Trading men winning attitude kam aata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men winning attitude kam aata he
    Assalam alikum
    . dear friends ummeed he ap sb kheryqt se hn ge hmen trading krtr hwe apne knowledge ar khud pr pora pora believe hona chahye k profit hi hoga ap confident se trade kr payen ge jo confident hote hen qismat bhi unka he sath dete he lkn loss ho jaye to phr se try kren mayoos na hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading men winning attitude kam aata he

    Hum ko iss mya over confidence nahi hona chya ager hum iss mya suber say kam karya to hum iss mya kamyab treader ban sakya hum jiss mya jitna kam karya to iss ko acha kam karna chya iss mya suber say hi hum kamyab treader ban saktya ya
    • #3 Collapse

      Re: Trading men winning attitude kam aata he

      G han sab hi membrs ko trad kerny k liye kafi sari mehnt kerni hoti hay or is k liye yeh bhi kafi zrori hay keh trading krny k liye achi terha plan kiye jaey or jo log trad krny k liye koi bhi plan nhin krty hain wo yahn aksr nkam rehty hain or jo log sahi trha soch samjh ker trad krty hain wohi kmyb hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading men winning attitude kam aata he

        Dear jb forex ka knowledge aur experience achy hoty hein tu phr confidence khud hi aa jata hai aur achi trade k liye market se achi entry talash krna koi masla nhi hota jb enyry point achi movement se hoga tu profit bhi zaror hota hai isi umeed mein traders order place krty hein tah k acha profit hasil kr paen.
        • #5 Collapse

          Re: Trading men winning attitude kam aata he

          Jab ham forex market main trade kerty huey loss sy darty rehty hain tou hamain loss phir ho ker hi rehty hai lekin jab hamain loss ka darr nehi hota tou phir ham jo bhi trade open kerty hain tou hamain same trade main acha profit bhi hasil ho sakta hai hamain kabhi bhi trade open kerny per achy profit ki umeed rakhni chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Trading men winning attitude kam aata he

            dears sahi kaaha hay k trading main winning attitude kam hi hota hay aur us ki waja yeah hay k ham zida focus nhn karty ya phr mehnat nhn karty hain agar kaam seekh k aur mehnat se trade lagai jay to phr winning condition ho sakti hay aur ham is trah ki trade se win bhi kar sakty hain aur phr satisfy bhi ho sakty hain k apni kam ko trade ko win kaisy karna hay.....
            • #7 Collapse

              Re: Trading men winning attitude kam aata he

              Achi trading karne k liye ap ko achi tarah se learning karna hoti hai tub hi ap ek ache trader ban pate ho is liye ap ko zayada se zayada achi tarah se working karte rehna chahiye ta k ap ek ache trader ban sako or achi tarah se working kar sako or achi earning kar sako so ap ko learning karte rehna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Trading men winning attitude kam aata he

                Trading mein bahut hi Achcha aapke pass experience Hona chahie aapke pass knowledge Hona chahie Jab se experience or knowledge hoga to aapko confidence hoga Jiske upar ab winning confidence la sakte ho lekin Agar aapke pass Achcha knowledge nahin hai, aapko practis nahin Hai then, aapke pass hai confidence nahin aaega. Isliye agar aap confidence level ko improve karna chahte hain to aapko mehnat karna padegi.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading men winning attitude kam aata he

                  han g dear and respected member waqee sahi bat ki hy keh ham iss mein winning atitude sey mazeed bhi kamiyabi hasil ker sakty hein hamin ager trading mein kamiyabi hoti rhy to hmin mazeed housla milta hy jis ki wja sey ham mazeed strong trader bunty chly jaty hein lekin loss honuy per mayoos nhi hona chahiy belkeh us per bhi usko mhnat key zariy cover kerna chahiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading men winning attitude kam aata he

                    Asslam o alaikum dear members ji bilkul trade mn hmesha hm ye soch k Kam start kren k hm na win kerna h or kamyabi hasil Kerni h tb he hm kamyab trader kehla sakty hn. Ager hm na trade k lea mehnat na ki to kbi b fida ne ho ga balky Ulta loss hobga or hamen kbi b kamyabi hasil ne ho ge so hmen preshan ne hona jst learn and learn tb hm kamyabi k sath achay trade sa acha pass kma sakty hn or kud ko ziada stable ker sakty hn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading men winning attitude kam aata he

                      ji han dear trading mein agar Ham winning attitude rakhenge to is se Hamara fayda Hoga Hamen trading Mein Apna ek image banana chahiye kyun ke Jab Ham image bana kar chalte hain aur professionally kam Karte Hain to isbse Hamara fayda hota hai trading Mein professionally kam karna bahut zaruri hota hai jo trader professionally kam ka ho kar Karta Hai wohi trader forex Mein Kamyab hota hai hamesha zyada Se zyada mehnat ke sath Hamen Dil laga kar hardworking Karni chahiye kyun ke hardworking karna hamare liye bahut zaruri Hota Hai Jab trading Mein Ham hardworking Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai aur uske sath sath hamesha zyada Se zyada knowledge experience increase Kiya Karen kyun ke yah bahut zaruri hota hai trading bhi zyada se zyada mehnat Karne per hi Hamen kamyabi Milegi Jab Ham mehnat Karenge to is se fayda Hoga aur winning attitude ko rakhte hue hard working karne se bahut zyada fayda hota hai trading mein zyada Se zyada learning karna zaruri hota hai aur is ke sath sath humen learning karni chaiye kyun k wohi trader Kamyab hoga jo professionally kam karta hai aur zyada se zyada learning karta hai use kamyabi milti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading men winning attitude kam aata he

                        Asalam-o-alikum dear agar hum trading mein ache earning gain karna chahty hain to humy chahiye ky hum trading karty howe kabhi bhi loss ka na sochy aur trading karty howe humy chahiye ky hum winning attitude ky sath he humy trading karne chahiye agar hum trading mein dar kar ya relax ho kar trading nahi karen gy to humy trading mein loss he hoga humy chahiye ky hum trading karty howe kaqmyabe ka soch kar aur market ko ache tarah sy analysis kar ky he humy trading karne chahiye tab he humy trading mein achee earning gain ho ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading men winning attitude kam aata he

                          Forex business mai winning wio trader hota hai jo market mai hard working krta hai aur market ko proper sey watch krta hai mtou wo market mai apna target achieve krta hai aur market mai loss sey bhe bach jata hai ak trader ka winning attude ya hai k wo market key mutabique apni strategy banta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading men winning attitude kam aata he

                            Trading main winning attitude ka matlab agressive trading nahin hai balkay trading main sabar hi winning attitude hai agar hum ne sabar ka attitude na apnaya to hum aik winning trader nahin ban saktay trading main sabar or emotional decipline positive attitude ka kirdaar ada kartay hain hamain profit k chotay chotay targets bananay chahiyen or un ko achieve kartay hue baray targets ki taraf barhana chahiye is k bar aks jald baazi karna trading main aik negative attitude hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading men winning attitude kam aata he

                              ham log agr win karna chata ha to is ka liya ham logo ko chayia ka ham log is par apna attitude wagra be win karna wala hi rakya jis ka liya ham logo ko chayia ka ham lopg is ka bara ma zada sa zada knowledge aur experiences wgara hasal karna ki koshish kiya karya aur ham log is tyra is ko istamil karta howa hi acha sa kam kar paya gaya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X