trading main hamain maximum kitna lot size lagana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

    Lot size bht he ahm factor h. Hmen lot size ka setup apny balance k hisab sa kerna chaya. Ager hmara balance hundred k near about h to hmen lot size 0.01 rakhna chaya. Hmen hmesha lot size ka khayal rakhna chaya. Lot size change b Kia ja sakta h laken ager hmara thousand k kreb ho to ap Chan b ker sakty hn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

      Assalam o alaikum mere piaarey dosto dear friend trading me hame maximum lot size ziadà se ziadà agar bhi bonus bhi ziadà hai to hame dear 20 lot size set karni chahiey tabhi dosto ham aek acha profit earn Kare ge .
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #18 Collapse

        Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

        slam app ny ohout accha swal kia hy ,forex trading main humain apny account ko mentain kerna hota hy ,or humain jo bhi lot lago ani hoti hy wo apny account ko mede nazar rakh ker lagani hoti hy aggar app ka account bara hy to app barri trade lagaty hain or aggar app ka account chota hy to appko us k mutabiq choti trade lagani perti hy ,is leye humain chaheye k hum jo bhi trade lagaeain wo poory anilsis k sath soch smajh ker lagani chaheye.
        • #19 Collapse

          Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

          G hum ko pehle apna experience dekhna chaye phir acount dekhna chaye agar aap experience acha rakhte hain to aap lot sizes acount sizes ke hisab se bara b laga sakte hain phir mehnat karne se acha faida hasal kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

            G haan dear humen trading mein minimum lot size use karna chaiye agar hum apni trading mein minimum lot size use karte hain toh is se hi humara buhat zaida faida hota hai humen har trade mein kam se kam lot lagate hain toh is se humen acha profit hota hai is se humen buhat zyada kamyabi mikti hai jo trader is se buhat zaida faida hota hai forex mein minimum lot size use karna chaiye agar hum zyada lot lagate hain toh is se nuqsan buhat zyada hota hai humesha zyada se zyada mehnat karni chaiye aur jo mehnat karta hai use buhat zaida faida hota hai kamyabi ke liye byhat zaida mehnat karna zaruri hota hai aur forex mein hum zyada se zyada mehnat kar ke Kamyab hote hain is se humara buhat zaida faida hota hai jo trader mehnat karta hai use buhat zaida faida hota hai har kisi ko is mein zyada se zyada mehnat karni chaiye kyun ke jab hum mehnat karte hain toh is se humara buhat zaida faida hota hai aur humen money management se trading karni chaiye money management is very important fir us it us very beneficial for our trading humen trading money management se hi karni chaiye is se buhat kam chances hote hain loss ke buhat han hum us se acha profit ke sakty hain is ke sath sath humen trading mein learning karmi chaiye kyun ke is ki learning humare liye buhat zaroori hai is se buhat zaida faida hota hai har trader ko is mein dil laga kar mehnat karni chaiye agar hum is mein dil laga kar mehnat karte hain toh is se humara buhat zaida faida hota hai forex mein zyada se zyada mehnat karne wale hi Kamyab hote hain har trader ko is mein zyada se zyada mrhnat karni chaiye jo is mein zyada se zyada mehnat karra hai use buhat zaida kamyabi milti Hai
            • #21 Collapse

              Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

              Respected members yah to Capital per depend karta hai ki Kitna capital hai use hisab se Jitna Jyada lot Lagana Chahte Hain Laga sakte hain lekin best yahi hai ki minimum Apna alot Lagana chahie Kyunki market ki movement ka koi andaza nahin Hota kab kis Taraf movement karje to Dar market bahut hi jald loss mein bhi Chali Jaati
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: trading main hamain maximum kitna lot size lagana

                experience and hardworking will lead you to success. dear forum members Agar Ham Forex trading business mans Khud Ko successful or profitable learning karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham proper money management and risk management ko follow Karen aur strictly follow Karen bahut Sare for members money management ko follow Nahin Karte Jiski vajah se losco face karte hain. Agar Ham Forex trading Mein trend identification and support and resistance levels ko maintain karna learn kar jaen To Ham hundred percent profit Kama sakte hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X