Trading karte howe money ko management b kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte howe money ko management b kare
    Forex trading business risky business hai Business mein Ham aasani ke sath profit Hasil nahin kar sakte Agar Ham Chahte Hain Ki Ham is business Mein accha profit Hasil Karen To Hamen money management karna chahie money management Jab Ham Karenge To Ham is market Mein achha profit kar Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte howe money ko management b kare

    HDR aapki baat bilkul theek hai trading karte hue mananiy ko hamen management bhi karna chahie kyunki jab tak Ham money management nahin karenge hamen trading mein Koi Itna achcha profit nahin hone wala isliye hamen chahie ke Jab bhi Ham market mein trading karte waqt Dil mein khyal rakhen ke market ko time Dena chahie
    Last edited by ; 19-02-2020, 07:45 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte howe money ko management b kare

      han bhai hmain chahiay kh hum apny account balence ka hisab sy lot size use karin q kh ager hmary pass money managemnt ho ga to hum trading achi sy ker pain gy q kh money managment sy ki gai trade hmain loss sy bacha sakti hy hmain chahiay kh hum kam lot sy apny account ko safe rakhin
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte howe money ko management b kare

        forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy bage pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik internatioanl business hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte howe money ko management b kare

          Money Management buht hi important hai Forex trading main. Ye insan ki back boon jase hoti hai ye Forex ki back boon jasi hoti hia. Ager ap money management k rules ko follow karty hai tu pher ap wrong trades be lo gy to apko loss zyda nahi hoga ap ka account zero per nahi jaya ga. AP jase be trades lo gy apko profit mill hi jaya ga Is lia Money management ko zror follow karna chahai is main hum apne risk aur reward ko dakhte hai. Risk jitna low ho ga aur reward jitna high ho ga apko us main zyda fayda hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte howe money ko management b kare

            G haan piaarey dosto hame trading karte waqt saath saath money ko bhi manage karte rehnaa chahiey dosto hame profit hoo jaey to chahiey keh ham pehley usse withdraw karwa le aor baad me doosra trade open Kare....
            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte howe money ko management b kare

              ji bhai jaan ye baat apne bilkul theek baat ki hai humen forex matrkite mein tradinge kartre waqat apne bonuce ko bhi menaj karna chahey or apne bonuce ke motabik hi tradinge karni chahey or or hamesha hi kam lot size use karni chahey
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte howe money ko management b kare

                trading main money management sab sa important cheez hai. apny volume ko apny equty ko dakh kar he trade karna chaheyain. aur kam sa kam volume main single trade he karo us ko close kar k he koi aur ni trade ko open karo
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte howe money ko management b kare

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pares پيغام ديکھيے
                  Forex trading business risky business hai Business mein Ham aasani ke sath profit Hasil nahin kar sakte Agar Ham Chahte Hain Ki Ham is business Mein accha profit Hasil Karen To Hamen money management karna chahie money management Jab Ham Karenge To Ham is market Mein achha profit kar Sakenge
                  trading ky doran jo chez faida day sakti hai wo hai money management ager ap ko money management nahen ati tu koi bhi forex strategy ap kay kam nahen aye ge or na ap forex trading main profit bana saktay hain aik forex trader ko malom hota hai kay wo kitna profit kamanay ja raha hai kitnay risk utha kar..Lehaza ager ap forex trading main apnay ap ko kamyab daikhna chahtay hain tu ap money management ko kabhi ignore mat karian.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte howe money ko management b kare

                    Forex trading mein moneuy management jaruri hai karte hua Stop loss use karna chahie hamare pass jitni equity Ho usi hisab se trade Karen chote chote rafat pic Karen trade karte hua Star plus use Karen isase hamara capital save Rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte howe money ko management b kare

                      Kamyab trading karna chahte hain to money management ko follow karke Chale market ki moment ka koi idea Nahin Hota kab Kidhar movement Karya aur last date Agar money management ko follow karke trading Karenge to best Rahenge plan Ban Jaega Jo loss Hoga use different trades Meri cover Karke profit nikal Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte howe money ko management b kare

                        G bilkul bhai jan ap ny tk baat ki h my apki baat sy agre karta ho trading karty hoy hmy apny balnc ko yad kar k tread karni chahiy taky hamara acount save ray hamara account wash na ho hmy 100 dollar sy km balnck liy 0.01 lot size rakna chahiy hm jtna km lot rakyy gy hamare tread my zada profit ho ga r acount save ray ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte howe money ko management b kare

                          Forex may money mangment ki bohet ahmeat hy. Ya aik aisa skill hy jiss say app bohet bary loss say bach jaty hy. App ko mange kerna hits hy kah app ky account may available balnce kitna hy app nay us hisab say lot kitni lagani hy or kis jaga per loss stop use kerna hy or kitna profit earn kerna ho or trade close kerni hy. Ya sub mange kerna intahai zarori hy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karte howe money ko management b kare

                            ji han dear Hamen money management ke rules ko follow karte hue kam karna chahiye kyun ke Jab Ham trading Mein money management ke rules follow Karte Hain to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai trading Mein money management ko follow karna zaruri hota hai profit aur loss agar Ham money management ke sath maintain kar ke chale to Hamen zyada profit Hoga aur kam loss Hoga money management ke hisab se hi trading Kiya Karen kyun ke money management ki wajah se Hamara loss Nahin Hota Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader Kamyab hote Hain Jab trading Mein Ham Dil laga kar hardworking Karte Hain to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai aur iske sath sath Hamen stop loss aur take profit ko bhi use karna chahiye kyun ke iski wajah se bhi Hamen kafi loss aur profit Hamen maintain ho jaega koshish Karenge aap zyada mehnat Karen aur iske sath sari tools ko follow Karen aur sare rules ko follow Karen kyun ke kamyabi ke liye yah bahut zaruri hota hai trading Mein capital save rakhne ke liye stop loss aur take profit ka use zyada Kiya Karen kyun ke is wajah se aapko bahut zyada fayda ho sakta hai jo trader jitni zyada hardworking Karta Hai wohi trader Forex Mein itni jaldi Kamyab Hota Hai learning karna hamare liye bahut zaruri hota hai aur learning ki wajah se Forex Mein knowledge aur experience gain Karte Hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X