Kam lot size sy long term trading karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam lot size sy long term trading karin
    bhai main ap ko acha mushwara da rahi hon kh ager ap ka pass acha balence hy to ap lot size kam use ker ka long term trading karin bhai ager hum loss ko itna dait tak berdasht kerty hn to kia profit ko nh ker sakty hmary liay long term trading hi best hy q kh jo short term trading hy wh expert trader hi ker sakty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam lot size sy long term trading karin

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
    bhai main ap ko acha mushwara da rahi hon kh ager ap ka pass acha balence hy to ap lot size kam use ker ka long term trading karin bhai ager hum loss ko itna dait tak berdasht kerty hn to kia profit ko nh ker sakty hmary liay long term trading hi best hy q kh jo short term trading hy wh expert trader hi ker sakty hn
    kam lot size se Ham bahut hi acchi trading kar sakte hain kyunki jab Ham small lot size ko use karte hain to hamen trading mein loss aur profit bahut hi kam hota hai isliye hamen long term trading kar sakte hain aur long term trading se Ham bahut hi achcha profit Kama sakte hain hamen small lot ko use karna best hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Kam lot size sy long term trading karin

      hun ager hum kum lot size se trading kerty han tu is se humain mentally tore pe tention nhi hoti tu is se humain ya faida hota ha k ager humarai ya trdae chahay jitna bhi din lagi rahy tu is se humain bht bara loss nhi hota is liay ager humari ya trdae thory profit main hio tu mazzed profit k liay usy close nhi ker daina chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Kam lot size sy long term trading karin

        Dear forex trading men small lot k sath trading karna sub se best trading strategy hoti hey kiun k bari lot k sath acha profit tu milta hey lekin jaldi account wash bhi ho jata hey iss liay apnay balance k hisab se lot size select karen aur koshish karen small lot k sath trading karen tu account bhi safe rahta hey aur long term trading kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Kam lot size sy long term trading karin

          Jab ham bari lot use ker ky trade open kerty hain tou hamara account kabhi bhi wash ho sakta hai lekin agar ham small lot use ker ky trade continue kerty hain tou hamara account long time ky liay run kery rehta hai so hamain kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay taky hamara account kabhi bhi wash na ho saky
          • #6 Collapse

            Re: Kam lot size sy long term trading karin

            Yes kam sy kam lot sy pehle trade open karni chahe, kiu k pehle trade k loss ma jany ka andesha bhot hota hai, agr ye loss ma chali jae to phr tori bari lot sy dosri trade open kar leni chahe, agr ye b loss ma chali jae to 3rd trade tori or bari lot sy open kar leni chahe,
            • #7 Collapse

              Re: Kam lot size sy long term trading karin

              gee han bro is business main agr acha profit hasil krna hai tu trading main kam lots se longtrem trade open krein ap ko acha profit hasil ho ga is main hume daily kam krna hota ha is liye hum eik dinn main ameer nai ban sakte hein hume samjdari se kam krna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Kam lot size sy long term trading karin

                forex aik trusted business hain ham is main live trading karty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky achi lot laga kar long term main trading karni chahey pher hi ham kamybai hasil kar ky acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kam lot size sy long term trading karin

                  Agar Ham chahte Hamen achcha Sa Yahan per fayda Hasil ho jaaye To Ham hamesha Yahan per lot size hamesha small rakhen Tu hi good Success asaani SY Hi Hasil pak Forex trading business Say Ho gi pak forex trading business all world mein bahut Hi zyda famous business hy yahan Lot Size Kaam Rakh k Hi good profit earn asaani sy kar Sakty hein pak forex trading business men Khoob Dil Say hi Kaam karein
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam lot size sy long term trading karin

                    Ji bilkul sahi kah rahe hain aap Hamen chahie ke Ham kam lot size long term trading Karen long term trading bhi Ham kar sakte hain aur short term trading bhi kar sakte hain per aap apni situation ko Samjho aur Usi hisab se aap trade lagaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam lot size sy long term trading karin

                      ji ap bilkul thek baat kar rhi hai ham ko mchahi hai k ham hamesha long term traiding kary os main ham bahot hi chota lot size rkhy is trha agar ap chota lot size ka istaml karty hain to ap ik long term traiding kar skty hain or ik acha paisa kama skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam lot size sy long term trading karin

                        G haan dear kam lot lagane se agar Ham long term trading Karte Hain to is.se fayda hota hai kyun ke kam lot lagane se Hamen acha profit Milta Hai lekin woh kam lot long term trading Mein kam aati Hai Hamen koshish Karni chahiye ki Ham analysis karne ke bad hi trading Karen kyun ke Jab Ham analysis karne ke bad trading Karte Hain to is se fayda yah hota hai ki Hamen acha profit Mil jata Hai Aur Hamen apni lot kam se kam hi rakhni chahiye kyun ke kam se kam lot lagane se hi fayda hoga zyada aur iske sath sath Hamen mehnat Karni chahiye mehnat Karne Wale ke dar bahut jaldi successful hote Hain Jab trader Forex main Zyada hard working Karta Hai Aur Dil laga kar mehnat Karta Hai to is se trader ka bahut zyada fayda Hota Hai minimum Lot lagane Se Hi acha profit Milta hai aur analysis Karne Se zyada acha profit Milta Hai market ki knowledge Hamen analysis karne se aati hai isliye Hamen analysis karne ke sath market ki learning Karni hogi market ki kyon ke trend ki learning bahut zyada zaruri Hoti Hai Forex trading mein zyada hard working karna hamare liye faydemand hota hai Hamen Zyada learning karne ke sath struggling Karni chahiye kyun ke yah sab hamare liye bahut zaruri hoti hai kamyabi ke liye agar Ham zyada mehnat Karte Hain to is se fayda hota hai Forex trading mein zyada hard working Karne Wale trader hi Kamyab hote Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam lot size sy long term trading karin

                          bilkul market ke situation ko dekhna chahie long time frame main market ko analyses Karen aur kaam alert select Karke market Mein long term trading hi Karni chahie jyada vyast rahata hai agar market profit Mein Jaati Hai to profit best nikal aata hai long term trading hi Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam lot size sy long term trading karin

                            Agar aapane long treat karni hai to vah chhota wala yunhi aapko karna padega agar aap aise nahin karoge to aapko kafi problem ho sakti hai Kyunki bade volume ke sath se loss nahin hoga to hi aapko benefit hoga lekin yah market hai yahan per last Hota rahata Hai to Agar aapko Ek gilas Ho Gaya to aap account wash ho sakta hai isliye bahut itihaas se kam karna hai agar aap Achcha kam karoge to hi aap Kamyab Ho jaaoge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam lot size sy long term trading karin

                              dear ap ne thek hai forex bhot hi acha beznes hai hum es mein poper kam kar saktye hain forex aik tursed bezness hai hum es mein uqe qulite kai poest karye hum es mein menhat se aur dil laga kar kam karna cahyee dailye ka kam dailye compelete karna cahyee forex sab bezness hai hum es mein ache poest karye gaye to acha boness hasl kar saktyee hain es mein konwalge ka hona zarori hai forex bhot hi acha bezness hai es mein poper kam karna cahyee ghar beth kar ezye ho kar kar sakhyte hain hum 24 gantye mein kais bhi time kam kar saktye hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X