wait for goog entry point..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bas bhai ap ko fore main mehnat krna pary gidear ji han apki baat theak ha forex aik learning busniess ha then ye earning busniess ha to har memebr ko is main jab thak sucess nai mil sakti jab thak wo is main learn nai kar gay apna time spend nai kary gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Pak forex forum par ksi ki bat sa agree karna hi kafi nahi hota balka ap na jo entry points ki bat ki ha agar ap ye bhi bata daita ka wo entry points kon kon sa han to newbies ko ziada faida hota. is ka lia support aur resistance ko nazar ma rakhna parta ha aur market breakout best entry point ha trade open karna ka lia.
      • #78 Collapse

        yeh post apki kafi maloomat faraham kr rahi hai yaha par jitne bhi users hain un sub kay liye or is post kay hawalay say main ye kahta hun kay g han sabar say kam laian or hamesha pane strategy kay hisaab sya aik new or behtar entry ka wait karian
        • #79 Collapse

          You should check the points before stepping in check the indicators and check history's they are very help full usually good points come when market is going which constant speed but there are also chance down trend also of huge up trend you can earn beautiful amount from it.
          • #80 Collapse

            Ye theek bat he k hum wait karin aur time pe hi trade lagaien to hum kafi bari earning bhi kar sakte hin aur time pe trade lagane se tension se bhi bach sakte hin humari earning aur huamra profit humin money aur sakoon dono deita he aur agar hum ghalati karin ge to humin us ki qeemat zaror ada karni pare gi.
            • #81 Collapse

              bhai jjaan ap ki baat ma sdaqat ha kay humay wait tu lazmi karna chahye q kaay is ka bbghair hum besabari sa kaam lain ga or humari trade bhi ghaatey ma jae gi
              • #82 Collapse

                forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe iss business main trade kernay ka koi good entry point nahe hoota hay bas market ko watch kerro or trade open ker doo..
                • #83 Collapse

                  g han meray bhai humen going enetry point ka wait kerna chaeyaa jub tuk humara point nahi ajata tub tak humen wait zarrour kerna chaeya
                  • #84 Collapse

                    G jnaab bilkul aysa hi hy hum aysy hi tijaaarat ker rahy hy is system m or bgyr nuqsaan k munaafa' kamaa rahy hy yahn sy
                    • #85 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum yahi baat to hum aj discuss kar rahey they kay hum ko kabhi be trade karney me jaldi nahi karni chahiye aur sahi trend ka wait karna chahiye aur exect point me trade open karni chahiye.
                      • #86 Collapse

                        g forex buisness main lose bohut asaani se hi avoid kar sakty hoo ap agar ap k market ka study aur knowledge toh ap bilkul lose karogey hi nahi ..aur forex main money mangemnet ka bohut khyal main rakhna chahyeh
                        • #87 Collapse

                          wait of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading is
                          • #88 Collapse

                            ji bilkul or acha trader wahi hai jo kabhi kabhi 2 2 din tak trade nai krta srf es liey k usy achi entry point nai milti hai ...........................!
                            • #89 Collapse

                              g aapny bilkul thek kaha ek sucessful trader apni planned starategy ma ye ssaari baatien zaroor mention krni chahye k market ma good entry point tak ka wait krna chahye wecy bhi jaldi ka kaaam shaitaaan ka hota hy or jald bazi m kiye gay kamoun se hum bht sara loss utha sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                apko maloom ho ye bat k ager main kis time trad karonga to muje acha profit hoga to ap ushi time trading kare chaiye apko kitna bhi intizaar karna pare trad karne k liye ap jal bazi na kare apko loss se 2 4 hona par sakta hain is se acha wait karlo apthora...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X