Over trading na kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading na kare
    Overtrading karne se bhi Hamen nuksan ho sakta hai Hamen chahie ki Ham proper planning ke sath trading Karen overtrading na Karen Agar trading karne se Hamara account wash ho sakta hai Hamen chahie ki Ham Kisi strategy ko follow Karen Agar Ham Kisi strategy ko follow Karenge To Ham acchi profitable trading kar Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading na kare

    G han dear apny bilkul sahi b aat ke hy humain over trading nahi karni chaye humain account k hisab sy trading karnik chaye agr hum ny forex main kaam karna hy aur is main kamyaab hona hy too humain yahana mehnat sy kaam karna hota hy aur tab he humain is main kamyaabi hasil hoti hy.
    • #3 Collapse

      Re: Over trading na kare

      Assalamu alaikum dear friends ummid karta hun AP sub khyriyt see honge dear apne sahi kaha hai Forex mein hmen zyda tread Ni lgane chahie qk is m hmen hi loss hoga hmen din m ik ya do tread Krne chahie is see hmen loss bhi Ni hoga aur hm acha Kam bhi karte rahenge get
      • #4 Collapse

        Re: Over trading na kare

        over trading kerny sey loss k chances bher jaty hein or trading sahee treeqy sey nahee ho pati isliuy hamin chaiy khe hum munasib trading krein or thory sey prfit per hi saber ker lein yahi hamry liuy sab sey bhter hy to apko chaiy khe ap over trading sey door hi rahin or daily bases per hi prfit earn kerty rahin
        • #5 Collapse

          Re: Over trading na kare

          Assalam.o alaikum all dearsmembers main umeed krta hn ap khairiyatt se hongy,Dosto forex trading mein post krni ki limet hoti hy hamein chahye limet ke mutabiq work kren aur hamein faiada bhi ho koshish krein ham apni post mayar den hamre viwever bhiren aur hamein bonuse bhi ziada my.thanks
          • #6 Collapse

            Re: Over trading na kare

            Ji han dear Forex member aapane Sahi kaha hai Hamen overtrading Nahin Karni chahie Hamen Hamesha Ek limit Mein rahakar kam karne ki koshish Karni chahie Jab Ham Kisi bhi kam ki limit ko cross Karenge To Hamen nuksan hi hoga Chahe vah Forex trading ho ya koi bhi aur business Ho Hamen Apne Ek target ko set karna chahie apni Ek limit ko set karna chahie aur usse Aage na jaen Yahi Hamare liye Baithe Hoga aur ISI Mein Hamari kamyabi hai
            • #7 Collapse

              Re: Over trading na kare

              Her trader k paas aik maheenay ka plan hona chahiye k us ne aik maheenay main kitni trades karni hain us se zyada us ko trade nahin karni chahiye chahay us ko profit ho raha ho ya phir loss. Loss karnay waalay traders pehlay se bhi zyada trading karna shuru kar detay hain jis ki waja se loss ki ratio bhi barh jaati hai kyun k loss recover honay se pehlay hi trader mazeed trades laga deta hai jis ki waja se loss or bhi zyada hota hai or balance musalsal neeche ko jaata rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: Over trading na kare

                Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Forex market mai over trading nahi krna chahey. kyu k over trading krney wala trader forex market mai loss high hotey hai aur account bhe wash hota hai. Over trading krney sey ap market mai success nahi ho sakty. Forex market mai money management key rules ko follow kr key hum trade open kr sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading na kare

                  humin forex main har kam boht ehtiyat say krna chaye or khud ko hamesha over trading say door rakhna chaye qk iska dosra matlb lalch hi hai jo ke loss ke siwa kuch nai dyti hamesha trading planning say krin market ko dykh kr hi trade lagain ge to bary loss say mehfooz reh sakin ge.
                  Jazak ALLAH ツ
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading na kare

                    forum main trader bannay say pahly is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum suces hon gay aur hamain market main bi kisi bi wqat trade kar k hi hum planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum bi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi tab hi hum real main bi trade karny main bi trade karien agy
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading na kare

                      G han frirnds apne blkul thek kaha overtrading bht zyada risky he agr loss zyada ho gya to hamara acvount wash bhi ho skta he is lye lalach na kren ar apne bonus k mutabik trade kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading na kare

                        dears sahi kaaha k overtrading k chakar main na paryn balk mehnat aur kaam pe focus karyn is se ziada faida ho ga agar ham kisi short ka ka sochyn gy to phr hamary zehan main aye ga k ham over trading karyn aur jab over trading ka kaam karyn gy to risk ziada ho ga aur risk ziada hony ki sorat main loss ho sakta hay to behtar hay k kaam [e focus karyn aur over trading se avoid karyn....
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading na kare

                          g han hamain achi earning karny k liye mhnt karni ho gi ta k earn karine agy aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora ka rk hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trend ko use kar k hi hum achy say trade karien agy aur hamain market main bi over trade karny say avoid karni ho gi tab hi hum perfomr karny main bi asani ho saky gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading na kare

                            hamy over trading nahi karne chaey hamy ache learning gain kar ky forex mai kama karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai rat mai be kam kair sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban kyu kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss ap eh hoty hain forex aik intenraitonal business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading na kare

                              g bilkul over trading kabhi bhe nahi karni cheye ,.,jub bhe trading karny achi tarhan sa soch samjh kar karen ..trading karny main kabhi bhe jaldbazi nahi karni cheye or risky trading bhe nahi karni cheye ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X