Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.
    Hum jub bhi real account par trade start karain to iss bat ko mind me rakhna chahiye k hamain bohoot hi rehtiyat se trade lagani chahiye hamesha trade ko karobar samajh kar hi karain apni trade k liye ak mansooba ya ak nizaan bnanaen jis se aap kaafi had tak loss main jany se mehfooz reh sakty hain.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulazizshahid پيغام ديکھيے
    Hum jub bhi real account par trade start karain to iss bat ko mind me rakhna chahiye k hamain bohoot hi rehtiyat se trade lagani chahiye hamesha trade ko karobar samajh kar hi karain apni trade k liye ak mansooba ya ak nizaan bnanaen jis se aap kaafi had tak loss main jany se mehfooz reh sakty hain.
    trading ek risky business hai aur is business ke liye hamen safe rahana bahut hi jaruri hota hai jab tak Ham safe trading nahin karenge tab tak Ham successful nahin Ho sakenge isliye hamen apne account ko saaf rakhna bahut hi jaruri hai agar Ham apne account ko safe nahin rakh paate Hain to Ham kabhi bhi profitable trading nahin kar paate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

      trading kerty hoay chahay risky pairs hon ya curency pairs sub main carefull ho k kam kerna chahhaiy isi se humain acha profit ho sakta ha forex business aik risky pair ha is main thori se mistake se bht bara loss ho jat ah.
      • #4 Collapse

        Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

        Trading me ehtiyat bohat zarori hote he.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.
        • #5 Collapse

          Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

          han bhai yh bht risky pair hy hmain is main itiyat sy kam lana chahiay q kh yh aik aisa business hy jis ko her member samjh nh sakta q kh is main bht risky kam hy aik bar bht profit hota hy to kabhi bht loss ho jata hy hmain soch samjh ker is ko join kerna chahiay or is ka knowledge hasil kerna chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

            g han dear forex trading men humen chaia keh hum ehtiyat karna bahot he lazmi hy jab tak hum ehtiyat sy kaam nai karen gy to hum kabhhe bheh ahci kamyab i hasl nai kar saken gy jab hum achi mehnt sy acha kam karen gy forex ,men jaldbazi sy kam naai karen forex men dill laga ky kam nai karen lkalach kaarty rhanen gy to hum kabhe kabhe kamayab nai hoioi saken gy
            • #7 Collapse

              Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

              ji han trading bhot hi ihm forex ka kaam hai jis main hamain loss our profit hota hai is lye jab bhi hamain trading karni chahye ihtiyat se karni chahye jab jab ham forex business main ihtiayat se kaam karen ge hamain us ka utna zyada faida hoga our hamain bhot zyada kamai kar sakian ge.
              • #8 Collapse

                Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                G Han Bhai hamen Achi planning k sath trades open Karni chaheay hamen Chaheay k isain safe trading Karen ham boht ziyada mehnat k bad apna bonus ikhtha karty Hain Tu hamen chaheay k is main ihtiyat ky sath best trading Karen AUR Forex main kamiyab ho Jain AUR Achi earning kama saken shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                  G han dear members apne she kha hy hume forex treading me ehtyat karne chye hume soch smjh ke he kam karna chye knowledge aur experience ke sath kam karna chye hume jald baze me tread nhe karne chye koke is se hume bhout loss ho sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                    Jo log bhi join ho jany k bad say kafi hard work ker rehy hain un ko lern krny ki traf bhi zyda focus krna chye isi trha is frum pay koi bhi membr kamyb ho ker or aik acha tradr ban skta hay or aik achay tardr ki aik khas bat yeh hay keh woh kbhi bhi tarding may risk nhin leta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                      Je han hum ko treading main ehtiyat say kam karna chahie or tread open larney say pahley hum ko market ki movement ko check karna chaihiay or market ko zaroor watch karna chahiay jab hum ko us k barey main information ho jay us k bad hi tread ko open karna chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulazizshahid پيغام ديکھيے
                        Hum jub bhi real account par trade start karain to iss bat ko mind me rakhna chahiye k hamain bohoot hi rehtiyat se trade lagani chahiye hamesha trade ko karobar samajh kar hi karain apni trade k liye ak mansooba ya ak nizaan bnanaen jis se aap kaafi had tak loss main jany se mehfooz reh sakty hain.



                        Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul Hamen Hamesha Se Hi sir trading aur kam karna chahie aur Sabar bhi karna chahie Kyunki jab tak Ham Mein Subah Ko Nahin laenge tab tak vah ahtiyaat hi nahin rahega isliye aapko chahie kya aapko bahut care full ho kar kam karo Sar kabhi bhi kisi bhi sim ki koi jaldbazi se kam na lo.....
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                          Gee han trading k doran ahtiyat boht zaroori hai is liay hum ko chayie jidhar daikha udhar trade na laga de bin sochay pehlay daikh le us pairs par koi news to nai hai agar hai phir us k mutabiq trading kare agar news trading nai aaty phir trading na kare koi aisa pairs dhoond le jis main news nai hai us par technical trading kare trading k doran lot size ka b khiyal rakhe apny investment k hisaab se lagayie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                            G han dost hum sab ko chahaye k forex pakistan mein trading k duraan hum hamaisha ehtiyaat karein aur sooch samajh kar ju bhi kaam kar ho karein aur acitve ban kar rahein dostu hum ko es forum mein trading kartey howey kabhi bhi susti na karein warna hum ko loss ho sakta hai yahan par dostu.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Me Hamesha Ehtiyat Karen.

                              g sahi baat ha trading ma humesha ahtiyat keren humesha soch samej ker trading keren planning ke sath trading keren kabi bi jaldbazi ma trading na keren kyun ke jaldbazi ma humesha nuksan hota ha is liye soch samej ker trade open keren taake ap loss se bech saken ehtiyat se trading keren ge to zaror kamyabi hasil keren ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X