Apney kam ko jaldbazi main na Karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apney kam ko jaldbazi main na Karain
    Je Han friends hum ko apney kam ko jaldbazi main nhi karna chahiay q k jaldbazi main hum loss karwa betthey hain or hum ko nuksan ka samna karna pharta ha is laiy apko Sabar or hosley say kam karna chahie ta k hum apney kam ko sahi or achey treekey say kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

    yes dear Ramya apne kam ko jaldbaji mein nahin karna chahie kyunki Jab Ham jald Mari karenge to hamen market mein jyada nuksaan hone ke chance a jaen isliye hamen jaldbaji mein Kam nahin karna chahie forex market mein trading karte ho batao aur ghane karne chahie forex market mein kabhi
    • #3 Collapse

      Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

      Ge ha forex member hume chaya ke treading karte waqt jaldbazi nahi karna chaya aur is ke lya hume chaya ke hum market ke analysis kare jitni zayada analysis kare ge itni he acha success hasil kare ge
      • #4 Collapse

        Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

        dear friend hr kam mn jald bazi sa hmesha nuksan he hota ha jis trh trading mn jald bazi krnay sa loss hota ha usi trh forum pa posting mn jald bazi krnay sa achha bonus naen milta keun k jald bazi mn posting mn bahot c mistakes ho jati hn jis sa posting ki quality achhi naen rehti isliay forex mn jald bazi bilkul naen krni chayay
        • #5 Collapse

          Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

          G bilkul main apki is baat sy bilkul agree krta hoon keh hum ko apny kaam ko kar ny mein jald bazi sy kaam nhi lyna chahiye. kyun keh jaldbazi mein kiya gaya kaam bilkul perfect nhi hota aur ghaltiyon ky kafi ziyada chances hoty hain to hamein apny kaam ko quality par krna hai na keh ghaltiyon sy bhara.
          • #6 Collapse

            Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

            G han dear bilkul apne kam mein kbi bhe jaldbazi nahi kerni cheye jitna ham forex business mein mehnat or himat se kam kerte han to zror kamyab bhe hote han forex business aik kamyab business hy jo hamain learning kerte han to zror achi earning bhe zror milty han
            • #7 Collapse

              Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

              Rice trading mein kam jaldbaji mein Na Karen Jab ek trade ne soch samajh ke lagaen aur trade karke vate Karen Jab market mein matter to set Karen .Apne time par pora focus Karen . Jis say aap ku kamyabi Jo .
              • #8 Collapse

                Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

                agr ham is mai jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain hain or ho sakta hain ka hamar account be wash ho jaye hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam ka sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

                  G dost thek kaha hame kabhi bhi apne kam me jald bazi nahi karny chahiye jald bazi se hame hamesha loss he ho sakta ha jo log Sabar ke sath kam nahi karte aur jald bazi se kam karte ha un se apne kam me mistakes ho jaty ha aur in mistakes ki wajah se unko loss he ho sakta ha agar ap acha kam karna chahte ho to apko Sabar ke sath kam karna pare ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

                    Koi bhi kam hai usmein to baat hi nahin Karni chahie to Ke Jab aap Kisi bhi kam Mein chaprasi karte hain to aapko love hota hai isliye aapko kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie balki Hamesha confidence ke sath Baat kyon karte Rahana chahie aur Sabra ke sath working Karni chahiye Kyon K Shabd se working karne wale log Kabhi Kamyab Hote Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

                      Ham jitna jaldi badi ka kam karenge utna hamen loss ho honga Kyunki Jab Ham emotional kam karte hain emotional decision lete Hain to vah. Kabhi Bhi Hamare hath Mein nahin aata kyon ki Ham Achcha decision be wrong kar dete Hain apni mistake ke liye isliye Achcha faisla Jo hota hai usko aapane hosle se bardasht karna hota hai, usko hold Karen aur Achcha kam Jo Kiya Hai uska fayda uthaen.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apney kam ko jaldbazi main na Karain

                        g han apne kam ko humesha sabar se keren kabi bi jaldbazi ma koi kam na keren kyun ke jaldbazi ma ager ap trading keren ge to loss bi ho sakta ha is liye soch samej ker sabar or sakoon se trade open keren planning ke sath kam keren jaldbazi keren ge to nuksan ho ga is liye soch samej ker kam keren taake ap loss se bech saken

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X