Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor
    Dear traders trading mein sab se important factor ap ka confidence hai. Confidence aik aisa antidote hai jo ap k andar se fear aur gread ko khatam karta hai. Yeh aik natural cheez hai keh jab ap trades win kar rahy hoty ho tu ap mazeed win karna chahty ho aur jab ap loss kar rahy hoty ho tu ap k andar fear paida ho jata hai aur ap panic mein aa k ghalt trades open kar laity ho jiss se ap ka account wash ho jata hai. Tu aik trader ko loss karny k bad bhi apna confidence loose nahi karna chahye aur usy chahye k wo har surat acha perform kre.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے

    Dear apne thk kaha hai...trading krte waqt ap hmesha confident hona chahye ta k apko himmat milti rhay r ap kbhi b ghabraye na r drna bnd krden loss hota h to apko chahye dren na Ap zyda c zyada seekhen ...
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear traders trading mein sab se important factor ap ka confidence hai. Confidence aik aisa antidote hai jo ap k andar se fear aur gread ko khatam karta hai. Yeh aik natural cheez hai keh jab ap trades win kar rahy hoty ho tu ap mazeed win karna chahty ho aur jab ap loss kar rahy hoty ho tu ap k andar fear paida ho jata hai aur ap panic mein aa k ghalt trades open kar laity ho jiss se ap ka account wash ho jata hai. Tu aik trader ko loss karny k bad bhi apna confidence loose nahi karna chahye aur usy chahye k wo har surat acha perform kre.
      Yes ye dono Chezn so ko is me lazmi apnu control me rakhan zaorri Hy hen aik emotions aur dosra khud no mently relax ho skr tradign krna yahi dono chezn ASI hen Kay AP ko is me bajay is Kay profit deny Kay mazed loss me lay Kar chali jati hen is leya koshsih krn acha kren mehant sy kren
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

        G haan billkul forex trading ma jb AP mentally AP ko fresh hona chahia keon ka jb AP trading ma fresh mind sa Kam kran ga tu pr hi kamyab hon ga or jb bi trading kran apna AP pr control KR ka jald bazi nhi hona chahia trading ma
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

          Trading ma ap ko do conditions ka samna hota hy ya to ap ko faida hasil hota hy aur ya phir ap ko nuqsan hota hy. In dono conditions ma Jo do cheezain bahut ziyada importance rakhtti hain WO hy ap ka mind aur ap ki emotions agar ap in dono ko control ma lakho gay to hi ap acha trader bn saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

            mently tor par fresh ho kar he hamy forex main kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or apne needs ko pora kar sakty hainagar hum kese be waja sy paryshan hain to hamy trading ko chor dyna chahey or cool mind sy is mai kam karna chahey hum din main be trading kar sakty hain or hum rat main be trading kar sakty hai hamy meyare trading karne ho he
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

              Trading main aapko Hamesha Apne motions per control Rakhna chahie kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Kyunki Jab aap Pareshan Apne motions per control Nahin rakhte Hain To aapko se bahut jyada jaldbaji honi start Ho Jaati Hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

                Jee haan Loss aur Profit to zindagi ke hisa hain. es liye Loss say ghabrana nahi chahye aur Profit per zyada khush nahi hona chaye. Q ke Loss ke baad he hamain pata chalta hay keh hum say kiya mistake koie hay aur Profit per jab zyada khushi ho to hum jazbat ke hatho main aaker phir LOss ker bethatay hain. Es liye Business ko business samjh ker aur Hazir Dimaghi say kerna zarori hay. Jazbat ka koie kaam nahi hay business main.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

                  Forex may successful hony kay liy sub say zaida important factor hy kah app kaisy apny emotions ko or mind ko control kerty hy. Ager ap kay a der ya self control ki ability hy to app achy trader ban sakty hy. Because aksar hum zaida lalach kay chaker may account wash kerwa laity hy kio kah apny lalach pay control nahi hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

                    ham is main live trading karty hain hamy forex ko achy sy samaj kar is ky ules ko follow kar ky main achi or mayari trading karni chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hainn or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is man part time be kam ka sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

                      forex aik acha business hain hum is mai live trading akr ky ache earning gan kar sakty han hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik best business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai free acciount bana kar be kam kari skaty hain is jasa koi or business nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

                        hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehasnt sy trading karni chahey pher hi ham kamabi hasil kar sakty hain or acha prifit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time able bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business haimn
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein Aik bahut hi important mental aur emotional factor

                          Han g asa hi ha apki abi bat teak ha ky humra is forum sa emotional or mental factor hota ha qky jab humy success hoti ha to tab humy bht khsuhi hoti ha lkn humy loss ho to iska humy dukh hota ha to huny chaiya ky hum forex pa mehnat karyn or soch k kam layn

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X