Market ki movement ko samjo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement ko samjo
    Agar aap ek Achcha trader banana chahte ho to uske liye aapko forex market ko acchi Tarah Se samajhna Hoga aur iske liye aapko market ka acchi Tarah Se knowledge or experience karna hoga iske liye aapko daily basis per acchi Tarah Se practice Karni Hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement ko samjo

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arsall پيغام ديکھيے
    Agar aap ek Achcha trader banana chahte ho to uske liye aapko forex market ko acchi Tarah Se samajhna Hoga aur iske liye aapko market ka acchi Tarah Se knowledge or experience karna hoga iske liye aapko daily basis per acchi Tarah Se practice Karni Hogi
    Jo mrkeet ki mvmnt ko smjh jata hai woh hmesha mrkeet se profit hi gain krta hai loss bht km dkhne ko milta hai usay islye apko b chahye mrkeet ki mvmnt ko smjhenn...
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement ko samjo

      G haan billkul forex ma ak kamyab trader wohi hota ha Jo market ki moving ko smuj kr trading krta ha keon ka jb tk trading ma AP ko market ki moving ka PTA nhi ho ga tu ham kamyab trading nhi KR sakta AP jb market ko analysis kran to strong analysis Kia kran
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement ko samjo

        G dear humein market movement ko baghor mushahida krna chahiye jis sy hum market movement ko samjh saken gy aur apni trade ko munafa bakhsh bana sakein gy. to market movement sy kush ko updated rekhen aur har khaber par nazar rekhein takeh ap ek achi trade lagany ky qabil ho sakein.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement ko samjo

          agar hum market ke movement ko samjna chaty hai to is ky liey knowledge or experience ke zarorat hote hai hum experience ke bena par har kam kar sakty hain hamy experience hasil karny ky liey demo practice ko chose karna chahey forex main kam karny ky kush rules hoty hain hamy rules ko kabe be ignore nahe karna chahey forex all world main pahl cuka hai
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement ko samjo

            Ji bilkul aapane sahi kaha hai ki market ki movement ko Samjhana bahut Jaruri hota hai isliye Ham Sab Ko daily basis per market ko Chitra se analysis Karte Rahana chahie tha kya market ke movement ko Chitra se samajh sake
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement ko samjo

              market ki movement ko samjhaa koi ahsan kam nahi hai is ka lia kafi mahant or time chaya is lia market ki movement ko samjo or acchi income kamao kiun ka market ki movement ki agr samaj ah gai tu hum ak bahtren trade open kr sakain gain agr nahi tu kabi bi acchi entey market mia nahi la saka gain or na huma accha munafa hasil ho ga jis sy hum satisfy ho sakain is lia market ki chal.ko smjhana hi analysis mai ahta hai
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement ko samjo

                Forex trading me trade karte waqt main market ki moment ko check karna chahie agar market ka trend by hai to hamen bike ki entry leni aur sal trend hai 2 sal ki entry leni chahie jisse hamara last kam ho agar Ham trade train wali market mein karte Hain to hamen sabar se kam len trading mein emotion control karne wala person kamyab hai .
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement ko samjo

                  Jo bi hm kam krty hy market main us kam ka pata hona chay kh kitan hy kasa hy aur kia ho ga ku kh ek choti choti chezy hoti hy jo hm log krty hy agr hm mhnat krty hg to us kly kamayb bi hoty hy aur ya sb hmri mhnat ka ek hisa hy jab tak hm mhnat ni kry gy to kabi kamayb nai ho pay gy es ly apni market main hony wali movemnt kk samjy..
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement ko samjo

                    G bhai sai bat bat ki hy apne hemn market ki analysis krna chahye aur usko smjnna chahye k kis traf konsi market ki ziada hu gi kiski km hu gi is k liye hemn chahye k jitna hu sky bht ziad amehnat kren aur kam ko acha kren tab he ja k hmen bht ziad afaida bhi huga aur hm kamyab bhi hu sken gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement ko samjo

                      G han Bhai pak Forex trading business men Markeet ki Movement Ko Smjhna chahye pak forex trading business men Trade lagayen Tu First of all ap Markeet ki Movement ko Smjh kar Hi lagayen Iss say ap kp loss Nhi Ho Ga ap ko Acha Sa Faida Zror Tab hasil ho Ga jab ap Pak forex business men Markeet ki Movement ko Smjh kar hi Trad lagayen Gay Pak Forex trading business men achi Maloomat Markeet Pak forex business ki Hi Laina chahhye Tu Hi Good Success asaani SY Acha Hasil ho Jay gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement ko samjo

                        Assalam alaikum all dears members main umeed krta hn ap khairiyat se hongy,g han ap sahi keh reh hn pehly market ki movement ko sjmna zrori hy wrna hame loss hne ke chance hote hy hame market ki movement sath hi chalna chahye jitna hoske apne work ko achy treeqe se kren jis se hame fiada bhi pohnchy aur nuksan bhi na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement ko samjo

                          Gee han hum ko market ko movement ko samjhna chayie sari trading main profit b movement par ho ga agar hum ko market ko movement ko sikhe gai samjhe gai phir hum ko pata chal jay ga kisi pairs main acha profit ho sakta hai kahan par nai phir hum thik waqat par trade open kar k acha profit bana sakte hai aisa karnay se hum ko market ko analysis karnay ki b need nai rehty chart ko daikh kar andaza ho jata hai profit hona hai ya nai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki movement ko samjo

                            Ik acha or kamyaab trader banny k liey zaroori hai k market ki movement ko samjny k liey learn kia jaey or har trade jo lagai jaey wi logical ho.proper planning k saath he kaam kia jaey. Forex trading main hum apny seniors k experience sy b faida utha sakty hain. Naye logon ko experts k analysis read krny chahien or kisi b pair ko trade karny k liey final decision leety waqt sab levels decide kr k enter hona chahiey.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X