Trading limit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading limit
    Assalamu Alaikum dear Forex members Hamen chahie ke Forex jaisi risky market Mein Ek Din Mein Ek Hi trade open karne ka target Rakhe Chahe loss ho ya profit ek se upar trade Karne Ki Koshish Na Karen isase Hamen nuksan ho sakta hai aur Hamare liye Achcha knowledge Hasil karne mein problem ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading limit

    Koi limit nahe he Tradingggg ke==Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.===
    • #3 Collapse

      Re: Trading limit

      Assalam.o.alaikum
      G han ap nay boht acha sawal kia hay pakistan forex forum main trading ki koi limit nh hy bass trading k Doran hamain jaldbazi nh karni chahiye ziada lalach nh karni chahiye es sy hamain loss ho sakta hay...
      $#@#i Khan
      • #4 Collapse

        Re: Trading limit

        hum limit pure kary gy to hamy kamyabe hsal h jy ge forex aik acha business han hum is mai raat mai be kam kra sakty hain hum is mai din mai be kam kair sakty hain hum is mai bager pasiao ky accoutn bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading limit

          Main is forum pe new member hon aap ne sahi kaha k traders ko aik din mein sirf aik trade open krni chahiye agar aik say ziada trades open kreingy to unko loss k chances barh jaty hain is liye koshish krein over trading bilkul nahi kerni chahiye over trading say big loss aur account wash ho jaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading limit

            Ye traders pe depend krta hai woh kis tarah ki trading pasand krty hein agr secure trading krni hai aur agy barh k kamyab hona hai tu starting mein aik din mein sirf aik trade hi open krein kionkeh ye experience ka taqaza hota hai k ziada risk na liya jaye agr starting mein ziada profit k chakar mein over trading kr li tu account wash ho jata hai is se behtr hai aik trade pe guzara kia jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading limit

              Forex par humko limited trade is liye bhi lagani chahiye keh baaz dafa hum focus nhi kr paty aur baaz dafa hum ziyada profit ki lalach mein aajaty hain aur apni hadd cross kr jaty hain to humein trade ko start krny sy pehly he apni limits ko define kr lyna chahiye jo keh humein new trader hony mein kafi faida mand hogi.
              • #8 Collapse

                Re: Trading limit

                Daily basis per aap ko ektrit Jarur karna chahie baki sab Kuchh aap per hi depend hota hai ki aap ke andar Kitna stamina hai aur aap Kitni acchi Tarah Se working kar sakte ho toh aapka knowledge aur aapka experience Jitna Jyada strong Hoga aap utna hi jyada acchi Tarah Se trading kar Payenge aur aap utani hi jyada trade kar Payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Trading limit

                  forex aik wasee business hain is main unlimited log work karty hain ham is main live or sada urdu main trading karty hain hamy aik time table bana kr is main limite main reh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time pofessional be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading limit

                    G hn bhai trading limit ek time mn ek hi rkhni chahye warna to hmen loss hoga is lye trade ki limit hmesha ek hi ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading limit

                      Otherwise trading limit Nahin Hai jitni Marji trade kar sakte hain lekin Apna plan Hona chahie Ek Din Mein Ek Hi trade open Karni chahie market mein agar vah lost Deti Hai tab Bhi Agar profit deti hai to Abhi plan Banakar trading Karni chahie Jyada trading Karenge Ek Din Mein To Jyada loss hi hoga Ek Din Mein Ek trade Karni chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading limit

                        Vasy treading ko koi limit ni hti h hm jb b chahy tread lar sakty hy apny khd k analyses syy par market k kuch times asy hty hy jin my market fast hti h jb tread lagaty hy to profits aty hy hr vakt b tread kar sakty hy par ya h risq soch samj k planing k st tread hti ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X