Apni mistakes sy seekhain, repeat na krain. ✓✓✓

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni mistakes sy seekhain, repeat na krain. ✓✓✓

    Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Forex market mai mstake sey bhe learn krna chahey aur es key sath sath hum market ki learning bhe krna chahey. jis sey humra confidence bhe built ho gy aur hum market mai best earning hasil kr sakty hai. Es business mai earning best planning aur regular learning key bad earning hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni mistakes sy seekhain, repeat na krain. ✓✓✓

      Kamyabi k lye sekhna bht zrori zrori he chahe aap apni mistakes se sekhen ya dosron ki learning is earnong in forex apni chaltyon se sekhen ar inko repeat na kren mistake repeater life mn hmesha nakqm jote hen
      • #18 Collapse

        Re: Apni mistakes sy seekhain, repeat na krain. ✓✓✓

        ik acha traider wohi hota hai jo k apni mistake sey sekhta hain or jiss ghalti ki wajah sey os ko loss hoa hai wo phir sey wo ghalti nahi karta hai is lia agar ham bhe ik kamiyab traider bana chahty hain to ham ko chahi hai k ham ghaltiun ko kabhe bhe ignore na kary balkey in ko jald az jald khatm kar dey or ihtiyat k sath kam kary
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #19 Collapse

          Re: Apni mistakes sy seekhain, repeat na krain. ✓✓✓

          g han bilkul apni mistakes se seekhen kyun ke mistakes ke bad hi insan kamyabi hasil kerta ha jo log mistakes se learn kerte hen wo kamyabi hasil kerte hen kyun ke insan humesha apni mistakes ke bad hi seekhta ha jo apni mistakes ko ignore kerte hen sabeq nahi seekhte wo kabi kamyab nahi hote humesha nakaam rehte hen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Apni mistakes sy seekhain, repeat na krain. ✓✓✓

            dear is markeet ko samjhnay aur is main kaam karnay k liye yeh bahut he zaruri hay k ham markeet main jis wajha say aik baar lose kartay hain us baat ko apnay mined main rakhain aur agar ham aisa nai kartay hain to hamara mined phir is markeet ko accept nai kar raha hay is liye jitna ho skata hay ham markeet ko samjhnay main time lagain warna hamko is say kuch hasil karna mushkil ho sakta hay jiski wajha say hamko lose ka sman aho sakta hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X