robot trading or manual

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hello assalam u alkikum bhai jaan kia haal hain ap ke? bhai jaan mujhey is ke barey main kuch khas to nahin pata hal lekin ye pata hai ke ye bohat zaida risky hota hai ap ko bohasawdan rehna parhta hai kiun ke aik dam sy theek thak loss bhi de jata hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      robot trade k bohat say faiday hai app ko trade laganey or trade ko close karney ki zarorat ni parti hai lekin manual trade b best hai
      • #33 Collapse

        dear mare khyal main ak new trader ko first to 1000$ ki investment se forex trading ka business start hi ni kerna chahie belke litt amount se trading ka business ko start kerna chahie aur main ne to kabe be robot trading ni ki kuin k i think robot trading se loss hi k chances hotay hain is lie main to always manual trading ko hi terheeh data hoon.
        • #34 Collapse

          dear risk hai udr b hmy chahiyeh mehnst kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or forex best kaam hai world ka hmy chshiyeh mehnat krty rhy achy sy tub e kamyabi mil skti or forex bht e hard kaam hai asaan ni hai bilkul yeh jitna ab smja ja raha hai
          • #35 Collapse

            robot trading ka to mujhay ilm nhe hay laikin jo trading manual ki jaati hay oss ka maza he kuch aur hay manual trading ka aik fiada yeh bhe hay keh aao market ko judge kar kay ki jaati hay
            • #36 Collapse

              dear bohot sarain robot trading be karte hain lakin uss kai leya hum ko robot per complet commmand hone chahiya lakin sab say best trading manual hai or zayada traders manual trading he ko pasend karte hain.
              • #37 Collapse

                Jnaab-e-mohtaram robot trading itni kaar aamud nhi siwaae khud kerny k kyu k robot trading sy ap wu munaafa' nhi kaamaa sakty ju khud ker k kaamaa sakty hu
                • #38 Collapse

                  jo robot hote hen woh be technical analysis par work kar rahe hote hen is lie behtar yhi he ke ham khud hi market ko samaj len is se acha gain be hamko possible ho sake ga agar ham robot se karte hen toh usme be loss ho raha ho ga lakin ham khud trade karne se fear feel karen ge
                  • #39 Collapse

                    Dear hmen is business me hmeshah mannual trading karni chahye hmen kabhi bhi is business me robot se kam nahi laina chahye kyun k wo aik bejan cheez ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah mannual trading kia kareen achi experince k liye
                    • #40 Collapse

                      robot trading bi ache hy or manual trading be ache hy asal may robot trading zayda tra o log use karte hy jo kay ya to koi job karte hy ya koi or business or sat may o trading b karna cahta ho to zayda tra o log jo hy o robot trading ko use karte hy wase muja to manual trading acha lagta hy
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: shahbehram پيغام ديکھيے
                        a.o.a brother.. both sare experts robot ko b use krte hein or achi earning kr rhe hein..mera ye swal he k agr ko shaks 1st time me hi 1000$ ki investment krta he or robot trading ko preffer krta he to kya ye us k liye better he..
                        mery khayal sy robot trading achi nahi hy humen humesha manual tading karni chhaye, robot trading mein humen permanent profits nahi hoty balky wo aarzi tor py hoty hain qn k robot automatic hota hy aur ye analyse nahi kar sakta.
                        • #42 Collapse

                          mere hisab se manual trading behtar hai. insan hud apne nafa nuqsan ka behtar pata lagata hai.or osy phir market ka b knowledge hota ha or experience b. agar wo robot per depend kerayga to osay experience nhi hoga na he knowledge hasil hoga.
                          • #43 Collapse

                            Manual trading theek rehti hai kyon ke jab aap trading karty hain to robot se aap profit to gain karty hai lekin agar aap robot trading karyn ge to aap ka account block kiya jay ga because ye rule ke against hai.
                            Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                            • #44 Collapse

                              In my point of view, manual trading sab se best hai kun k robot trading men humen loss ho sakta hai kun k robot wohi kam karta hai jis ki hum ose command den gay but baqi k kam wo nhi kare ga yani k robot programming k tehat kam karte hen so humen manual trading he karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                my dear robots buht kism k hain jo k mukhtalif balance k account pe chalte hain but ap ki baat sahi buht se expert trade robots k sath achi earning b krte hain iski wajah yeh hai woh khud se coding kr k robot bana sakte hain but har trader robot se faida ley b nahi sakta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X