weekly or monthly target ko kab set karna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    weekly or monthly target ko kab set karna chahey
    hamy month ky start main kam or time ke planing kar lyne chahey or pher is ky hesab sy month ky end tak kam karna chahey pher he hum target ko asane sy pora kar sakty hain hamy is main meyare kam karna chahey ta ky hamary joiner ke hosala afzaye ho jay or hum thanks be hasil kar saky thanks ka hamy alag sy bonus milta hain hum gar bath kar is mai online kam karty hain or dollar kamaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

    monthly tu nahi balka weekly hum set kar sakt ahain kiun ka weekly hum aram sy set kar sakta hain is lia dear jub weeken ho market close ho tu hum log aram sy market ko dahk kr weekly target set kar sakta hain or accha kam kar ka apna target ko set kar skata hain is lia weekly target ko lazmi set karian ta ka bahtreen return mil skata hai
    • #3 Collapse

      Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

      hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apna life sle chage kar sakty hain ham is main apni marzi sy day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi s raat main be kam kar sakty hain ham isy apna life tiem pofessioal be bana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

        Jab ham forex market main long term trade ker rehy hoty hain tab tou hamain weekly bhi aur monthly rather bhi week ky start main aur month ky start main set kerna hota hai tab hi ham apni target ko achieve kerny ky liay koshish kerty hain lekin jab ham sirf bonus account sy trade ker rehy hoty hain tou hamain sirf daily ka target set kerna hota hai monthly ka ya weekly is target ham set nehi ker sakty
        • #5 Collapse

          Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

          G bhai apne aik acha swal pocha hy jika m apko batana chahye hun k ap sab se pehle apna daily ka target set kren gy to apko weekly ya monthly k target ki zarort he nahi aye gi q k monthly ap jiytna kam kr skty hu lakin jab ap daily ka kam daily kri gy to us ke liye kli masla bhi nahi apko aur ap kamyab bhi hujao gy is liye apko chhaye k daily kam kren aur usi ko set kr den tao apko koi masla nahi huga
          • #6 Collapse

            Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

            Dear friend g han ap theek kah rahy hain k hamain forex forum main kam krnay kley hamain monthly target set krna chahay hamain forex forum main acha aur high quality Walla kam krna chahay q k forex aik acha business hy yeh achi earning krny ka acha zarea hy
            • #7 Collapse

              Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

              Weekly aor monthly target ko her Maah ka Start Mein Mein Hi set kar laina chahhye iss say Say Asaani sy acha target chaase ho ga aor Hamra kam acha sa ho ga pak Forex trading business bhot acha business development yahan Week mein aik Planing Say Hi Kaam karein iss Say hi Kaam ki Speed achi rahy Gi aor kaam acha Sa ho Ga apr Acha Sa Bonus Hasil ho jay ga
              • #8 Collapse

                Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

                Dear friend ap ki baat bilkul sahi hain forex main acha bones hasl karna hain to monthly traget sat karin or forex main kam karny ka time tabil bana chahey or daliy ky base pr posting ki limat ko pora karin or apna kam waqt pr karin forex ky reletad knwoallge or information share karin ta ky ap ko bhot acha bones mily or ap achi earning kar saky or kamiyab ho saky is liy forex main ziyda sy ziyda mahnat karin or apna traget pora karin
                • #9 Collapse

                  Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

                  G han dear ye bat tu hai kay ager ap es mai wewkly aur monthly target set kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay ap es mai khean na khean say kamyabi hasil kar laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam jari rakhain aur es mai apna target set rakhain wewkly aur monthly dono ka
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

                    Assalam.o alaikum.all dears friends main krta hn apnkhairiyatt se hongy,hamein.month ke start hy hi apne work ke planing kr.leni chahye aur usii ke mutabiq hamen work krna chahye a tahke ham apne torget ko asani.ke sath pora kr saken .Forx me jtna hoske qualty aur mehnt se km.krna chahye jtna ziada mehnt krengy hamen otna faida hasill hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

                      aapke pass is month Mein next month planning honi chahie tab aap aise karoge to fir aap ki planning acchi hogi aapko loss nahin hoga aapko bonus milega aap trading kar rakho main aapko Achcha Kam Karne Ko Mil jaega Aur planning aap sirf aur sirf experience per kar sakte ho Agar aapke pass experience hai to aap kam kar sakte ho otherwise aap. Hi aisi planning wala Kam nahin kar sakte Kyunki aapke pass Kuchh Bhi knowledge nahin Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: weekly or monthly target ko kab set karna chahey

