Posts aur threads m farq ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Posts aur threads m farq ???

    Dear member post ka matlab yah hai ki Ham kisi ke sawal ka usko jawab de rahy hain kuch knowledge share Kiya hota hai Kuchh Ham use per comment Karte Hain thread ka matlab yah hota hai ki Ham kisi se kuch knowledge Lena chah Rahe Hote Hain vah Ham Apna Sawal Banakar thread create kar dete Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Posts aur threads m farq ???

      salaam alaikum dosto third vah hota hai jo Ham upar likhate hain aur niche Jo Ham post karte hain uski kafi do teen ya char line mein jo likhate Hain usko post kahate Hain aur niche jitni bhi reply aate jaate Hain unko post hi kaha jaega vah kabhi bhi trade nahin cal aaenge third sirf ek hota hai aur posting bahut jyada hoti hai jyada se jyada post hamen karni chahie aur jyada se jyada acchi post karni chahie Taki bonus acha aye
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Posts aur threads m farq ???

        Dear postings ka matlab hai ki Ham kisi ke kiye Hue friend ko accha solution provide Karen Apna knowledge Apne experience ke according aur thread ka maksad yah hai ki agar Hamare Paas Koi accha informative knowledge maujud hai to usse third ke through share Karen ya FIR Agar Hamen trading mein koi problem a rahi hai to use friend ke through dusron se discuss Karen Taki Hamen Achcha solution Hasil Ho

        اب آن لائن

        Working...
        X