Method of trade in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Method of trade in forex
    Asslam o alaikum dear members forex mn her bnday ka trade ka apna aik andaz hota h. Koi market analysis ker k trade kerta h or koi signals ki base pay b trade kerta h. Hm chahen to trade k lea apny sceniors ki help b la sakty hn. Scalping b aik way h jis sa hm trade ker sakty hn. Markeet mn rehnny sa he hmen method of trading ka pta chalta h so hmen market ko sekhna chaya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Method of trade in forex

    Forex mai trade karnai keleye buhut saray mathods hai jaisa ke scalping hogay ling term trading shor term trading app jis be mathod ko karna chaho kar saktay ho lekin uss keleye zarori hai ke cheezo ko seek kar karai.
    • #3 Collapse

      Re: Method of trade in forex

      Jis trha new join hony k bad log apny seniors say lern krty hain isi trha say kam krna hi best hay or senior hi sahi trha say trad krny k baray bhi guide ker skty hain is liye sab hi membrs ko un say lern krna chye or is k bad trad krny k liye demo accnt pay practice bhi krty rehny chye jo keh must hay
      • #4 Collapse

        Re: Method of trade in forex

        market main sab say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien agy aur market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora ka rk hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur boht say log is forum main kam karty hain but hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum perform karny main bi koi mushkl na ho saky gi ta kearn ho
        • #5 Collapse

          Re: Method of trade in forex

          walaikum assalam forex mein trading ka method har kisi ka apna hota hai kuchh member scalping karte hain kuchh member long term ki date open karte hain aur kuchh chhote chhote profit collect Kar ke kamyab hone ki koshish karte Hain Jo ki bahut hi acchi baat hai kyunki sawal profit hi kamyabi ki taraf Le jaate Hain Na ke lalach aur jaldbaji se stadium mein kamyabi milti hai jo trading soch aur plan ke sath hoti hai vah jaldbaji mein nahin hoti.....
          • #6 Collapse

            Re: Method of trade in forex

            Dear sir trade main kamyabi k liy AP ko market ko analyse krna ho ga AP ko apny trade main market ko samjhny ki koshish kr I chahahy AP ka accha market analysis AP k trade ko Kamyab banata hy
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Method of trade in forex

              اصل پيغام ارسال کردہ از: arshadkhan پيغام ديکھيے
              Asslam o alaikum dear members forex mn her bnday ka trade ka apna aik andaz hota h. Koi market analysis ker k trade kerta h or koi signals ki base pay b trade kerta h. Hm chahen to trade k lea apny sceniors ki help b la sakty hn. Scalping b aik way h jis sa hm trade ker sakty hn. Markeet mn rehnny sa he hmen method of trading ka pta chalta h so hmen market ko sekhna chaya.
              Trading ke liye har trader ka ek apna mahatva hota hai aur han trader apne analysis aur apni skills ki madad se trading karta hai jis trader ke analysis jitni jyada strong hote Hain main vah log utni hi jyada successful hote hain hamare profit aur loss hamare analysis pida. Karte hain isliye hamen chahie ki Ham apne method ko strong banaen aur tab hamen earning mille gi
              • #8 Collapse

                Re: Method of trade in forex

                trading Mein sab ka alag alag method hota hai trading karne ka koi scalping trading Karta Hai Koi long term trading Karta Hai Koi short term trading Karta Hai Hamen Apne Method se trading Karni chahiye kyun ke Jab Ham Apne method aur apne analysis trading Karte Hain to trading Mein profit bhi hota hai aur iske sath sath humein zyada Se zyada mehnat Karni chahiye Aur Dil Laga kar Hamen market ko analysis karne ki koshish Karni chahiye market ka analysis hamare liye bahut zaruri Hoti Hai kyun ke jab Ham profit ke liye market analysis karte hain to is wajah Se Hi hum acha Profit lene mein Kamyab hote Hain Jo trader market ko analysis kar leta hai woh trader hamesha Kamyab hota hai forex mein zyada Se zyada mehnat Karne per aapko bahut zyada success milti Hai Hamen Dil laga kar hardworking Karte rahna chahiye is per hardworking karne ki wajah se Kamyab hote Hain forex mein learning ki zarurat hoti hai Forex mein zyada Se zyada learning karne ki zarurat Hoti Hai kyun ke learning Karne Wale trader hi Forex Mein earning karte hain forex mein zyada Se zyada mehnat Karne Se Hamen bahut zyada fayda hota hai Hamen mehnat Karte rahna chahiye kyun ke is mein mehnat karne ki wajah Se Hi Hamen kamyabi milti hai jo trader interest ke sath Dil laga kar mehnat karega wohi trader Forex Mein Kamyab hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Method of trade in forex

                  G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue hume trade karne k mykhtalif andaz hote hain koi senior k kehne par trads karta hai or koi signal ki base par trade karta hai or koi analsysi karte hue is main trade opem karta hai isliye hume chaye k hum is main mehnat or hard work karte hue kamyabi haisl karni chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Method of trade in forex

                    hamy trade lagany sy pahly market ke movement ko watch kar lyna chahey hamy trade ko soch samj kar open karna chahey hamy aik time mai aik he trade ko open karna chahey agar hum poor hai or hum is mai pasia invest nahe kar sakty to hamy is mai full time kam karna chahey agar hum student hai yai hum jobless hai to hum is mai part time be kam kar sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Method of trade in forex

                      Forex trading maie log apny apny knowledge k motabik trade krty hain kuch log news py achi trade kr skty hain kuch log analysis py achi trade kr skty hain hmy apni knowledge k motabik he forex maie mhnt krny ha ir acha kam jr k acha profit hasil krna ha hr koi apni knowledge or apny method sy jam krta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Method of trade in forex

                        Ji bilkul aapki baat theek Hai Dosto K trade karne ke liye Htrader ka Apna mindset Hota Hai Koi signal ko follow kar leta hai koi market ko analyse Karke phr trade lagata hai aur kuch tradere apny experience sy hi trade lga skty hain or kuch members robot ko use Karke trade Lagate Hain Jis per unko Kuchh Bhi karne ki jarurat Nahin Hoti robort Sab Kuch khud hi kar raha Hota Hai To Hamen chahie ki jo bhi kam karna hai use acche tarike se krain
                        • #13 Collapse

                          Re: Method of trade in forex

                          Top play method Pataya Hai trade karne ka is business Mein ke is business Mein Kis Tarah Se Hamen trade Karni chahie aur Kis Tarah Se Ham vate kar sakte hain yah bahut hi Achcha hai aur bahut hi Achcha Kiya Hai aapane spasht junior members ke liye yah post bahut hi informative hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Method of trade in forex

                            hum trade laag kar kay acha munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marje sy time table bana kar kam kari sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apne marje sy time tanle bana kar kam kra sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik international or unique busienss hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Method of trade in forex

                              hamy market ky up or down ko dekh kar is main fresh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy day main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X