Gold 1600 ko cross kar gya hya@222
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold 1600 ko cross kar gya hya@222
    Dear gold bohat up calagya hya ab ya kaya kar sakta hya ap ko kuch ideia hya iss kay barya may shear karya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

    Yes dear gold ny market breakout Kia Hy aur shyd ab ye 1650 Tak jay ga is leya is wakt is ki trading bht zada dangrous Hy AP ko is me Kam krna Hy to analysis Kay sath marekt ko fully watch kren tab apni trade open krna kyun Kay ab is ny neechy Ana Hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

      G ha dear ap ne agar dekha ho to abi thory se time mai gold ne kafi zayda moment ki hai aor ais ne aj 1600 ka level cross kar lia hai agar aj gold ais se oper hi close hota hai to ais k baad ais ne kafi zayda up jana hai aor aus k baad ye 1650 ko touh kar k thora sa nechy aye ga ap ne agar sell ki trade lagai hoi hai to aus ko hedge kar ley.
      • #4 Collapse

        Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

        Gold ki market main expect Kia ja raha tha ky yeh sixteen hundred dollars ki limit key cross kery gi so same limit ko market cross ker chuki hai so ab banaey pas market main sell kid trade open kerny ka bahot acha chance hai ky ham ab agar sell ki trade open kerty hain tou ho sakta hai market dobara bahit bari move shuru ker dy abhi
        • #5 Collapse

          Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

          G haan billkul gold 1600 ko cross KR RHA ha fast moving ha gold ki is Lia soch smuj kr trading kran or gold pr jb bi trading kran apna account ko safe KR ka account balance ki base pr trading kran gold pr
          • #6 Collapse

            Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

            Gold 1600 ko corass Kar gya hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aj gold nay bohat up movmant ki hai iss pr soch samaj Kar trade lagay gay tu aap acha profit hasal Kar saktay hai forex Main gold ki movmant bohat taz hai iss main jald bazi main trade lgna say bachna chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

              Gold ki trading bahut jyada risky hoti hai aur yah aap per hi depend hota hai ki aap Kis Tarah Se gold ki acchi Tarah Se trading kar sakte ho to aapko chahie kya aap gold ki acchi Tarah Se trading kiya karo aur iski acchi Tarah Se practis Kiya Karo aur aap demo account per daily basis per gold ki practice kiya karo
              • #8 Collapse

                Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                Yes dear friend aapane theek kaha hai gold Ne coffee Upar movement ki hai aur 16 ko bhi cross kar liya hai aur ab Aage dekhte hain ki uski movement kis Taraf Hoti Hai Kafi Logon ke account was hue hain Kafi logon ko bahut jyada fayda Hua Hai gold Sahi Pare hai ya coffee risky hai aur iski moment Kafi fast Hoti Hai Jaise aapane cal Dekhi Hogi to new trader's AO add Karen fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                  Dear gold bahut hi fast trading Pair Hai ismein trading karna bahut hi Mushkil Hai Iske alava bahut kam time mein bahut move kar jata hai yahi vajah hai ki is bare mein trading karne ke liye Hamen Soch samajhkar decision Lena hota hai aur uske sath Hamen Is Pyar Ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni Hoti Hai Kyunki Yahan per Hamari Chhoti sari Galti bhi hamen bhi class Karva sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                    Ji Bhai gold bahut hi fast trading pair hai ismein trading karna bahut hi Mushkil Hai Iske alava bahut kam time mein bahut move kar jata hai yahi vajah hai ki Iske bare mein trading karne ke liye Hamen Soch samajh kar lena Hota Hai aur uske sath Hamen Is Pyar Ko Achcha tarike se samajhne ki koshish Karni Hoti Hai Kyunki Yahan per Hamari Ye Koi Galti bhi nahin honi chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                      Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Gold ki market 1600 ko cross kr kia hai aur es waqat ya 1650 ki range mai hai. Aur market ki move up ki taraf hai. Es waqat jo professional traders hai wo bhe market mai gold ko under stand nahi kr rehay hai aur market key end ka wait kr rehay hai tk wo proper analysis kr key trade open krey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss پيغام ديکھيے
                        Dear gold bohat up calagya hya ab ya kaya kar sakta hya ap ko kuch ideia hya iss kay barya may shear karya
                        Mujhe bilkul Gold ke market 1600 ko cross Kar Gai Ho aur yah aur Jyada Upar Wali side per ja raha hai ab market bahut Sare traders ke sath type Karegi bahut Sare traders Sochenge kya market down ho sakti hai lekin Aisa Hoga Nahin aur Market Thoda Aur Upar Jayegi aur uske bad down wali side per Aana Shuru Hogi isliye Agar gold Mein trade karni ho to jald Bazi Nahin Karni
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                          Gold ki movement bht fast ho rahi hai hame soch samajh kr trading karni hogi q kab iske bad gold ki movement ka koi bharosa nhi is se up b ho sakti hai down b ho sakti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold 1600 ko cross kar gya hya@222

                            dear Forex trading business Mein gold ki trade ko bahut jyada risky consider Kiya Jata Hai Forex trading business mein agar Ham kam Waqt Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen gold petril lagakar isliye Achcha profit Hasil kar sakte hain aajkal gold 1600 Tak Pahunch Gaya Hai Aur isase Bhi Jyada cross kar raha hai isiliye Forex per gold ki trade co is time risky trade consider Kiya Gaya Hai Kyunki gold ki apan down situations bahut jyada speed Mein hoti hai isiliye without analysis kabhi bhi Gold per trade Naal gaye aur apne balon ko Kala karne ki koshish karen Shukriya

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X