                        Agr hum Pak forex forum par Kam krk zeyada profit hasil krna Hy to hum ko ek target bna Lena chahye es se hum zeyada bounce hasil KR sakte Hain qk jub hm target bna lete Hain to phir hum ko maloom hit Hy k Etna Kam abhe krna Hy to wo Kam asni se KR lete Hain target se hum ap a Kam daily KR sakte Hain asani se
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadfaheem پيغام ديکھيے
                          Agr hum Pak forex forum par Kam krk zeyada profit hasil krna Hy to hum ko ek target bna Lena chahye es se hum zeyada bounce hasil KR sakte Hain qk jub hm target bna lete Hain to phir hum ko maloom hit Hy k Etna Kam abhe krna Hy to wo Kam asni se KR lete Hain target se hum ap a Kam daily KR sakte Hain asani se
                          sub sy acha hai ap ka target monthly hona cheye. us ka faida ap ko yeh hota hai kay ap asani sy apna target month kay end pay pura kar laity hain. jab be ap koi target set karain us mai 2 cheezain bhout zarori hoti hai aik tu ap ka trading experience zarori hai or sth main ap ka capital acha hona cheye. jab yeh dunu cheezain ap kay pas hogi tu ap apni trading mai achy sy capital or experience ki madad sy achi earning or apny target ko asani sy pura kar kay faida hasil kar sakty hain. bus ap apny trading ka review sath sath kar kay apni trading skills ko strong kar kay earning ko zaida be kar sakty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            ### Weekly Ya Monthly Target Ko Kab Set Karna Chahiye?
                            Trading mein targets set karna ek ahem strategy hai jo aapki performance aur profitability ko behtar banata hai. Weekly ya monthly targets ko sahi waqt par set karna aapke trading success ke liye bohot zaroori hai. Aayiye, is pehlu ko detail se samajhte hain.

                            **1. Trading Plan Ka Ahem Hissa:**
                            Targets aapke trading plan ka ek aham hissa hote hain. Jab aap trading shuru karte hain, to aapko apne goals aur objectives ko clear karna chahiye. Isse aapko pata hoga ke aapko kis direction mein jana hai. Weekly aur monthly targets aapko focus aur discipline rakhne mein madad karte hain.

                            **2. Market Analysis Ke Baad:**
                            Weekly ya monthly targets set karne ka pehla qadam market analysis karna hai. Aapko market ke trends, price movements, aur economic indicators ko dekhna hoga. Jab aap in factors ko samajh lete hain, tab aap realistic aur achievable targets set kar sakte hain.

                            **3. Personal Trading Style:**
                            Aapka trading style bhi targets set karne mein role ada karta hai. Agar aap day trader hain, to aapko weekly targets set karne chahiye jo daily performance par adharit hon. Waise hi, agar aap swing trader hain, to monthly targets aapke liye behtar honge, kyunki aap zyada time frame par analysis karte hain.

                            **4. Risk Management:**
                            Targets set karte waqt risk management ka khayal rakhna bhi zaroori hai. Aapko yeh samajhna hoga ke aap kitna risk lene ke liye tayyar hain. Is hisaab se aap apne targets ko adjust kar sakte hain. Agar aapka risk tolerance zyada hai, to aap higher targets set kar sakte hain, lekin isse risk bhi barhta hai.

                            **5. Progress Tracking:**
                            Weekly aur monthly targets ko set karne ke baad, aapko apne progress ko track karna hoga. Yeh dekhna zaroori hai ke aap apne targets ki taraf kis tarah se badh rahe hain. Agar aap apne targets achieve nahi kar rahe, to aapko apne strategy ya targets ko adjust karne ki zaroorat hai.

                            **6. Flexibility:**
                            Targets set karne ke dauran flexibility ka khayal rakhna bhi ahem hai. Market conditions kabhi bhi change ho sakti hain, isliye aapko apne targets ko adjust karne ke liye tayyar rehna chahiye. Agar market bullish ya bearish ho jaye, to aapko apne targets ko accordingly modify karna hoga.

                            **Conclusion:**
                            Weekly ya monthly targets set karna trading ki duniya mein ek zaroori amal hai. Yeh aapko focus aur discipline rakhne mein madad dete hain. Market analysis, personal trading style, aur risk management ko madde nazar rakhte hue targets set karein. Apne progress ko track karein aur zarurat parne par targets ko adjust karne ke liye tayyar rahen. Is tarah aap trading mein behtar results hasil kar sakte hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X