ke is hi wajah se Ham profit aur loss earning karne ke liye market ko samajhte hain aur is se Hamara bahut zyada fayda Hota Hai
              • #22 Collapse

                Re: Loss recover krny k liy kia krain???

                Agar hum losses ko recover karna chahty hain tou humein mehnat karni chahiyea or apni knowledge ko enhance karna chahiyea or practice kar key experience ko bhi enhance karna chahiyea isi tarha losses recover ho saktey hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Loss recover krny k liy kia krain???

                  Los recover karne ke liye Hamen chahie ke bahut jyada aggressive aur emotional trading na Karen Jab Bhi Ham aggressive trading emotional Karenge tab Hamen love ko face karna padega. Hamesha ki Ham Apne trading plan ke taklif aur arrangement ke sath Hi Chale Jis Ke Sath Sath Hamen Apne risk management aur money management ko violet nahin karna chahie aur Usi ke mutabik hamara trading Hona chahie Agar loss Ho bhi Jata Hai To Hamen recover karne ke liye Badi lot size Ko Nahin use karna chahie.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X