Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta
    Brother Mera yah Sawal hai Forex form mein jo member work kar rahe hain kya Forex unko Namaz padhne se To Nahin rukta Kyunki ham Muslim Hain Humko business ke sath sath Allah Tala ke Hukum ko bhi Ada karna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

    Nahi ager hum iss mya kamyabhi chtya hya to hum ko iss kay liya apna zada say zada time dena hota hya mager hum ko iss mya kuch time hum namaz kay liya bhi ada kar saktya hya hum ko buss isss mya 24 ganto mya 5 namazo kay liya seraf 2 gantya
    • #3 Collapse

      Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

      jab iss mein koi time limits hi nhi to yeh hamin kisi bhi kaam sey nhi rokta hy so ham ko chahiy keh ham iss mein jitna bhi kaam krein and achi quality ka krein baki life mein bhi kaam kerty rahin sath forex ko bhi join krerty rahin aour achi learninig bhi hasil kerty rahin iss mei ham part time kaam ker sakty hein aour acha profit bhi hasil ker sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

        ni forex hmen nmaz Ada krny s ni rokta q k is men kisi fixed time kam ni krna hota yahan mrzi s kam krty hn jb ap free hn Kam kr lain isi liay hmesha mehnt krain r kamyab hn jitna ziada mehnt krain gy utna ziada faida hoga hmen
        • #5 Collapse

          Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

          No dear hamy har sorat es business k sath sath apny social or personal life ko b zarur ley kar chalna chahe, namaz k time py namaz or family k time py family ko time dena chahe, har waqat forex ko sar par sawar ni karna chahe, kiu k kisi b chez ki zehadati bhot nuksan dey hoti hai,
          • #6 Collapse

            Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

            yaar agar aap namaz padhna chahte ho to aapko koi bhi nahin rok sakta, lekin agar aap nahin karna chahte hain to fir aapko shaitan hi rokega. Shaitan Ke alava Koi nahin rok sakta isliye. ine chijon ko Jahan Bhi likhkar nahin Karna chahie ki aapke personal mamla aate Hai aap in per discussion mat karo Aur Achcha kam karo quality ka kam karo Is Tarah ki post karne se aapko bilkul Bhi Koi benefit nahin milane wala Jo mujhe aisa lagta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

              YYY Kya Forex Humko Namaz ke time nahe karna chaye *** Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.(IIIII)
              • #8 Collapse

                Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                g nahi forex ma namaz ada kerne per koi pabandi nahi ha forex ma hum namaz ke liye aram se time nikal sakte hen kyun ke namaz sab se pehle zarori ha forex ma pehkle namaz ada keren phir kam keren taake ap ke kaam ma berket ho ager ap subah namaz ada ker ke forex ma kam keren to zyada acha ha ALLAH ap ke kaam ma berket dale ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                  Dear 24 hours hoty hain ap ky pass posting ky liye aur threading ky liye jis mein ap ny sirf 5 time namaz ada krni hoti hai ab jo forex ko reson bana kr namaz nhi ada krta to wo wesy bhi nhi krta mery khayal mein es sy best work ho he nhi sakta jo hamen timing apni marzi ki choose krny ki option dyta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                    Hello friends kaisy hain sab je friends forex hamain namaz prhne se nhe rokta and first of all yar koi hamain kusi chez se nhe rokta ye hm pr depend krta hy ke hm zindgi main kitni time kis chez ko daina chahye friends gorex ko time daina zaruri hy aur hamain chahye bhe ke mehnt se jam jarain lakin namaz ke bagair sb adhora hy Allah ko chor kr hm kuch nhe pa sakty yo plz friends namaz comes first
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                      Assalam o alaikum.all deras frnds ,forex mehn hm jtna hoske work krein aur waqt pr namaz bhi ada krein q keh namaz hma per prz ki gai hy esy ada krna koe insan bhi nahn rok sakta hame chahye wqt pr namz ada kren aur apni.mehnat ko bhi jrai rakhen.main bhi ap se guzarish krong namaz ko qaim.krein.thnks
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                        Mere Bhai forex ek business Hy or nimaz Allah ki Hy ap me Kia kse jgah parha Hy es me k nimaz na parho yeh business musalsal Kam krtabhy chahye ap nimaz parho ya na parho yeh ni rukta ap dab se mere guzareh Hy k nimaz k waqt es business ko ap choor deya kro nimaz k baad ap phir se start KR deya kro agar nimaz ka time ajar or ap ki trade profit me ane wali ho to ek option take profit Wala hoga Hy usko lga KR saloon k sath nimaz pareh or apki trade profit me ane wali hogy to apko profit Dy jae gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                          G Ni dear forex hamri free time job hi. Forex forum per us waqt Kam krin jis wakt AP free hon. Nmaz k time nmaz Ada krin. Aur pher forex per Kam krin.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Forex Humko Namaz Ada karne se To Nahin rukta

                            Namaz faraz sabse pahle Namaz ke time Namaz hi padhani chahie work ke time work karna chahie Aur Namaz ke time Namaz pahle chahie Sab Muslim per farj hai yah Bhi Koi batane wali baat hai Forex mein time ki koi limit Nahin Hai Jis Marji time working kar sakte hain aap apna kam chhodkar pahle Namaz padh FIR Aakar kam kar le

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X