threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon
    forum pa threads ki quantitypoori krnay ka koe fayeda naen ha apkay threads ka apko fayeda tub ho ga jb apkay threads forex sa related informative hon aur apko ziada thanks milen to apko thread pa achha bonus milay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

    G han dear ap ki baat bilkul thik hy hamin forex min thread ka tab faida hasil hota hy jab thread achi aur informative ho jis lia hamin forex min kab bhi koi thread kia jay os ko acha aur informative karny ka lia hamin os min ziyada sy ziyada acha kniwledge aur experince ko saher karna chaye his sy forex min kaam akrny waly member ko bahut ziyada faida ho saky aur hamin is par hi post ka reply karna cahe jis sy hhm forex min acha boness hail kar sKin gy
    • #3 Collapse

      Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

      G dear apne sahi kaha agr hmri thread achi quilty wali hogi to hmen iska bht faida hoga ik to hmen thanks milen gi aur hmri. Thread pr rply bhi zyda milen get hmen forex SE related information wali thread aur post krni chahie hm bht faida goga
      • #4 Collapse

        Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

        Pak Forex forum mn thread Karny ka Asal maqsad achi information gain kran hy achy experience aur knowledge ko share kran hy agr hum Pak Forex forum mn Thread create kr rhy hain tu quality wali honi chahiye achy experience aur knowledge wali information share krni chahiye jis sy new Mamber ko guidance mil saky hum ko chahiye ky Pak Forex forum mn mhnat sy Kam Karen mhnat hy tu kamiyabi hy otherwise na mahnat na kamyabi
        • #5 Collapse

          Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

          bhai is sy aik to yh hota hy kh thanks ziyada milty hn dosra yh kh junir members ko kuch seekhny ko mil jata hy is liay hmain chahiay kh hum jo bhi thread karin ya posts wh forex sy related honi chahin q kh is sy threads delete nh ho g or bhai jo new members hn wh to senior members ki posts or thread sy apna knowledge gain kerty hn is liay hmain un ki madad lerni chahiay
          • #6 Collapse

            Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

            tabhi fayda tab hoga aapko Jab aap. informative post karoge Jab aapki post Mein Koi knowledge hoga Jab usmein Forex se se related koi baat hogi tab Sab logon Ko sirf benefit hoga to tabhi aapko thanks milenge aapke quality pahunchi hogi aur aap ko bonus milega isliye apni quality ko improve karne ke liye kam Karen Jab aapke quality improve hogi to aapko bola sachcha milega isliye mehnat hai lekin aapko profit Bhi milega
            • #7 Collapse

              Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

              Aapki baat bilkul theek hai Forex Mein kam karte hue Hamen thread karne ka fayda use waqt hota Hai Jab Ham Koi form se related informative thread karte Hain aur form se related Koi knowledge ya koi experience share karte Hain to hi hamare thread ka hmein fayda hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                G han dear ye bat tu hai kay ap ka threads bhi tabhi acha hota hai jub us mai kam ki bat hotye hai aur forex kay barye mai information hotye hai tu ap nay kam karna hai tu ap jo bhi thread kartye hain wo forex kay barye mai karain gaye tu ap ka es mai faida ho ga warna tu ap ka es mai faida nhi hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                  g haan aksar members asa karthqy hay k oskay saarqy threads aap ko genral topics pqr he nazar aayengay tho plz asa na karay is may asay threads kia karay k jis may kise pair k related ya per market k up and down k related descussions ho thake kise ko tho koi faida hasil ho sakay our kisr k knowledge may izafa ho sakay.
                  • #10 Collapse

                    Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                    Salam all forex members han g ap ki baat bilkul tk h my ap ki baat sy agre karta ho hmy threads lagany ka faida b tb hta ha jb hm forex k related hi koi information share karty hy hamare fazol threads waste ho jati hy r hmy asa nahi karna chahiy jb hm forex k related koi nolig share karty hy to members ki b help ho jati ha r st st hmy achy likes b mlty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                      G han dear ap ne bilkul thek kaha hy forex business mein threads ya posts kerne kilye knowledge ka hona bhot zrori hy ager ham forex mein threads informative kerte han go wo forex se related hoge to hamain zror acha fiada dey fe wrna kabi bhe nahi dey es liye hamain hardworking kerne kilye mehnat or homat se kerna hoge
                      • #12 Collapse

                        Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                        Thread ka faida is wakat ho ga jab hum is k andar information share krein gy dear forum pr posting ka asal mqsad ye hy k zyada sy zyada information ko share kiya ja saky humy aisi thread krni chaiy jis sy dusey logo ko bhi faida ho aur voh bhi acha knowledge hasil kr saky agar hum achi quality wali post aur thread nhi krein gy to voh delete hi Jay gi
                        • #13 Collapse

                          Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                          Assalamu Alaikum Subha bakhair Muhammad karta hun ki aap sab theek thaak Honge ji han friend aap bilkul theek kah rahe hain thanks ka bhi fayda tab Hota Hai Jab Forex form related baat ki Jaaye Ham Forex forms ke Hawale Se Hi batchit Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                            forum pa threads ki quantitypoori krnay ka koe fayeda naen ha apkay threads ka apko fayeda tub ho ga jb apkay threads forex sa related informative hon aur apko ziada thanks milen to apko thread pa achha bonus milay ga
                            aap hi kah rahe hain threads ka fayda hai lekin is bar rules mein change kar diya Gaya hai jis per 3rd ka balance khatam kar diya gaya agar aap rules Gori doubt karenge to pata chal jaega 3rd Karne se bole nahi milega post ki quality ko achcha karne se hi bonus milega koshish karen posting ki quality ko beta keh Dena ek bar bar thread Karen.....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: threads ka bhi fayeda tub ha jb forex sa related informative hon

                              Je han brother hamari threads bhe us wakt kamyab hoti hain jab wo forex say related hoin or hum ko bonus bhe usi wakt milta ha agar hum threads ko forex say related nhi kartey to hamari threads delete ho jain gey or hum ko forum say bonus bhe nhi miley ga is laiy hum asa Kam Karain k jo related ho forex say

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X