Trade time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade time
    Assalamu Alaikum dear Forex members Hamen chahie Ke Jab Bhi forex market Mein Apni trade open karen to usmein ek time limit rakhen aur uske according apni trade ko chalne Den kabhi bhi apni trade ko close karne mein jald Bazi na Karen isase Hamen profit bhi Hasil Nahin Hoga Aur nuksan Ka Samna bhi ho sakta hai agar Ham acche trader aur expert trader banana Chahte Hain To Hamen time ko follow karna chahie aur apni trade ko 5 minutes se pahle close nahin karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade time

    :1f611: time pr trade profit yaqne bana dete he,,,Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.#$@@
    • #3 Collapse

      Re: Trade time

      hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss hoi ga hum is mai bager pasao ky account bana kra be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka sytem sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Trade time

        Aslam o alikum dear forex members forex forum par hum working kisi bhe wakt kar saktey hain q k forex business ik online or would ka kamyab business hai is laiy 24 hours main apko jis wakt bhe time miley ap asani say forex forum par apna kam mukammal kar sakte hain is laiy ap time table bana lain or us k mutabik kam karain
        • #5 Collapse

          Re: Trade time

          Assalam o alaikum mere piaarey dosto
          Dosto Pak forex trading ka time chuti ke ilawa dosto ham taqreeban 24 hours me marzi ke mutaabiq order open Kar sakte Hain lekin dosto hame chahiey keh ham market ki movent ko check Kar ke hi trading Kare tabhi dosto ham aek acha profit earn Kar sakte hain....
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: Trade time

            Dear trade ko time note kr k close nhi krna chahiye balkeh market ki movement ko note kr k close krna chahiye agr market favour mein ho tu trade ko chalny dein aur ziada profit hony dein trade ko jaisy loss mein hold krty hein isi tarah profit mein bhi trade ko kuch time hold rakhna chahiye tah k ziada profit mein trade close ki jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Trade time

              Trading ka koi bhi time nahin hota hai aap Kisi bhi time trading kar sakte ho so aap Agar Pakistan mein working karte ho to aapko koshish Karni chahie ki aap Sham 5:00 Baje ke bad trading kiya karo Kyunki jyadatar Pakistan mein Yahi time hota hai jismein aap acchi trading kar sakte ho aur yah Mera Apna idea hai
              • #8 Collapse

                Re: Trade time

                forex market hafty main 2 din bad hoti ham in din main trading kar sakty hain trade nahi laga sakty hamy market ky up or down ko dekh kar is main mehant orrsh mind ky sath is main trade lagani chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonsu hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade time

                  Trade karny ka best time kia hy aur trade karny k lye kin kin batun ka khial karna chye trade karny k basic rules kia hain aur hamen kesy pata chlye ga k kon c trade profit able hy aur kon c loss mn jay gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade time

                    hamy market ky up or down ko watch kar ky trade open karne chahey trade lagany ky be rules hoty hain hamy rules ko pora karna chahey pher he hum sahe trade laga kar acha profit kama sakty hai hamy market main trade lagany sy pahly is main pending order or stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account or balance ko wash hony sy bachta hain hamy is ko ignore nahe chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade time

                      Trade k liye time set na karen balky posting k liye time plan karen r usi time main posting karen to burden feel nahi hota r target bhi pora ho jata hai r trade k liye wo time set karen jab markete ki movement achi ho markete k trend ko dekhty huy hi trade ko close karen r open karen usi se trade profit main ati hai trend ko follow kerty huy trade hamy acha profit zaror deti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade time

                        Forex maie hm jis time marzi trade kry trade krny sy phly market ka trend zror dekh leya kry trade trend maie he kry tb he trade profit dy gi trend sell ha to sell k point sy trade sell ke ly or agr trend buy ga to buy ke trade open kry tb he profit mily ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade time

                          Trading ka koi khas waqt nahin hai aap kuchh chahie kya aapane usko follow karke trading Karen aur analysis karne ke bad trading Karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade time

                            Wa Alaikumussalam brothers, kisi bhi business mein time bohat ziada important factor hy. Forex forum pe hum jitna time detay hen us se hum experience hasil krtay hen aur seekhtay hen. Phir usi experience ko hum trade k time pe istimaal krtay hen. Agr hum drust waqt pe trade krein to kama sktay hen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade time

                              Bilkul market Mein Koi order place karte hain to use Kuchh time Chalte Rahane Dena chahie market mostly Dekha gaya hai ki pahle loss Mein Hi Jaati Hai emotional hokar members close kar dete hain lekin market ko Chalte Rahane Dena chahie Agar best trend main trade open hai to reverse Lekar profit Mein Jarur Aaegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X