Dear dear trading ka record na sirf ap ki trading ki information ap ko batata hai bel k ye ap ki performance ko bhi kafi had tak berhta hai. Ye ap ko batata hai k kon c trade kay liye ap ne kon c planning ki thi aur ap ko kon c karni chahye thi. Ap ki planning aur trading style ko strong banata hai ap es se bahut kuch seekhty haen. Yeh ap ko batata hai k ap ne target kahan rakhty aur kahan rakhny chahye thy ap ne entry ghalt kon c li aur thk kon c. Es liye trading journal rakhna bahut zaruri hai es ko apni trading mein implement karaen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим