New trader aksar loss qu karty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New trader aksar loss qu karty hain

    new trader ke pass Itna Achcha experience aur knowledge Nahin Hota is vajah Se unhen Jyada loss hota hai market ki moment ko understand karna Itna Aasan Nahin Hai Jiske pass Achcha experience banaa Hota Hai Vahi proper plan Banakar market Mein trading Karta Hai new members ke liye difficult Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New trader aksar loss qu karty hain

      Dear forex mein new members ko loss is waka sy hota hy kunky k un k pass trading ka experience nhi hota hy aur voh market ki analysis nhi krty hain agar new members loss sy Buchanan chaty hain to un ko chaiy k voh zyada sy zyada knowledge aur experience hasil krny ki koshish krein phir hi voh kamyab ho saky gy
      • #18 Collapse

        Re: New trader aksar loss qu karty hain

        Ji han brother aapki baat bilkul theek hai ki nutradel Aksar loss mein rahte hain. Kyunki unke pass Forex ke bare mein Itni information Nahin Hoti e vah badi badi trade Laga Dete Hain Trading ke bare mein news Nahin sunte. A Jiski vajah Se Hua nuksan Karte Hain unhen chahie ke Hamesha Chhoti trade lagaen stop loss aur TP ka istemal Karen Taake fayda Hasil Ho
        • #19 Collapse

          Re: New trader aksar loss qu karty hain

          new traders aksar trading mein is vajah se jyada loss karte hain kyunki vah trading mein bahut jyada jaldi muhzhura karte Hain unke pass na jyada knowledge aata hai aur na experience
          • #20 Collapse

            Re: New trader aksar loss qu karty hain

            dear apny sahi kaha hy forex trading mein aksr new trader ko he trading karty howe loss hota hy ess ki bhut sy wajohat hote hy , new trader ky pas trading ka acha experiance nahi hota hy aur wo trading karty howe chahty hain ky unhy jalde he trading mein profit gain ho jaye ess liye wo trading karty howe jaldbazii karty hain jis ki wajah sy unhy trading mein loss he gain hota hy agar aik new trader forex mein saabr ky sath kam ko jare rakhta hy aur trading mein lalach aur jald bazii nahi karta hy to wo trading mein kmayab ho sakta hy aur acha profit bhi gain kar sakta hy
            • #21 Collapse

              Re: New trader aksar loss qu karty hain

              New traders k loss karnay ki do wajoohat hyn ak to wo bahit zada greedy hotay hyn or lalach men aa kar wo jaldi men zada profit hasil karnay ki koshish kartay hyn jo k un k loss ka sabab ban jata hy dosra yeh k un k pas acha experience ni hota or wo bara order open kar detay kisi seniors say mashwara b ni kartay to yh wajoihat un k loss ka sabab ban jati hyn
              • #22 Collapse

                Re: New trader aksar loss qu karty hain

                New trader ko loss knowledge ki Kami ki vajah se hota hai Kyunki market Mein trading karna Itna Aasan Nahin Hai new members ke pass knowledge Itna Nahin Hota ki vah Kamyab start Jise market Mein trading kar sake market Mein best trading karne ke liye Achcha knowledge Hona chahie new member ke pass Itna Achcha knowledge Nahin Hota
                • #23 Collapse

                  Re: New trader aksar loss qu karty hain

                  new traders forex main without knowledge k jab trading krn gy tu loss hi ho ga kiun k forex main agr forex ki learning nahi ho gi tu forex ka pta hi nahi ho ga k forex main trading kaise krni hai es leye new ko chae k learning k baghair forex main trading na krn bal k pahle forex ki learning hasil krn us k bad trading krn
                  • #24 Collapse

                    Re: New trader aksar loss qu karty hain

                    G dear new trader apna loss isliye karte hain kyun ke new trader ke paas knowledge or experience Nahin Hota jiski wajah se Unka nuksan Hota Hai agar Ham knowledge or experience Hasil kar ke kam Kare to is se Hamara nuksan Nahin Hoga kamyabi ke liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut zaruri Hota Hai Jab hamare pass knowledge or experience Hota Hai to is se Hamen bahut zyada fayda Hota Hai new trader agar earning se pahle learning per focus karen to woh apna loss Nahin karega kyun ke market ki learning ki wajah Se Hi Ham market se profit Le sakte hain aur Market ki learning hamare liye bahut jyada zaruri Hoti Hai trader aksar loss tabhi Karta Hai Jab uske pass knowledge Nahin Hoti aur jab woh trader knowledge Hasil kar leta hai to woh traders zarur Kamyab Hota Hai kamyabi ke liye Hamen knowledge Hasil karna aur learning karna bahut zaruri hota hai trading ki agar Ham demo account per practice karte hain to is se bahut zyada fayda hota hai Hamen demo account per zyada practise Karni chahiye kyun ke kamyabi ke liye demo account bahut zaruri hai jab time account per time spend Karte Hain to kamyabi zarur milti hai aur iske sath sath Hamen market ki learning Karni chahiye kyun ke market ki learning ki wajah Se Hi Hamen acha profit milega aur is mein zyada hardworking Karne Wale trader hi Kamyab hote Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: New trader aksar loss qu karty hain

                      new trader hamesha isliye loss karte hain keval jyada focus profit per karte hain aur lala jyada karte Hain Jo log lalach nahin karte aur Sabra karte hain aur Forex trading ka knowledge hasil karte hain Forex trading ke rules and regulation ko breakout nahin karte hamesha vahi kamyab hote hain aapko yakin nahin to aap karke dekh lijiye ek minute aap Forex trading co rules and regulation ke sath istemal karen to aap usmein kamyab Ho jaaoge Billa ji Jack

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X