Learning then earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning then earning
    Dear main aj ap sa apna experience share krta hon ka jab tak ham kise bhe business ko learn nea krta han tab tak ham earning nea kr sakta han kiun ka jab ham ko.pta he nea ho ga ka krna kaisa hai tu phr ham trade kaisa kran ga forex trading ak bahut acha online business hai us main jo bnda learning krna ka bad ata hi wo kamyab ho jata hai aur bhut sari earning bhe krta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning then earning

    Gold tou bilkul dangerous pair hai is dafa bhi bahot sary traders ky account gold main sell lagany per wash ho chuky hain lekin jab gold main market ka trend one sided ho tou hamain kabhi bhi reverse direction main trade open nehi kerni chahiay ky agar trend up tha tou hamain buy ki trade hi lagani chahiay thi
    • #3 Collapse

      Re: Learning then earning

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Gps401 پيغام ديکھيے
      Dear main aj ap sa apna experience share krta hon ka jab tak ham kise bhe business ko learn nea krta han tab tak ham earning nea kr sakta han kiun ka jab ham ko.pta he nea ho ga ka krna kaisa hai tu phr ham trade kaisa kran ga forex trading ak bahut acha online business hai us main jo bnda learning krna ka bad ata hi wo kamyab ho jata hai aur bhut sari earning bhe krta hai
      yes dear jab tak learning nahin hogi tab tak acchi earning bhi nahin Mil sakti hai hamen earning tab Hi milati hai jab hamari acchi learning hoti hai isliye hamen chahie ki Ham acchi tarah se market ko learn Karen aap yahan is business mein successful ho sake aur agar Ham acchi learning nahin kar sakte hain to tab hamen chahie earning bhi nahin Mil paati hai
      • #4 Collapse

        Re: Learning then earning

        forex aik online business hain hamy achi learning hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or achi earning hasil kar sakty hain agr ham is main bager learning ky kam klary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main maket ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik king business hain
        • #5 Collapse

          Re: Learning then earning

          learning ho gi to hi ap kameyab hon ge agara p ko earning chhaiye to ap ko chahiey ke ap ne acha kaam karna hai auis liye a[p ko mehant kani ho gi agar ap acha kaam karo ge ap lean karo ge to hi ap earning kar sakte hain is liye mehnat karain aur acha kaam karne ki koshish karain agar ap mehnat karain ge to hi ap ko greed ko control kana aye ga
          • #6 Collapse

            Re: Learning then earning

            g belkul agar forex ko ham pehlai seekaingay to he ham iss mai ache earning kar sakaingay hamai chaye ke pehlai iss ko achai say seekai uss ke bad he iss ko trade karai to ham acha profit kama sakaingay.
            • #7 Collapse

              Re: Learning then earning

              bilkul dear aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein earning Hasil karne ke liye Hamen learning power ko strong karna chahie senior traders prefer Karte Hain Ki first Apna focus learning per Rakhe Apne experience ko increase Karen aur apni skills ko improve Karenge than earning ka soche Forex trading business Mein earning ke liye hamare pass knowledge hamare pass information hamare pass learning power karna bahut jaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Learning then earning

                Bilkol sahee kaha hy ap nay dost men apki baat say bilkol agree karta hon forex trading men say achi profit hasil karnay ka ak asool yeh b hy k hum phly isko achi tarah learn karen us k bad yahan say earn karnay ka sochen kion k hamesha earning proper learning k bad aati hy agar hamaray pas achi learning hogi to e hum yahan achi performance say kam kar saken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Learning then earning

                  Blkl sahi frmaya first learning then earning agr ap koi. Kam learn krny ky bad krty hn to apki earning bhi achi ho gi aur ap ko chahey keh pehly forex ko learn kren aur phr es mn earning start kren takeh ap ka bonus increase ho aur es trah hi trading kren takeh forex mn ap ko loss na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning then earning

                    Lern ker lena sab say best hay or wohi log kmyb bhi hoty hain keh jo strong lernning ker lety hain isi trha ki lern say acha or myari kam bhi kiya jata hay jo keh boht use ful hota hay or isi trha say hi acha exprnce bhi gain hota hay or is sab k bad hi koi bhi achi earning bhi ker skta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning then earning

                      Ye baat to sabhi manty hain k kisi b business main begair experience k trading nahin ki ja sakti. Forex trading to boohat he technical sa kaam hai or iss field main agar survive krna hai to proper learning or experience ka hoona boohat he zaroori hai. Or iss business main investment b apny experience k hisaab say he karni chahiey ta k jo b loss ho wo affordable ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning then earning

                        G philay ap kuch learn kr lain ap k andar itna knowledge aur skills a jain gay k ap us say kuch earn kr saktay hain. Philay learning Aur phir earning hoti direct earning ni ho sakti.
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning then earning

                          hamy learning gan kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kari sakt hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ly kam kary gy to hamy loss ho ga hum gar mai bath kar is mai kam kari sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jamny ke need nahi hite
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning then earning

                            ager ap forex ma kamyab hona chahte hen to ap ko forex ma learning kerni chahye kyun ke learning ke bagair forex ma ap earn nahi ker sakte forex ma ap jitni zyada learning keren ge utni zyada earning ker sakte hen forex ma learning hi earning ka zariya ha is liye ap ko zyada se zyada learning per dhayan dena chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning then earning

                              ji Bhai aapane bilkul sahi baat ki hai ki pahle hamen lag nahin karni chahie jab hamara lapping process complete ho jaaye FIR hamen demo account per cartridge karni chahie aur pata samay minimum and Jackie karni chahie kyunki jab Ham ek sal Tak practis karenge to fir jitni bhi humne galtiyan karni hogi vah Ham kar chuke honge aur uske bad Ham apne real account per investment karke acchi khasi aa nahin kar rahe honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X