Re: Trade open kernay say pehlay kia kia kaam kerna zaruri hai?
Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada baatoo ka khyal rakhna hota hay traders ko trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna hi kafi nai hota hay balkay haumay apni abilities aur skills Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni parti hay forex trading may haumay discipline Kay saath trading karni parti hay phir hi haum kamyab trading kar saktay hay forex trading may haum sabko knowledge aur experience ki zarorat hoti hay jab aopko trading ka experience hota hay to app easily trading market Ki movement ko monitor kar saktay hay aur apni income ko increase Kar saktay hay.forex trading may traders ko trade open kernay Kay liye bohat zayada batoo ka khyal rakhna hota hay sab say pehlay appko apna account balance check karna parta hay Kay app Kay pass kitna zayada capital mojud hay phir uss Kay mutabiq app apni trade open kernay Kay liye lot size select kartay hay aur iss Kay liye appko hamesha trading Kay liye money management karna parti hay.
Forex trading may haumay kamyab trade open kernay say pehlay market ki movement ko aur trends ko analaysis ki base pay monitor kartay rehna chahiye takay haum trading market may achay points Kay mutabiq trading kar sakay Forex trading may haumay international market ki news aur trends ko judge karna parta hay phir hi haum uss Kay mutabiq kisi bhi currency pair pay ya commudities pay apni trade open kartay hay aur phir uss Kay mutabiq hi haum trading may lot size select kartay hay.
Forex trading may appko pehlay market ki movement Kay up trends aur down trends ko follow Karna hota hay phir uss Kay mutabiq trading karni chahiye takay haum achi aur effective trading kartay hovay achi earning hasal kar sakay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим