Mistakes ko dur krty rahein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko dur krty rahein
    Hi ummid Karti Ho ke sab khairiyat se Hogi abhi chahie ki Hamen apni mistakes ko Dur karte hain Agar Ham apni mistakes ko Dur karte rahenge to yah bahut hi Achcha Hoga aur ham acchi profit Hasil kar Payenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ko dur krty rahein

    g han bilkul hmen apni mistake ko clear krna ho ga or agr ham ak dfa mistake krty hain to agli bar us mistake ko claerkren
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ko dur krty rahein

      G haan billkul forex ma sb members ko chahia soch smuj kr Kam kran or agr koi galti hoti ha is sa learning krni chahia keon ka jb AP forex ma galtion sa seekhain Han tu pr hi forex ma kamyab hota Han or acha profit hasil krta Han
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ko dur krty rahein

        Ager hum iss mya kamyab hona chtya hya to apni mistake ko sath lay kar calya takya ager hum iss mya kamybhi tabhi milya gi jab hum iss ma apni mistak say sekya gay iss say hum ko bohat zada maded mil sakti hya
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ko dur krty rahein

          hamy mistakes ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik unique business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hamy mistakes ko kabe be ignore nahi karna chahey hamy ache learning gan kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik best business hain is mai usa or china or new yok jasuy bary bary mumalik sahmil hain
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ko dur krty rahein

            Yes ahesta ahesta apni mistakes py kabu pana chahe, jsy jsy hamara knowledge barhta hai forex ma khud ko improve karna chahe, jetna khud ko improve karyn gy utna kamyabi ka chance barh jae ga, but forex ma loss hota he hai loss sy bachna bhot muskil hai,
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ko dur krty rahein

              Jab hamain trade main loss hota hai tou hamain pata chal jata hai ky jis mistake ki waja sy hamain loss hua hai tou hamain aesy her mistske ki note ker lena chahiay ky jab bhi new trade open kerain tou aesi koi mistake na kerain ky dobara loss ko saky agar ham mistkse sy avoid ker ky trade kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil hota rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ko dur krty rahein

                ji hun ager hum mistakes ko avoid nhi karein gy tu is se humain forex main kamiyabi nhi mil sakti is liay humain trdaing main ager loss ho tu us loss se hoony wali mistakes ko humain zarore avoid keran ho ga warna humain is amin nakami bhi mil sakti ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes ko dur krty rahein

                  Insan apny mistakes sy hee sekhta hy jub usay experience hota hy ap kou bhi chahiyay k demo trading karay aur uss py jitni zyada mistakes karein gy utna hee ap live trading py ni karay gy. Tou ap ka maqsad seekhna hona chahiyay aur experience hasil krna chahiyay aur jub hojye tb hee ap kamyab hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes ko dur krty rahein

                    Han g Forex main mistakes sy hamen jitna ziyada ho saky bachna Hoga agar hamen Kisi Kam may n bhi ghalti ho jati hai Tu us ghalti Ka pachtawa tab hota hai jab hamen us Kam main nuqsan hota hai isleay hamen nuqsan sy agar bachna hai Tu pehly sy Dekh Kar work Karen aur nuqsaan sy bachen
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes ko dur krty rahein

                      koi bhi trader aise trader nahin banta vah apni life mein bahut sari mistake karta hai jo apni mistake se Salam karta tha vah hi achcha trader banta hai koi bhi galti Ho jaaye to usse alag ne ka sarkar hai aur next time galti se bache
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes ko dur krty rahein

                        g hn g ap ny bilkul theek baat ki hy k hmein forex mein agr kamyyab hona hai to hmein apni mistakes ko identify karna ho ga k jis vjja se hmein loss ho raha hai r fir un mistakes ko nxt time avoid karna ho ga is trah se hm perfection ki trf move krein gy r kamyaab ho jaein gy,..
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes ko dur krty rahein

                          Agar aap se mistake hoti hain to aap apni mistake ko control karna chahie aur uske liye aapko Jyada Se Jyada learning Karni chahie aur apni mistakes ko note karna chahie aur apni mistake se lesan Hasil karna chahie tha ki aap ek acche aur Kamyab trader Ban sake aur Forex Mein acchi earning kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes ko dur krty rahein

                            Yuppp.. Agar koi apni mistakes ko note kar k unse sabaq seekhe or unhe dubara na duhrae kamyabi bht qareeb hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes ko dur krty rahein

                              G blkul humyn mistakes ko sath sath clear krna chaya jo k bht zarori h mistakes ko dor krna bht zarori h q k agr hum bar bar apni galtiyan doraty han to is k humyn acha khasa nuqsan hota h or mistakes ko dor krny k liya learning or experience ya dono chezain is field m matter krti han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X