Dear members ajj may ap kou kch golden forex rules btaon ga jin par agar ap amal karay gy tou ap k liyay trading karna bohot asaan hoga. Kyun k forex aik business aur discipline hy jou bhi issay sabar aur patience sy karay ga wohi kamyab aur successful trader banay ga.
1. Avoid emotional trading:
Jub bhi ap real account par trading krty hy tou aik risk of loss hota hy. Isse liyay ap kou aik stable tactics aur techniques follow krny chahiyay. aur hamesha apni trading fundamental, technical analysis py base krne chahiyay.
2. Invest in forex education:
Forex may trading krny sy pehly bohot zarori hy ap k pass knowledge hou abb internet par har aik content aisa ni hy jis ke success rate 100 percent hou par agar ap aik baar experience krly tou ap khud ke strategy bana sakty hy. Kyun k knowledge k sath sath agar experience hojye tou ap kou sai pta chal jata hy.
3. Manage your trades wisely:
Ap jub bhi trades karay hamesha yaad rakhay stop loss aur take profit aik bohot important tools hy trader k. Yahi cheezain ap k ander patience aur discipline paida krte hy aur lalach ka element hata tee hy.
4. Always use a demo account:
Live trading sy pehly ap kou zarori chahiyay k ap demo trading karay jitna zyada krsakty hy. Kyun k iss may zarori hy k ap kou apny emotions par control hou aur ap kou sai idea hou k aik trade k liyay kya kya cheezain zarori hoti hy aur woh tabhi app krsakay gy jub ap k pass experience hoga aur woh isse sy aata hy.
5. Think of forex as a business:
Forex aik business hy jaisy ap kou har business may kbhi losss aur kabhi profit hota hy isse tarah forex bhi aik business hy jin may dono hotay h. Jou cheez kafi trades k forex sy nikal daite hy woh loss ka dar. Ap loss sy na daray balkay uss say seekhay k ap ny kahan ghalat kaam kiya takay next time ap achi trades laga sakay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим